INFORMATION:
Forex on stock exchange mein bahut jyada difference told Ek dusre se difference hai. Forex International stock exchange has jis mein jitne bhi economically strong countries Hai Unki currency uski buying or selling at a time hoti hai aur forex market 24 hour open hoti hai aur forex market mein main aap energy source gold aur ALP trade kar sakte. Stock exchange or forex ka difference bohat he asani se samjh mai aney wala hai es mai ap trade kisi bhi time kar saktey hain jb k stock exchange kuch ghantey din mai kaam karti hai stock mai shares ki sale purchase hoti hai or forex mai crunccy or commodities per kaam kartey hain.Forex trading mein hum usually currencies aur commodities mein trading kartee hian aur zyada trading forex mein currencies mein hoti hai, on the other hand, stock mein trading companies kee shares per ki jati hain.
Difference Between Stock Trading And Forex Trading:
Stock trading main main lot ki research karni parti Hai daily basis pay jab k Forex trading main market ki movement ko samjny k liay aik bar knowledge gain karna Hai and pher wo he repeated movements hoti hain un main trade karni Hai Stock trading main agar ham nay koi stock sell karna Hai to usay pehlay buy karna lazmi hota Hai jab k Forex trading main agar hum koi currency pair sell karna chahtay hain to usay buy kiay bagher ham kar sakty hain buy karna lazmi nai HaiStock trading main 200-300% profit bnany k liay bht ziyada mehant aur investment ki zrurt hoti Hai jab k Forex trading main aap nay kaam achi tarha seekh liya Hai and trading k gur jan gay hain to bht jald aap millions earn kar sakty hain Stock trading main account kabhi kabar hi zero hota Hai but Forex trading main yeh aik draw back Hai k seconds main aap ka account wash ho jata Hai and aap bankrupt ho jatay hain.