How to Trade in DULL / SLOW Market Conditions.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Trade in DULL / SLOW Market Conditions.
    Trading karne ke liye sabse pahle trading market ko anal Se Kiya jata hai aur yah dekha jata hai kay market situation kis tarah per hea yani ke market Mein buyers aur sellers ka ratio kitna hai aur momentum kitna hai is liye market kay technical analysis lazmi karny chahyein kyn kay market main aap nay agar kaam karna hai to ap ko ais market mai analysis karny kay baad trade karni hoti hai magar

    Click image for larger version

Name:	images (70).jpeg
Views:	1
Size:	42.2 کلوبائٹ
ID:	12585319

    jab market hi fast ho to aus time ap k anaysis ghalt sabit ho sakty hai ais liay aisy time par trade na kary ais se ap ko faida ho jata hai aur friends market ki dull aur slow position ko samajhna Tamam traders a ke liye bahut jyada profitable hota hai market main Kam Karne Wale Jo members in position ko acche tarike se confirm kar lete hain is tarha say aap ko market kay dull ya slow hony main trading karny kay liye kafi faida ho jata hea.

    Click image for larger version

Name:	1519134577657765639370.png
Views:	1
Size:	41.6 کلوبائٹ
ID:	12585320

    Understanding of Dull or Slow Market.


    Jab tak koi bhi trader market ko samajhne ke liye trading ki basic needs ko nahin samajhta tab tak woh trading karne kay kabil nahin ho sakta kyun kay dull ya slow market trader ke liye bahut hi risky sabit ho sakti hai Kyun kay is mein open ki gai trade long time main nhi ja sakti hai jis ki vajah se kafi waite karna padta hai trade ki closing ke liye kafi inizaar karna padta hea is liye traders ko buy or sell karne ke liye market ki slow position ko acche tarike se study kar lena chahie taa kay market jub slow movement kar rahi ho to use waqt traders ko bahut zyada careful rahana chahie.Aur is he tarha dull market ko confirm karna easy ho jata hai dull market Ki Surat Mein traders market Mein short term trading start kar sakte hain is dal market name lo trading activity hoti hai aur Iske alava is mein aksar price changing bhi hote hain.

    Click image for larger version

Name:	images (79).png
Views:	1
Size:	24.4 کلوبائٹ
ID:	12585321

    Advise for Traders.

    Dear traders Meri aapko Yahi advice hai ki Jab Bhi Koi trade open karne lage to market ko properli understand karne ke liye International level per release Hone Wali news per bhi tavajjo Deni chahie kyun kay news ka direct aap ki trading per bahut hi effect padta hai.Friends market mai acha profit bana sakty hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai trend k hisab se kaam karna parta hai agar hum ais market mai sahe se trade lagaty hai to ais market mai hum ko ye pata hota hai k hum ais mai jo trade laga rahy hai to aus ko long time tak hold rakh sakty hai.

    Click image for larger version

Name:	images (80).png
Views:	1
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12585322

اب آن لائن

Working...
X