Information ;-
Dear friends Market Mein trend ki strenght ko find karne ke liye is mein kafi aisay indicators bhi hote Hain Jo price ka trend change honay se pahle hi indicate kar dete Hain members Lagging indicator k about To Hamay boht zeyada indicators mil hi Jaate Hain.
Hamay un ko deeply check karna chahiye or leading indicator aisay hote hain yeh Akshar Hamaray Sath fraib karty hain or Hamy sahi signal provide Nahin karty hain Jis ki wajha say ham trading market may loss kar detay hain.
Categories of Indicators ;-
1)--Leading indicator.
2)--Lagging inducators.
Introduction Of Leading indicators ;-
Members leading indicators ka disadvantage yeh hai k trader ko us time par anticipate karna hota hai jab yeh move start he nahi hoi hoti or in k result main aksar wo bad point pay ya trend reversal k time par market main in ho jaty hain or indicators allow karty hain k trader move k start may hi market may in ho jaian technical indicator hoty hain jo use karty hain previous price data or is say forecast gain karty hain.
Introduction of Lagging indicators ;-
Dears Lagging indicator aisy indicator Hain Jin Se Hamay Hmesha profit Milta hai agar Hamen in ko achi tarha se judge karna aata ho dear friends Laging indicator main MACD indicator past data main say calculate hota hay or phir us kay baad yeh chart per plot hota hay or chart par jab koi event ho jata ha.
Us k baad lagging indicators k signals miltay hain, in ka nuksan yeh hota ha k yeh ap ko trade open karnay main late kar detay hain friends waist toindicators ki bahut saari types hoti hain jo k Ham market Mein istemal karte hon yah bahut zeyada benefits bhi gain kiye hon hain
Most Important Points ;-
trader apnay experience use kar ke oscillator ke signal ko verify nahin karte hain woh kabhi ache profit ko hasil karne mein bhi isi liye kamyab nahin ho patay hain forex trading mein kisi integrated per blindly trade karna bahut bad habits may say aik hai kyun keh forex mein bahut se indicator or osilators is terha k hain keh jin ko aksar feke signal provide karty dekha geya hay or traders agar in ko follow kar bhi lain to woh trade mein loss hi gain karte hain or panic ka shaker ho jaate hain or un ko isi waja say maximum loss ko face kerna hota hay or account ko wash out ky siwa or kuch hasil nahin hota is liye traders ko apny experience ko achi trades ke liye zarur use karna chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим