Friend sabse pahle to hmen yea samjhna ho ga kay NFP kya chiz hai NFP ,Non Farm Payrolls ka mukhafaf hea aur yah news hoti hain jo market mein release hoti hain to is ka bahut hi impact padta hai trading market per aur phir bhi friends hamen sab se pehle is news ko dekh kr he trade open krni chahye jabi hamen is se faida huga warna ham kabhi bhi iske ander kamyab nahi hu sken gay aur Agar ine news ke against mein trading ki Jaaye to account bhi wash hone ka khatra hota hai aur friends aap ko btata chaloon kay show kiya jata hai k jobs ka data ketna barha hai government
aur private orginazation ki jobs ki ratio ko past ay compare kiya jata hai friends NFP kay release hoty hai market ki movement bhot fast ho jati hai aur aap ko yea bhi pta hona chahye kay NFP kay release hoty haee market ki movement bhot tezz ho jati hai aur friends NfP news ka USD currency per bahut hi bahot zyada effect padta hai aur yah Hamare pass bahut hi behtarin opportunity hai.
Influence Of Non Form Pay Roll (NFP) at trading Market.
Non Form Payroll news kay realise hony main, world level per hony waly waqiat bahot asar andaaz hota hean aur traders ko in say related apni trading Strategy bnaai chahye aur ine news ki vajah se market ki voltality bhi badh jaati hai ya increase ho sakti hai jab market high volatiltey mein move karna start karti hai to woh traders market mein apni trade ko close kar dete hain woh yea samajhte hain ke agar high volatiltey movement main apni trade laga dain gay to woh Is say achcha profit hasill nahin kar pain gay aur unhen is mein nuksan ho jaaye ga aisy situation mein market ko hamesha trend analysis ke zarie judgement kar ke trading karni chahie taa kay trader is mein profit hasil kar sake.
Precations against Non Form Pay Roll (NFP).
Non form payroll news Jab release hoti hain to use Waqt market Mein trading karna bahut hi nuksan de sabit ho sakta hai aur aisi situation mein jab news calender ko dekhte hain aur jis bhi date ko yah news release hona hoti hai use date ko ham apni trade se close rakhte hain kyn kay in news ke dauran apni trade ko close na rakhna bahut bada khatra hota hai jiski vajah se hamara bada nuksan bhi ho sakta hai aur friends hamen is se faida huga warna ham kabhi bhi iske ander kamyab nahi hu sken gy aur hamen bahut ziada preshani ka samna bhi krna skta hy q okay jab ham isko comply with nahi krty tu hamen loss hu skta hy jiski waja se hamain bahut ziada malsa hu skta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим