Bollinger Bands aik popular technical indicator hay, jis ko 1980s main John Bollinger nay develop kia tha, is ka use is baat ko confirm karnay kay liay kia jata hey kay koi asset kitni strong way say increase ho raha hay aur kab yeh mumkina tor par reversal ho raha hay ager koi up trend main kafi strong hay to yeh regularly upper band main pohnch jay ga,
Bollinger bands guide traders about overbought and oversold zones:
Yeh indicator hamain relative basis par prices kay low ya high honay ki indication daita hay, is indicator ki help say hum market ki volatility par focus kar saktay hain, yeh indicate karta hey kay price strong rahay gi laikin ager price down band ko touch karnay lagay to agay increase karnay main nakam rehta hay, yeh is baat ko indicate karta hey down trend apni raftar ko loose kar raha hain, bollinger bands ko overbought aur oversold zones ko janchnay kay liay use kartay hain, is kay ilawa yeh prices aur indicators kay darmian divergence ki confirmation kay liay bhi use hota hay,
Appearence of Bollinger Bands:
Bollinger Bands three lines kay bands par mabni hota hay jo prices kay related plot ki jati hain, inki classification aisay ki jati hay,
1. Upper Band
2. Middle line
3. Lower Band
Bands main normaly middle line simple moving average hota hay jo 20 days period par set hota hay, yeh SMA upper aur lower bands kay liay base act karta ha, isi tarah upper aur lower bands market ki volatility measure kartay hain jo prices aur bands kay darmian relationship ko observe karnay sa hasil hoti ha, typically upper auf lower band two standard deviations middle line (SMA) sa away set kartay hain, laikin kai bar traders bhi inko adjust kartay rehtay hain, jab volatility increase hoti ha to bands wider ho jatay hain aur jab volatility decrease hoti hay to bands narrow ho jatay hain, jab prices bands sa out move jarti hain to running trend ki strong continuation zahir hoti ha aur jab prices bands kay inside jati hain to negative strength zahir hoti ha
Parameters of Bollinger bands:
Bollinger Bands ki calculation kay liay pehlay siple moving average find kartay hain phir same number of periods ki standard deviation find kartay hain, upper band kay kiay standard deviation aur SMA ko add kartay hain jab kay lower band kay liay standard deviation ko SMA say minus kartay hain, Parameters main periods aur band width aa jatay hain, bollinger nay 20 ya 21 kay optimal periods ko use kia aur bataya kay 10 say less periods properly working nhi kar patay, isi tarah band width in term of multiples standard deviation kay liay two ko use kia, period of low volatility kay waqt bands tighter ho jatay hain to yeh sharp price move ka signal hota hay jo kisi bhi direction main ho sakta hay, jab bands separate hotay hain to volatility increase karti hay aur yeh existing trend kay end honay ki indication hoti hay