fast earning vs slow earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    dear agar ap forex market men earning chahty han to apko kabibi ziada trading nhe karni ha forex men wahi ziada money bnata ha jo kam trading karta ha ziada trading karny wala loosing karta ha ap kam trading karen aur good set ups ko talash akren market se.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      bhai fast earning kabi na karni ha aur na he kabi fast earning karny ka forex men sochna ha q k fore xmen fast earning karny wala apni investment ko bi loss karta ha but slow earning wala hamesha win karta ha forex men rabit wala kaam nhe karna turtles win karty han forex market men
      • #918 Collapse

        Jab tak aap ka experience nahi ho jata aur aap ki trading perfect nahi ho jati, aap slow trading krain aur ziada profit ka lalach na karain. Fast earning woh hoti hy jab aap short targets bana bana kar profit letay hain. Yeh trading kafi risky hoti hy. Is leye pehlay experience banayen aur phir fast trading krain.
        • #919 Collapse

          fast earning aur slow earning market pr depent hai . agr market me news aa jae to us doran makret me bhot tezi se utar charhao dekhny ko milta hai . sham 6 ky bad sab market open hoti hai to is time moving thora fast hoti ha. is lye traders ko chaey soch smjh kr theek point level se entry leni chaye.
          "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
          • #920 Collapse

            Agar ap forex main trade ker ky fast earning kerna chahty hain tou apko zyada leverage ky sath forex main trading kerni chahiay jis main ap bary lot size ky sath trading kerty hain aur apko profit bhi large volume main hota hai but risk level bhi high hota hai and slow earning ky liay apko lot size small ky sath trading continue kerna hoti hai
            • #921 Collapse

              Nae trades ko hmesha slow slow profit hasil kr na chae qun k un k pass experience ni hota aur wo zeada earning k chakr mn apna sara capital bi zaya kr sakty hn isly money management k sath trade ing krni chae
              • #922 Collapse

                jab hum trade main kam karty hain to humain hard work kar kay practice kar kay kam karna ho ga magr low risk main kam karny main low earning hi humain hasil ho sakti hay
                • #923 Collapse

                  fast earning kis tara say kr saqty hai or is k sath agar main ye kehta ho k humy is market main safety say kaam ko krna hota hai yehi kaam ko krna ik trader k liay kafi zada zarori hota hai jis say ye earn b kr saqta hai money ko is trading ko krny say
                  I LOVE PAK FORUM
                  • #924 Collapse

                    Forex trading busniss mai maire tu khayal sai humin is mai slow earning kerni chahye hy kun ke slow earning kerna sai is mai humin looss ka dar kam hota hy or fast earning mai zaida hota hy
                    • #925 Collapse

                      Mery khayal say ap forex market mai slow ya fast earning kray. Likan es market mai sub say zaroiri hai planning. Kyu k planning ki madad say forex market mai earning ho gy.
                      • #926 Collapse

                        Gee mery bhai mery khayal say hum ko forex market mai earning srif planning ki madad say he earn krna chaheay. tou hum es market mai regular earning kr saky hai. aur hum es market mai kamyqabi bhe hasil kr sakty ho.
                        • #927 Collapse

                          Forex trading aik esa business hay jo knowledge aur experience pay base karta hay is kay bagair ap is main kamiyab nahi ho saktay aur ye seekhnay kay liye is pay time spend karna parta hay jitna ziayda time ap yahan spend karen gay utna hi ziayada ap seekhen gay lehaza new traders ko shortcuts use kartay houye earning karny ki bajay slowly ye kaam seekh kar profit earning karna behtar hay
                          • #928 Collapse

                            Bhai agr apnay proper seekh kr trading ko start kiya hay to apko market ki movement ka idea hota hay to ap apni trade ko market ki movement k accordin close kren. Apni earning ratio ko na dekhain aor na e earning m hawalay say koi hard and fast eule banaen k apnay itnay oercent earning krni e krni hay har trade me say. Aoni trade ko market ki movement k hisab say hi olaplace kren aor usi k according trade ko close kr dain.
                             
                            • #929 Collapse

                              Bhai humain earing k fast honay ya slow honay ko nai dekhna chahiye humain market ki movement k according chalna chahiye. Humain teh seekhna chahiye k market ki up and down movement kab aor kesy hoti hay. Us k according trade open and close krni chahiye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                Bhai fast earning aur slow earning main muqabla yeh hy k mery khial main slow earning achi hy fast earning k chakar main paro gy to apna loss kar betho gy aur lalech apko pata hy bahut buri bala hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X