fast earning vs slow earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Forex trading ma fast earning ma hum zyada profit earn karte hai aur slow earning ma hum kam earning karte ha par slow earning bahot acha hai q k katry katry se darya banta hai aur hume loss ka samna b nahe hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      gee bhai agr aap new trader hoo too ap koo chahye pehlyachy trha trading sekh loo demo acount use kr loo aur easy se slow slow trading kroo aur trading starting me slow slow earning kroo taa ke aap lose se bach skoo forex forum acha busineess hy me es forum busineess ko like krtaa hooooo
      • #273 Collapse

        Brother her new comer ker chahiey key wo pehley thori thori investment ker key trading key barey men achi knolwedge hasil keren or us ko achi tara seekhen phir ahista ahista us ko barhatey jaen but us key liey bhi koi na koi target set ker len lalach na keren.
        • #274 Collapse

          Bhai jaan chahe new trader ho ya old trader sab ko chayye ke forex se slow hi earning karen kiyo ke agar hum is kaam se har month 20000 se 22000 hazar bhi earn kar lete hain to hamare liye kafi hai.....
             
          • #275 Collapse

            mere khyaal se to forex mai hamen kabhi bhi fast earning nahi karni chahye khaas tor per jo bhi new traders hain un k liye mai yahi kahungi k kabhi bhi fast earning na katren hamesha slow earning karen qk fast earning se hamen loss ka hi samna karna parta hai....
             
            • #276 Collapse

              yes brother jo fast earning kartay hai simple say bat hai who loser nahi hotay hai loser who log hotay hai jo log bina learning our baina information k earning karna chatay hai who fast ho or slow ho who loser hi hotay hai brother'''''''''''''''''''''''''''................ ...,,,,,,,,,,,,,,
              • #277 Collapse

                forex trading me har koi fast earning ni kar sakta hy fast earning hoti hy lekin wo sirf expert traders hi kar sakta hy newbie trader agar lalach kary ga or tez earning ki koshish kary ga to wo apna loss kar dy ga forex me thory profit ko hi accept kar lena chahiay ziada profit ki lalach me trading ni karni chahiay
                • #278 Collapse

                  well yeh to market ki condition pay depend kerta hai Ager market ki movemnet achi hai to ek trader apni chalaki k threw acha khasa priofit earn ker skta hai but ager market volatile ho or trdaer k pas experience bhe na ho to phr usay practice per zyada tawajha deni chahye
                  • #279 Collapse

                    One should never limit themselves when they are gathering the knowledge and the same is applicable even in the forex trading business as well. We should always gather the good forex market related knowledge so that we can be able to trade with more confidence in the forex trading business.
                    • #280 Collapse

                      Kisi bhe bussiness may fast earning nuqsan ka bais baan sakaty hai forex kay kaam may bhe yahe hai is leye forex kay kaam may new traders ko chahiyeh kay slow earning ko choose karay fast earning ko nhe fast earning karnay may risk bhe bohat hota hai slow earning say aik new trader trade start kar sakta hai
                      • #281 Collapse

                        g han bhai fast trading bi nahi karni chaye aur slow bi bus ek limat kay sth karni chaye kyun ky fast trading main apko loss bohat zaida ho sakta hai is liye fast trading na kary aur slow trading main apko earning jaldi nahi mily ge aur ap is sorat main bi loss mai ja sakty hain apko aik achi earning kary kay liye ek planing karni ho ge jis say ap ko loss kam ho ga aur new user kay liye bi fast aur slow trading nahi honi chaye wo planing kary
                        • #282 Collapse

                          fast earning nae krni chahye es sy hmara loss hojata hai hmain low earning sy khush hona chahye q k kuch na honay sy thora hona bohat nehtar hai
                          • #283 Collapse

                            mara mushwera yah ha kh insna ko slow earning ki truf phla o jana chayee kun kh jub experience na ho to choi investmen karo jis main slow earnign hoti ha. kun fast earnig nak chakar main lalach main a kar koi asa step na la lain jis sa earning ki bjay loss ho jay
                            • #284 Collapse

                              mere khayal se slow earning karna behtar hai kyun k agar ap fast earning karte hain toh apko loss k sath greed bhi hojata ha lekin fast earning hona khali insan pe reliable ni ha balke fast earning apki luck pe bhi depwnd karta ha
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                fast earner are not losers fast q krhe hn wo isi liye k unhe experience horha he ye hota jrha he or knoledge bhi sath charge krhe hn apni responsibilty smajte hue apna kam km wakt me khtm krna chahte hnge or losers wohi hote hn jinhe kch ppta nhi hta or na wo pta krte hn.bus kam wohi krte hn jo nam ka hta he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X