Forex "Swap" and "Swap Free " Accounts
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex "Swap" and "Swap Free " Accounts
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Swap Account


    Swap account se murad intrust base account hote hen jo k currency base pe traders ya brokers ko pay karna hota hai. Forex trading market swap account wo account wo hote hen jab k market me brokers aur investors k darmeyan aik agreement hota hai jis me trades ki open accounts pe time guzarne k bad jo intrust us pe lagata hai to ya to wo intrust traders ko pay karna hota hai aur ya wo intrust brokers pay karta hai to is ko swap accounts kehte hen. Swap accounts aam tawar par aam general account hote hen aur sare brokers taqreeban swap accounts hi provide karte hen. Is me jo swap free account hote hen wo sirf trader jo Islamic country se related hote hen to is ko brokers swap free account provide karte hen. Swap free account intrust free account hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (77).png
Views:	1
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12585589

    Role Of Swap Account


    Forex trading me swap account ka ye role hai k jab bhi hum market me koi trade open karte hen aur agar hamari strong currency weak currency ki nisbat loss me jaye aur trade pe date change ho jaye to is pe hamen intrust lazmi pay karna hota hai. Is k elawa agar trade positive me open ho jaye to is se hamen munafa brokers ki taraf se melta hai. Swap accounts me agar hum long term ki trading karte hen to hamen har aik change date pe trade par intrust ya to pay karna hota hai aur ya hamen intrust melta hai. Swap account ka lot size se bhi bara taluq hota hai, agar hamara trade bare lot ka hoga to is ka intrust bhi ziada hoga lekin agar hamara account ka trade kam lot size ka hoga to is se swap kam hota hai.

    Swap Free Account

    Forex trading me swap free account me hum intrust pay nahi karte hen. Is me chahay jitni marzi k leye hamara account open rahe na to hamen is me intrust pay karna hota hai aur na hi hum brokers se bhi intrust lete hen. Market me swap free account ko Islamic account bhi kaha jata hai aur ye account hamen market me bagher sood k excess karte hen. Swap free account hi hamen bohut benifits dete hen.


    Benifits Of Swap Free Account

    Forex trading me jab bhi account ziada arsa k leye open hota hai to is se market me hamen ya to brokers ko pay karna hota hai aur ya brokers ko hamne pay karna hota hai, jis ko aam tawar par hum intrust kehte hen. Ye aik Islamic account hota hai, aur is me hamen Islamic rules ko dekhte howe soodi (intrust) nezam se bach sakte hen. Dosra agar hamara trade loss me hen to us ka hamen koi pay nahi karna hota hai. Aur agar hamara irada long term trading ka ho to us k leye swap free account bohut achha hota hai. Swap free account me sirf brokers hamen spreads ziada karte hen aur is ka koi loss nahi hai.

اب آن لائن

Working...
X