Rising Three Candlestick Pattern ...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rising Three Candlestick Pattern ...

    Rising Three Candlestick Pattern:

    Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha. Q k Price Chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko 100% accuracy k sath identify kerta ha. Candlestick Patterns Price Chart man currency pairs aur commodities ki price movements ko track kerna k liye use hona wala most important technical tool ha. Rising three candlestick pattern panch candles par mushtamil aik bullish trend continuation pattern hai, jo prices k uptrend k dowran banta hai. Price chart pattern par banne wale candlestick pattern ka lazmi nahi hai, k har dafa wo trend reversal k leye hi istemal hote hongay, q k bohut sare pattern trwnd continuation ka kaam bhi karte hen. Rising three candlestick pattern prices chart par bullish trend k dowran banta hai, jo prices ko same semat main continue karwata hai. Rising three candlestick pattern main shamil pehli aur last candle aik long real body wali bullish candles hoti hai, jab k darmeyan main banne wali teen candles small bearish candles hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1681).png
Views:	11
Size:	1.1 کلوبائٹ
ID:	12588921



    Trading In Rising Method Candlestick Pattern:


    Forex trading main Rising method candlestick pattern mai trading karna bahut hi easy hai kyunki yeh trend continuation pattern hota hai aur jab hamen Kisi bhe trend pattern main agar check candle aur se channel Mil jata hai To humen confirm ho jata hai aur third kenal ke bad Ham market mein entry Le sakte hain aur bahut hi aasani ke sath profit trading kar sakte hain isliye hamen isko jarur samajhna chahie kyunki yah hamare liye bahut important hota hai aur ham bahut hi aasani ke sath market mein entry Le sakte hain traders hamesha aik reliable pattern ya indicator par trading ko tarjeeh dete hen, jiss se munafa melne ki umeed hoti hai. Rising method candlestick per trading sab se easy hota hai. Pattern par trading karne se pehle aik bullish confirmation candle ki zarorat hoti hai, jo k last bullish candle k baad aik high price par close hone wali white candle hoti hai. Lekin bearish candle banne par pattern invalid ho jata hai. CCI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main hona chaheye. Pattern ka Stop Loss sab se lower position yanni pehli candle k bottom se two pips below set karen.
    Click image for larger version

Name:	images (61).png
Views:	15
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12588922
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rising Three Candlestick Pattern ...

    Rising Three Methods Candlestick ka Introduction

    Rising Three Methods Candlestick pattern price chart calculation high price Mein use time Banta Hai Jab market per bearish Ek nakam koshish karte hue price ko bear is trend reversal karne ki koshish Karte Hain Jiske result Mein price Bullet market ka control Dobara Hasil karte hain aur bhi Rishte Jo Thode bahut Inka na the friend reversal ke vah sare khatm Ho Jaate Hain is type ka pattern Aksar Ek Jaal ka kam karta hai aur jo bhi Rish market Mein inter Hona Chahte Hain inhen is Baat Ko yakin hi banana chahie ki ek long bearish candle Jiski closing price fast bullet candle ke height ya open price se kam ho Jani tab hi market Mein bear stand reversal Hoga Nahin to Samal bearish candles ke sath last bullish candles ki vajah se kam ho Jaate Hain.



    Rising Three Methods Pattern ki Explaination

    Rising three method jesa kay name sy pata chal rha hai three candlesticks par ya five par base kar raha hai. Ye ik continuation pattern hai or ye uptrend ma appear hota hai. Ye participants aksar kehtyn hain kay ye pattern kiu kay continuation pattern hai es laye ye bullish trend ko mazeed strengthen karny ma help karta hai. Ye pattern five candlesticks par base karta hai. Es pattern ki pehle or last candlestick bullish hoti hai jo hamy ye information deti hai kay jb ye pattern start ho ga or end ho ga to bullish pressure increase ho ga. Yani ye pattern bullish ko breath karny ma help karta hai. Wo es pattern kay bad zayada refresh ho jaty hain or chart par hamy enki activity ka tb pata chalta hai jb ye market ko drag up side par karny ma kamyab ho jaty hain.



    Rising Three Methods candlestick ki Pehchan

    Rising three candlestick pattern price chart k bullish trend ya high prices main uss waqat banta hai, jab market par bears aik nakam koshash karte howe prices ko bearish trend reversal karne ki koshash karte hen, jiss k nateejay main prices bulls market ka control dobara hasil karte hen aur bears k jo thore bohut imkanat they, trend reversal k wo sare khatam ho jate hen. Iss qisam ka pattern aksar aik jaal ka kaam karta hai aur jo bears market mein enter hona chahtay hen, inhen is baat ko yakeeni banana chahiye ke aik long bearish candle, jis ki close price pehli bullish candle ki height ya open price se kam ho,



    Rising Three Methods candlestick ky sath Trading

    Rising three candlestick pattern price chart par bohut kam bante hen, lekin iss k asarat bohut strong hote hen, jiss se market main buy ki entry ki ja sakti hai. Ye pattern market k bullish trend main aik mamoli sa waqfa banane k baad prices ko same bullish trend main tasalsul jari rakhta hai. Pattern par trading karne se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main aik bullish candle honi chaheye aur last candle k top par close bhi honi chaheye. Pattern uss waqat invalid hoga, jab bhi iss ka baad aik bearish candle banegi, ya bullish candle last candle k bottom par close hogi
    • #3 Collapse

      Re: Rising Three Candlestick Pattern ...

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Rising Three Methods Pattern


      Rising three methods pattern k shumar bullish trend continuation pattern main hota hai, jiss main panch candles mukhtalif formate k prices k bullish trend k dowran bante hen. Ye pattern bullish trend k dowran banta hai, ya newly bullish breakout trend ko mazeed upward push karta hai. Pattern k banne ki psychology kuch iss tarah se hoti hai, k bullish trend k dowran bears market k trend ko tabdeel karne ki koshash karte hen, lekin ye koshash iss waja se nakam hoti hai, q k bearish candles ziada strong real body main nahi banti hai, jiss se saaf zahir hota hai, k bears market main dilchaspi nahi le rahe hen, aur akher main market apne sabeqa bullish trend ko hi follow karna shoro karti hai.

      Click image for larger version

Name:	64.png
Views:	4
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12448702

      Candles Formation


      Rising three methods trend bullish continuation pattern ki waja se prices k uptrend ya newly bullish breakout trend main banta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hote hen;

      Click image for larger version

Name:	images (20).jpeg
Views:	9
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12448703

      1. First Candle: Rising three methods ki pehli candle aik bullish candle hoti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss k upper aur lower side k wicks ya shadow real body se kam hona chaheye. Ye candle bullish trend ki alamat hoti hai, jo k white ya green color main banti hai.

      2. Second Candle: Rising three methods ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jiss ki real body bohut small hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main top par banti hai, yanni candle ka open aur close pehli candle k andar hota hai.

      3. Third Candle: Rising three methods ki teesri candle bhi aik real body wali bearish candle hoti hai, aur same dosri candle ki tarah small bhi hoti hai, jiss ka open aur close pehli candle k andar hota hai. Ye candle dosri candle k nechay aur pehli candle k real body main banti hai.

      4. Fourth Candle: Rising three methods ki forth candle bhi dosri aur teesri candle ki tarah bearish bhi hoti hai aur small real body main hoti hai. Ye candle teesri candle k baad lower par banti hai lekin ye candle bhi same dosri aur teesri bearish candles ki tarah pehli candle k andar hota hai.

      5. Fifth Candle: Rising three methods ki last candle bullish hoti hai, jo k pehli candle ki taqreeban parallel main banti hai, lekin open forth candle k baad hoti hai, jab upper side par ja kar close hoti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo k bullish trend continuation ka kaam karti hai.

      Explanation

      Rising three methods pattern bullish trend ko mazeed upward le kar jata hai, jiss se prices ka trend reversal hona mumkin nahi ho pata hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jab baad wali teen lagatar bearish candles hoti hai, jo k pehli candle se size main bohut kam hoti hai aur ye sari candles pehli candle k inside banti hai. Pattern k last ya fifth candle aik baar pher aik bari real body wali bullish candle hoti hai jo k market par bearish asarat ko khatam karke same bullish trend ko continue karwati hai. Pattern ki pehli aur akhari candles aik bari real body wali bullish candles hoti hai, jo k prices ko upward push karti hai, jab k darmeyan main banne bearish candles bullish trend k darmeyan waqfa peda karti hai.

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221023_125654.jpg
Views:	5
Size:	72.5 کلوبائٹ
ID:	12448701

      Trading

      Rising three candlestick method prices k bullish trend ko mazeed upward le jane ka kaam karta hai. Ye pattern dosre trend reversal pattern ki nisbat ziada reliable aur qabele bharosa pattern hai. Pattern par trading se pehle aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k panchwen bullish candle k top par close honi chaheye. Pattern ki confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai, jaise CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator par value darmeyan se ooper trade honi chaheye. Pattern k baad bearish candle banne ki sorat main pattern trading k leye kar-amad nahi rehta, iss waja se buy ki entry na karen. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya pehli candle k open price se two pips below set karen.

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221023_125714.jpg
Views:	6
Size:	123.7 کلوبائٹ
ID:	12448700
      • #4 Collapse

        جواب: Rising Three Candlestick Pattern ...

        Rising Three Candlestick Pattern

        Rising three candlestick pattern aik teazy sa tasalsul ka candle stuck pattern hai jo uptrend mein hota hai aur jis ka iktatam par ish trend ka dobara aghaz hota hai ish ka muqabla girna wale three hisoon mein kia jata hai.
        Key Takeways; three types mein izafa aik teazy sa tasulsul ki candle stuck pattern hai jo uptrend mein hota hai aur jis ka natijay mein is ka rujhan dobara aghaz hota hai faisla kun five teazy ki candle ish badh ka saboot hai kah farokht conviction ka pas pahla ka upare rujhan ko reverse karna ka liya kafe yaqeen nhi tha aur buyer nay market par dobara control hasil kia hai barhte hoa three ways ziada karamad ho sakta hain.
        Understanding the Rising Three Methods Pattern

        Barhte hoa three tariqoon ka pattern ish waqt banta hai jab security ki price ka amal darg zail khasosiyat ko pora karta hai pattern ka pahle bar achi tarah sa mutayan uptrend andar aik barhe asli body ka sath bullish candle stuck hai badh mein ana wali candles aam tor par musalsal three bearish chota jisam wale candles jo pahle candle stuck ka nichla aur uncha sa nicha trading karta hain aghri bar aik aur bullish candle stuck hai jis mein aik barhe asli body hai jo uchle ka kilafwarze karte hai aur ucle par bandh hoti hai aur pahle candle ka sath qaem ki gaye jis sa pata chalta hia bail wapas security ka simat ka control mein hai ya nhi. ya dekhna ka liya aya rujhan mein kafe yaqenen bail mazboot control mein hai barhte hoa three ways ka pattern mein pahla aur five candles ka dauran maugood chota jisam wale samoon series ko uptrend dobara surah karna par istikam ka surah hona par mudat ka tourh par sumar hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Rising Three Candlestick Pattern ...

          Rising Three Candle Chart Pattern:

          Candle design cost outline estimation exorbitant cost Mein use time Banta Hai Punch market per negative Ek nakam koshish karte tint cost ko bear is pattern inversion karne ki koshish Karte Hain Jiske result Mein value Shot market ka control Dobara Hasil karte hain aur bhi Rishte Jo Thode bahut Inka na the companion inversion ke vah sare khatm Ho Jaate Hain is type ka design Aksar Ek Jaal ka kam karta hai aur jo bhi Rish market Mein bury Hona Chahte Hain inhen is Baat Ko yakin hello banana chahie ki ek long negative flame Jiski shutting cost quick slug candle ke level ya open cost se kam ho Jani tab greetings market Mein bear stand inversion Hoga Nahin to Samal negative candles ke sath last bullish candles ki vajah se kam ho Jaate Hain. exchanging man dealer cash matches aur products ki cost developments ko smajhna k liye cost graph ko read kerta ha. Q k Value Diagram designs man changes, force aur cost k pattern man change ko 100 percent precision k sath recognize kerta ha. Candle Examples Value Diagram man money matches aur wares ki cost developments ko track kerna k liye use hona wala most significant specialized apparatus ha. Rising three candle design panch candles standard mushtamil aik bullish pattern continuation design hai, jo costs k upswing k dowran banta hai. Cost outline design standard banne grain candle design ka lazmi nahi hai, k har dafa wo pattern inversion k leye howdy istemal hote hongay, q k bohut sare design trwnd continuation ka kaam bhi karte hen. Rising three candle design costs graph standard bullish pattern k dowran banta hai

















          Chart Candles Identification And Candles Types:

          Rising three techniques ki dosri light aik negative flame hoti hai, jiss ki genuine body bohut little hoti hai. Ye light pehli flame k genuine body fundamental top standard banti hai, yanni candle ka open aur close pehli candle k andar hota hai. Rising three techniques design k shumar bullish pattern continuation design primary hota hai, jiss principal panch candles mukhtalif formate k costs k bullish pattern k dowran bante hen. Ye design bullish pattern k dowran banta hai, ya recently bullish breakout pattern ko mazeed up push karta hai. Design k banne ki brain research kuch iss tarah se hoti hai, k bullish pattern k dowran bears market k pattern ko tabdeel karne ki koshash karte hen, lekin ye koshash iss waja se nakam hoti hai, q k negative candles areas of strength for ziada body fundamental nahi banti hai, jiss se saaf zahir hota hai, k bears market primary dilchaspi nahi le rahe hen, aur akher principal market apne sabeqa bullish pattern ko hello follow karna shoro karti hai.



















          Chart Pattern Trading View:

          candle strategy costs k bullish pattern ko mazeed up le jane ka kaam karta hai. Ye design dosre pattern inversion design ki nisbat ziada solid aur qabele bharosa design hai. Design standard exchanging se pehle aik bullish affirmation candle ka hona zarori hai, jo k panchwen bullish flame k top standard close honi chaheye. Design ki affirmation pointers se bhi ki ja sakti hai, jaise CCI, RSI, MACD marker aur stochastic oscillator standard worth darmeyan se ooper exchange honi chaheye. Design k baad negative candle banne ki sorat primary example exchanging k leye kar-amad nahi rehta, iss waja se purchase ki passage na karen. exchanging primary Rising strategy candle design mai exchanging karna bahut greetings simple hai kyunki yeh pattern continuation design hota hai aur punch hamen Kisi bhe pattern design fundamental agar check candle aur se channel Mil jata hai To humen affirm ho jata hai aur third kenal ke awful Ham market mein passage Le sakte hain aur bahut hello aasani ke sath benefit exchanging kar sakte hain isliye hamen isko jarur samajhna chahie kyunki yah hamare liye bahut significant hota hai aur ham bahut hey aasani ke sath market mein passage Le sakte hain merchants hamesha aik solid example ya pointer standard exchanging ko tarjeeh dete hen, jiss se munafa melne ki umeed hoti hai. Rising technique candle per exchanging sab se simple hota hai. Design standard exchanging karne se pehle aik bullish affirmation flame ki zarorat hoti hai, jo k last bullish light k baad aik excessive cost standard close sharpen wali white candle hoti hai.









          • #6 Collapse

            Re: Rising Three Candlestick Pattern ...

            WHAT IS RISING THREE CANDLESTICK PATTERN :




            Rising three long term candlestick pattern ha or ya rising three pattern huma market ka price chart ma dakhna ko mil jata ha or ya rising three candlestick pattern market ko reverse or market ka uptrend ko continue karna ka kam karta ha. Ya rising three candlestick pattern market ka chart ma multiple cabdles sa long term ma banta ha or market ke price ko highe ke traf la kar jana ka kam karta ha jasa ka ap ko is rising three candlestick pattern ka name sa he pata chal jata ha ka ya pattern market ko rise kar ka up ke traf la kar jay ga or ya rising three pattern five cabdles ka sath market ka chart ma ak unique shape ko bana raha ho ga. Jab ya rising three pattern banay ga to is sa phakay market strongly lower ke traf ja rahi hoge or market ma lower ke traf strong downtrend chal raha jo ga to ya rising three pattern is downtrend ka bottom ma ban kar market ko upward ke traf reversal karna ka kam kara ga or jab ya rising three candlestick pattern banay ga or is pattern sa phalay market ke price high ke traf ja rahi ho ge to ya rising three candlestick pattern ban kar market ko upward ke traf continues karna ka kam karay ga. Ya rising three pattern jab banay ga yo is ke first or last candle long bullish ke candle ho ge or is pattern ke middle three candles small bearish ke candle ho ge or jo ya rising three pattern ho ga ya market ma falling three candlestick pattern ka opposite ma ho ga ya falling three pattern market ko uptrend sa down ward ke traf ya downtrend ko continue kar ka market ko lower ke traf la kar ana ka kam karay ga.




            FORMATION OF RISING THREE CANDLESTICK PATTERN :




            Is rising three candlestick pattern ke formation market ka chart ma five candles sa mil kar hoti ha jo is rising three candlestick pattern ke first candle hoti ha ya ak long real body bullish ke candle hoti ha jo is pattern ka start ma ban kar market ke pri6ko strongly high ke traf la kar jana ka kam karay ge or ya jo first candle ho ge ya ak long candle ho ge jo ka green ya white colour ke ho ge or ya market ko high ke traf la kar jay ge or ya high ma he close ho jay ge or is ke long real body ho ge or jasa he ya first candle is rising three pattern ke close ho ge to jo second candle ho ge is pattern ke ya ak reversal candle ho ge yani ka ya second candel ak small real body bearish ke candle ho ge jo ka market ko downward ke traf reversal karay ge or is second candle ka bad jo third candle ho ge is rising three pattern ke ya bhi ak bearish ke candle ho ge or ya bhi market ko lower ke traf la kar ay ge par ya bhi ak small candle ho ge or jo fourth candle ho ge ya bhi second or third candel ko follow karta hua ak small real body bearish ke candle banay ge jo ka market ko lower ke traf la kar ay ge yani ka is rising three candlestick pattern ke ya second third or fourth candle market ma small real body ko banata hua market ko ak series ma lower ke traf la kar ay ge or is fourth candle ka bad jo last candle banay ge is rising three candlestick pattern ke ya ak long real body reversal candle ho ge or ya fifth candle market ko strongly reversal karna ka kam karay ge ya fifth candle ak long real body bullish ke candle ho ge jo ka market ko higher ke traf reversal karay ge or market ka higher ke traf jana ka batay ge.





            TRADING WITH RISING THREE CANDLESTICKSL PATTERN :




            Jab ya rising three candlestick pattern market ka chart ma banay ga to ya traders ko market ka upward ke traf jana ka signal da raha ho ga. Ya buyers ka traders ko signal da ga ka wo market ma raha q ka market na upwards ke traf jana ha or ya pattern sellers ko signal da ga ka wo market sa exit kar jay q ka market na abhi higher ke traf jana ha. Ya rising three candlestick pattern market ka chart ma jab banay ga to is pattern ke jo first candle ho ge ya ak long real body bullish ke candle sa bani ho ge or ya market ke price ko high5ke traf la kar jana ka batay ge or ya buyers ka control ka batay ge or jab is pattern ke first candle close ho ge to jo buyers ka traders ho ga ya market sa exit kar jay ga or sellers ka traders ka enter hona ka batay ga q ka jo is pattern ke first candle ka bad next three candels banay ge ya sellers ka traders sa banay ge or ya market ko reverse karna ka kam karay ge magar ya market ko reverse ni kar saka ge or jo is rising three candlestick pattern ke last fifth candle banay ge ya ban kar huma market ka high buyers ka control or sellers ka fullly lost hona ka batay ge or ya batay ge ka market ke price na sharoly higher ke traf jana ha or traders is pattern ka complete hona ka bad is ke last fifth candle ka higher sa buy ke trade ko enter kara ga or is ka jo stop loss ho ga wo ise last fifth candle ka lower ma place kara ga.

            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Rising Three Candlestick Pattern ...

              IDENTIFICATION OF RISING THREE CANDLESTICKS PATTERN**"""




              Asslamoalaikum dear members I hope aap sab khariyat sy hoon gy Forex tradings marketing mein technically traders Rising three methods pattern k shumar bullish trend continuation pattern main panch candles mukhtalif formate k prices k bullish trend k dowran Ye pattern bullish trend k dowran newly bullish breakout trend ko mazeed upward push banne ki psychology kuch iss tarah se trend k dowran bears market k trend ko tabdeel karne ki koshash karte ye koshash iss waja se bearish candles ziada strong real body main nahi banti Hei our bears market main dilchaspi nahi le akher main market apne sabeqa bullish trend ko hi follow karna chahye thaa.




              EXPLANATIONS**!!!





              Dear members Hamin benifet hasil karny ky liye perfect timing dena chaye Rising three methods pattern bullish trend ko mazeed upward le kar se prices ka trend reversal hona mumkin nahi ho pata pattern panch candles par mushtamil pehli candle aik bullish candle hoti wali teen lagatar bearish candles k pehli candle se size main bohut kam hoti hai aur ye sari candles pehli candle k inside banti ya fifth candle aik baar pher aik bari real body wali bullish candle hoti hai jo k market par bearish asarat ko khatam karke same bullish trend ko continue karty hen.Pattern ki pehli aur akhari candles aik bari real body wali bullish candles dekhty hein.




              TRADINGS STRATEGY'S**&





              Dear friends Forex trading Marketing main Rising three candlestick method prices k bullish trend ko mazeed upward le jane ka kaam karta hai. Ye pattern dosre trend reversal pattern ki nisbat ziada reliable aur qabele bharosa trading se pehle aik bullish confirmation candle ka hona zarori k panchwen bullish candle k top par close karty hen our successful hony ky liye confirmation indicators se bhi ki ja sakti hy MACD indicator aur stochastic oscillator par value darmeyan se ooper trade Pattern k baad bearish candle banne ki sorat main pattern trading k leye hamin forex exchanging Market Mei entry ki zarort hotii Hei.

              اب آن لائن

              Working...
              X