Basics of candlestick chart
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basics of candlestick chart
    Basics of candlestick pattern.


    Click image for larger version

Name:	download (10).png
Views:	6
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12585194


    Koi bhi candle jo hoti hai uske andar Agar Char chijen Hain to vah Ek complete candle hai. Uske Agar Char data honi chahie Chaar data Agar uske andar Hai to vah Ek candle hai. Sabse Pahli data opening kahan se hui wo. daily ki candle ka ek example Le Lete Hain vah open Kahan Se Hui ke Mande ke din price kahan se open Hui usne high kaun si Mari log kaun se Mari close kis price pe Hui. Kyunki Main aapko candles isliye define kar raha hun ki aap strategy ke trader Hain to Jahar si Baat Hai yah Hamen gahrai Tak Pata Hona chahie. What is candlestick? Agar aap Dekhen to chart mein open Hui bullish ki candle bullish ki candle wo Hoti Hai jismein price Upar close hoti hai. Yani price opening se closing Tak Upar jakar close hoti hai. Or bearish candle wo price opening se closing Tak drop Hoke close hoti hai unki price Gir kar close hoti hai wo bearish candle hoti hai. Yah bilkul basic chij Hai candle stick ke bare mein.
    Bullish buyers ki candle hai aur bearish sellers ki candle hai. Market ko Upar Jaane aur niche Aane ke bare mein represent karti hain. Aur bullish market ko chadhne ke bare mein represent karti hai. Bullish candle candle ki jo Shadow hoti hai Upar aur niche Jo pen hoti hai usko Shadow bolate Hain. Aur ine donon Shadow ko viks bhi Kaha jata hai Upar bhi Shadow hai aur niche bhi Shadow hai. Lekin market mein aap isko acche tarike se analyse kar sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	download (11).jpeg
Views:	1
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12585193

اب آن لائن

Working...
X