99% Forex tradrs ki eham ghalti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    ji haan dear aapnay bilkul thek kaha hi and mai apki is baat say agree bhi karti ho kay sub traders yahi galti kartay hain kay aik hi din mai high say high profit kamanay kaa sochtay hian mager yai baat samjh mai nahi aati kay forex bhagtaa nahi hai phir bhi pataa nahi ku greed kartay hain or apnaa capital kaa loss karwatay hain....................................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      thank you brother you forsharing this very beautiifull point in your thread, I will say that there is only one thing that force them to make such mistake and that is greediness jo kay insaan kay gooti shamil hai
      • #573 Collapse

        sir i think human mind think i also to be biggest and richest and i want to earn more and more but in this more and more we will loss our income and that is not good we have to make some thing to wipper my friend to do something
        • #574 Collapse

          je bhai je mein aap ke baat say agree hon forex trading aik buht he bara aur profitable business hay es mein zeyada logon ko loss lalach ke he waja say hota hay aggar hum zeyada ka lalach na kareen tu risk bhe kam ho ga aur loss bhe na ho ga
          • #575 Collapse

            Mayre khayal se yeh jua b hoga hame chahiye k ham halal ki kamai kamaye chand minto wala kam buhat risky b hota he
            • #576 Collapse

              forex trading mein kaam karnay walu ke sab se bari galti es mein jaldbazi karna hai aur kosis karay es mein cool mind rahay ap k liye better ho ga aur es mein kosis kary jaldbazi na karay thankful for question
                 
              • #577 Collapse

                is ko lalach kehty hain bhai ji jis amin k ye hota hai k jab ye log kam krty hian to is main thora sa bhi profit mil jata hai to sath hi ye sochty hian k ab to ham bht hi bary trader ban gay hain aur sath hi aik aur trade lga dety hain jis ki waja se trade ultny se kam kharab ho jata hai aur loss ho jta hai
                 
                • #578 Collapse

                  my dear friend ap hosala rahko ye asie company nahi hai lakain jb hamain aik month guzar jay ga tu hamin pata chal jay ga ye hamain loss ke bajay profit daiti hai ya nahi
                  • #579 Collapse

                    ye sirf ap ke soch hai maimum trader to yahe chahtey hai k wo kaam time mai zayda profit karay aur jitna ho sakta hai wo gain karay aur asey waja sy trader loss kar jatay hai q,k wo sb lalach mai akar yahe aik galtey bar bar dohratey hai.
                    • #580 Collapse

                      forex currency trading aik bohat acha company hai is actually mai hamy lalach national insurance karna chahiya agar pork is actually mai lalach kary gy in order to hamy is actually mai reduction ho jy ga is actually mai hamy ziada sy ziada difficult operating karni chahiya ta nited kingdom pork is actually mai generating w kar saky is actually mai pork bina knowledege nited kingdom generating national insurance kar sakty hain.
                      • #581 Collapse

                        Forex trading aik bohat he acha business hay esmain kisi bhi kisam ki scaming ka dar nahi hota so humay chahiey keh es business ko theak say samjhty hwuay run karen.
                        • #582 Collapse

                          g han 99% log ghaltiaann choti karte hain jin ki waja se unhain loss ka samna karna parta hay iss mainn aksar traders greed karte ahinn aksar market ko baghair jaanchay trade karte hain n or loss ka samna karte hain.
                          • #583 Collapse

                            99% traders ki galti yeh ha ke wo starting main hi big amount kgate hanajis se unko bht sa nuqsan hota ha aur wo buri tara har jate hanis liye wo low amount se trdaing start karen
                            • #584 Collapse

                              bas dear hamaray andar aik greed paida ho jati hia jiss ki waja say ham ak he raat me ameer honay ka soch letay hian ham aik do achi trades k bad sochtey hian k yar aik or trade kar k thora sa or profit gain kar k trading close kar do ga but hota ahsa hia k next trade meh hamay loss ho jata hia ahsa karnay ki bjaye hamay slow earning he gain karni better rehti hia.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Aap ki baat theek hai keh log tezi karte hain high earning kay liye halenkeh agar market main slowly profit earning ki jaey to ziyada easy aur behter rahe ga lehaza achi strategy kay sath hi trading karen aur patience kay sath earning karne main faida hota hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X