Forex Market mai Analysis..???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Market mai Analysis..???
    Importance of Analysis

    Assalam o Alikum Dears Forex Members Umeed hai ap sab loog khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni training life ko Analysis zaruri hoty hai kyu kay aisa trader koi nahi hota jo trading terminal open Karey aur uss kay sath he trade open ker lay. Her trader MT4 trading terminal open ker kay bohat say pairs mai say koi aik pair ya commodity select kerta hai. Uss kay baad uss kay chart ko open ker kay movement kay patterns ko daikhta hai. Patterns kay trends ko watch aur monitor kernay kay baad yeh samajhta hai kay price kaisay aur kitni move ker rahi hai jiss kay baad woh Faisala kerta hai kay trade buy mai lagani hai ya sell mai open kerni hai aur lot size kia rakhna hai stop loss aur take profit lagana hai ya nai lagana hai aur Agar lagana hai tou Kitna lagana hai. Iss sarey process ko analysis kaha Jata hai jo her trader nay kerna hota hai aur laazmi kerna hota hai.

    Types of Analysis

    Dosto usually Forex me teen (3) types Kay analysis hoty hen Jo darj zail hen

    1 - Technical Analysis
    2 - Fundamental Analysis
    3 - Sentimental Analysis


    Technical Analysis

    Ab baat ki jay technical analysis ki to Technical analysis ma ham different pattern or indicator ki help sy market ko predict karty hain. Ye pattern na serf hamy market ki achi information dety hain balky profit ko hasil karny ma b hamary lae madad gar sabit hoty hain. Jo trader analysis k lae indicator ko use ni karta usko market ki bhot kam samaj hasil hoti hai or eski he waja sy wo market ma hamesa loss ka shikar ho jata hai.

    Fundamental Analysis

    Fundamental analysis ma ham market ki health ko judge karty hain. Trader market ko economic state, gdp, inflation rate or employement rate ki base par predict karta hai. Sentimental analysis ma ham market ma investor ka mood dakhty hain k wo confident hain ya ni. Market agr down fall ma ho to wo confident ni rehty wo ye dakhty hain k market ko kb or kis tarha manage karna hai or kis level k bad trade karni hai.

    Sentimental Analysis

    Sentimental Analysis me ham market Kay sentiment ko check krty hen Kay market Ka behaviour different events py eventually change hota Hy jis ki reason news ya koi financial crisis ho skta Hy basically sentimental analysis kerna mushkil kam hota hai ky hamain isky liay different news sy help lena hoti hai aur isi per market ki prediction kerna hoti hai ky market in news per kis direction main movement ker sakti hai tou same movement ki achi prediction kerny per jab ham market main trade open kerty hain tou aesy open ki jany wali trade main hamary liay profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain so jab bhi ham kisi bhi pair main trade open kerny ja rehy hon tou hamain market ky analysis ky sath sath apny account balance ko bhi zarur read kerna chahiay ky agar ham bara risk ly lety hain tou same risk per bahot jald hamara trading account wash bhi ho sakta hai tou is loss sy bachny ky liay hamain her trade ko achy analysis ky bahd soch samajh ker enter kerna chahiay ky hamain trading main loss bhi na ho aur hamain open trade main acha profit hasil ho saky.

    Points Relevant to Analysis

    Har trader ko technical, sentimental aur fundamental analyzing ki learning karni chaye aur es me expert hony ki koshish karni chaye market analysis karny me jo traders expert ho ga aur qualified ho ga esy traders ko hi successful samja jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Market mai Analysis..???

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Forex Market Analysis


    Analysis kisi cheez ko janchne aur uss k bare main information hasil karne ka amal hai, aur ziada tar analysis main humesha trader behtar result hasil karte hen. Forex trading market k analysis main traders kisi currency jora ki aggli harkat ko maloom karne karnne ki koshash kartte hen, jo wo mustaqil main lene wala hotta hai. Is waja se kisi bhi trader k leye technical aur fundamental bunyyad par daily k hissab se achahay decision lenna aik zarrori awamel mai se aik hai. Forex trading market main technical analysis pechli price action, chart k behtareen aur mashahoor patterns aur is k sath deggar factors shamil hotte hen. Fundamental analysis main mumalik ki economic soratehal, mustaqbil k social imkannat aur markazzi bank k sharah sood k sharah shamil hai. Technical analysis aur fundamental analysis ki bar akass Sentimental analysis main trader market ki current situation k sath sath technical aur fundamental analysis ka combination banna kar aik nayye strategy bannate hen.

    Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	6
Size:	43.1 کلوبائٹ
ID:	12444315

    Forex Trading Analysis Types


    Forex trading market main analysis darjazzel teen tarah se ki jati hai ;

    1. Technical Analysis
    2. Fundamental Analysis
    3. Sentimental Analysis


    Click image for larger version

Name:	IMG_20230125_075946.jpg
Views:	1
Size:	201.0 کلوبائٹ
ID:	12444316

    1. Technical Analysis


    Technical analysis forex market ki basic analysis hai, jo thori si difficult bhi hoti hai, q k ye analysis forex k bohut sare knowledge aur experience par mushtamil hoti hai. Forex trading k technical analysis main kisi bhi currency jore ka historical data ka tajzeyya us k mustaqil k prices ko maloom karnne k leye kia jatta hai. Forex trading market main traders ya analyst technical indicators, price action chart patterns, harmonic chart patterns waghera ki maddad se currency jore ya stock ki aggli harkat maloom kartte hen. Support aur resistance levels ko bhi technical analysis ka aik aham juzz mana jatta hai. Kuch technical oscillators bullish divergence aur bearish divergence dekha kar market ki buy aur sell ki signals bannate hen. Technical analysis main toools lazzmi nahi hai k wo bulkul accurate ho aur hundred percent sahi kaam karengay, kabhi kabhi technical indicators fundamental events ki mazzboti ki wajja se nakam ho jatte hen.

    2. Fundamental Analysis


    Fundamental analysis halate hazera aur kisi bhi currency k hawale se hone wale uss ki economic situation k bare main knowledge rakhna k bare main hota hai. Fundamental analysis economical, social aur political awamel ka tazeya hotta hai, jo currency ki economy ya value main bohut aham kirdaar adda kartte hen. Fundamental analysis main monetary policy, economical karkarrdagi aur deggar gher yaqeen khabro ki analysis shamil hai, jo economy ki halat ya semat ko tabdeel kar saktte hen.
    Currency ki qeemat ka tayyun market main currency ki supply aur demand se hotta hai. Fundamental analysis main basically kisi bhi currency ki supply aur demand par analysis ki jatti hai. Currency ki talab yanni demand ziadda honne ki waja se us ki value main izzaffa hotta hai, jab k supply ziadda honne ki waja se us ki value main khatere khwa kammi waqea hotti hai. Kisi bhi currency ki up down hone ka inhisar market main supply aur demand par munhasir hota hai.

    3. Sentimental Analysis


    Sentimental analysis ka tareeqay kar baqi analysis se mukhtalif hota hai, jiss main traders apne mind setup se market main entry exit aur position ki changing karti hai. traders ki emotions par muhasir hotti hai, jis se market main qeematen kisi semat chaltti hai. Forex trading market main chotte, darmeyyane aur bare level ki traders kaam kartte hen. Hum forex trading main kaam karrne wale chotte pemane k traders main shummar hotte hen, hum ko aam ko "Retail Trader" kaha jatta hai. Big aur medium size k trader jaise; markazi banks, maleyyati idarre, brokerage firms, small banks aur deggar iddara jatti traders forex trading market k bare plyers kehlate hen. Retail traders sirf market main shoor macha saktte hen, lekin prices ko kisi bhi semat mai le k nahi ja saktte hen.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Market mai Analysis..???

      1. explanation

      Technical evaluation foreign exchange market ki fundamental analysis hai, jo thori si difficult bhi hoti hai, q k ye analysis foreign exchange k bohut sare know-how aur experience par mushtamil hoti hai. Forex trading k technical evaluation predominant kisi bhi foreign money jore ka historic statistics ka tajzeyya us okay mustaqil okay prices ko maloom karnne k leye kia jatta hai. The Forex market trading marketplace essential traders ya analyst technical indicators, charge movement chart patterns, harmonic chart styles waghera ki maddad se currency jore ya stock ki aggli harkat maloom kartte bird. Support aur resistance degrees ko bhi technical analysis ka aik aham juzz mana jatta hai. Kuch technical oscillators bullish divergence aur bearish divergence dekha kar marketplace ki buy aur sell ki alerts bannate hen. Technical evaluation predominant toools lazzmi nahi hai k wo bulkul correct ho aur hundred percentage sahi kaam karengay, kabhi kabhi technical indicators essential occasions ki mazzboti ki wajja se nakam ho jatte hen.
      2. identification
      Fundamental analysis halate hazera aur kisi bhi forex k hawale se hone wale americaki monetary scenario k bare foremost expertise rakhna ok naked foremost hota hai. Fundamental analysis cost effective, social aur political awamel ka tazeya hotta hai, jo currency ki economy ya price predominant bohut aham kirdaar adda kartte chook. Fundamental evaluation major economic policy, least expensive karkarrdagi aur deggar gher yaqeen khabro ki analysis shamil hai, jo economic system ki halat ya semat ko tabdeel kar saktte chicken.Currency ki qeemat ka tayyun market principal currency ki supply aur call for se hotta hai. Fundamental evaluation foremost basically kisi bhi foreign money ki supply aur demand par evaluation ki jatti hai. Currency ki talab yanni demand ziadda honne ki waja se us ki fee main izzaffa hotta hai, jab okay supply ziadda honne ki waja se us ki value principal khatere khwa kammi waqea hotti hai. Kisi bhi currency ki up down hone ka inhisar market foremost supply aur demand par munhasir hota hai.
      3. conclusion
      Sentimental evaluation ka tareeqay kar baqi evaluation se mukhtalif hota hai, jiss important investors apne thoughts setup se marketplace primary entry go out aur position ki changing karti hai. Buyers ki feelings par muhasir hotti hai, jis se market most important qeematen kisi semat chaltti hai. The Forex market trading market major chotte, darmeyyane aur bare stage ki buyers kaam kartte hen. Hum foreign exchange buying and selling main kaam karrne wale chotte pemane okay buyers main shummar hotte chook, hum ko aam ko "Retail Trader" kaha jatta hai. Big aur medium length okay trader jaise; markazi banks, maleyyati idarre, brokerage companies, small banks aur deggar iddara jatti traders forex trading market okay naked plyers kehlate hen. Retail traders sirf market predominant shoor macha saktte chicken, lekin charges ko kisi bhi semat mai le ok nahi ja saktte chook.

      • #4 Collapse

        Re: Forex Market mai Analysis..???

        Forex market analysis

        Hello dear member forex market analysis par bat kar rahy han ham ye to ap janty e han ka bahut bari market ha ye lakho log is main kam kar rahy lakin ap ko ye bhe pata hona chahye ha ka is market main zeyada log loss e karty han us ki waja ye hoti ha ka un ko market ki samjh hoti nai tuky laga laga ka trading kar rahy hoty han jis waja sa ye hameesha nuksan main rehty han is market ko analysis karna zarori hota ha agar ap ko market ka analysis nhe aty to ap ko innko seekhna pary ga tabhe ap is market main kamyab ho skty han.

        Importance of analysis

        Forex market ka analysis ki kaya importance ha ham is.ka.andaza is bat sa laga skty han ka is market main kam karny walo logo main 90% asy han jo nuksan karty han or ye is waja sa karty han ka in ko analysis karna nhe hota or jo analysis kar skty han is market ko or is ki movement ko samjh skty han woh sirf 10% e han or yehe is market main kamyab hoty han analysis is market ka lye bahut he zeyada important han ye bat ap ko samjhna pary gi.

        Types of analysis

        Forex market ko 3 tarah sa analysis kiya jata ha bahut sary trade asy han jin ko pata e nai ha ka analysis hoty kaya ha to ham aj is par bat kar rahy han to ap ko samj a jaye gi kon kon se type han market ko analysis karny ki is ko ham deatil sa samjhty han.
        Click image for larger version

Name:	1000022201.jpg
Views:	9
Size:	36.6 کلوبائٹ
ID:	12444716

        Technical analysis

        Ye market main sab sa zeyada use hony waly analysis ki type ha technicaly market ko analysis kiya jata ha is main indicator ka use kiya jata ha sport ristance trend line ye sab use kar ka ham market ko technically analysis karty han or main sab sa ahim indicator han har trade apni strategy ki madad sa is market ko analysis karta ha.

        Fundamental analysis

        Ye analysis bhe bahut he ahim ha or jab market fundamental ko follow kar rai hoti ha tab ye bahut zeyada voltaile hoti ha asal main fundamental news par depend kar rahy hoty han market main news ki waja sa bahut zeyada movement ati ha or te fundalmental analysis he hoty han jis ki waja sa ap news ko samjh lety han.

        Sentimental analysis

        Is type ka analysis expert trade use karty han jin ka pass trading ka bahut he zeyada experience hota ha asal main in analysis main trader ki mentally samjha jata ha ka kis point pa zeyada tar trade kis side pa jana chahty han yehe to hoty han market ka sentiments agar ap ye chez samjh jaty han to ap kabhe market main loss nhe karen ga.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Market mai Analysis..???

          DETAILS OF FOREX MARKET ANALYSIS"!!



          Asslamoalaikum dear members I hope you are forex trading market Kay sentiment ko check krty hen Kay market Ka behaviour different events py eventually change hota Hy jis ki reason news ya koi financial crisis ho skta Hy basically sentimental analysis kerna mushkil kam hota hai ky hamain isky liay different news sy help lena hoti hai aur isi per market ki prediction kerna hoti hai ky market in news per kis direction main movement ker sakti hai tou same movement ki achi prediction kerny per jab ham market main trade open kerty hain tou aesy open ki jany wali trade main hamary liay profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain so jab bhi ham kisi bhi pair main trade open kerny ja rehy hon tou hamain market ky analysis ky sath sath apni experiences ka azafa hota hai.


          IMPORTANCE'S OF ANALYSIS;


          Dear friends Forex trading Mei market apny andaaz say best to bhi hoti hai q k ye analysis forex k bohut sare knowledge aur experience par mushtamil hoti hai. Forex trading k technical analysis main kisi bhi currency jore ka historical data ka tajzeyya us k mustaqil k prices ko maloom karnne k leye kia jatta hai. Forex trading market main traders ya analyst technical indicators, price action chart patterns, harmonic chart patterns waghera ki maddad se currency jore ya stock ki aggli harkat maloom kartte hen. Support aur resistance levels ko bhi technical analysis ka aik aham technical oscillators bullish divergence aur bearish divergence dekha kar market ki buy aur sell ki signals bannate hen.


          FUNDAMENTALS ANALYSIS IN MARKET":



          Dear members forex trading Mei Market ko Fundamentally full of the best and analysis halate hazera aur kisi bhi currency k hawale se hone wale uss ki economic situation k bare main knowledge rakhna k bare main hota hai jis mei har analysis ko usd karna lazmi hota hai Fundamentally to analysis economically to the gym ki social aur political awamel ka tazeya hotta Hai yah jo currency ki economy ya value main bohut aham kirdaar adda kartte hen. Fundamental analysis main monetary policy economically karkarrdagi aur deggar gher yaqeen khabro ki analysis shamil hai, jo economy ki halat ya semat ko tabdeel kar saktte hen.jis sy hamin sahii taor pay benifet mily hein.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex Market mai Analysis..???

            Forex Market Analysis


            Analysis kisi cheez ko janchne aur u.S.A.Okay bare essential data hasil karne ka amal hai, aur ziada tar evaluation principal humesha trader behtar end result hasil karte chook. Forex buying and selling market okay analysis foremost traders kisi currency jora ki aggli harkat ko maloom karne karnne ki koshash kartte bird, jo wo mustaqil essential lene wala hotta hai. Is waja se kisi bhi dealer okay leye technical aur essential bunyyad par each day k hissab se achahay selection lenna aik zarrori awamel mai se aik hai. Forex buying and selling marketplace major technical analysis pechli rate motion, chart okay behtareen aur mashahoor styles aur is okay sath deggar elements shamil hotte fowl. Fundamental analysis important mumalik ki monetary soratehal, mustaqbil k social imkannat aur markazzi financial institution okay sharah sood k sharah shamil hai. Technical evaluation aur fundamental evaluation ki bar akass Sentimental evaluation important dealer marketplace ki modern-day situation okay sath sath technical aur essential analysis ka combination banna kar aik nayye method bannate fowl.




            Importance of Analysis

            Assalam o Alikum Dears Forex Members Umeed hai ap sab loog khariyat sy hungy or revel in kr rhy hungy apni education existence ko Analysis zaruri hoty hai kyu kay aisa dealer koi nahi hota jo trading terminal open Karey aur usakay sath he change open ker lay. Her trader MT4 trading terminal open ker kay bohat say pairs mai say koi aik pair ya commodity pick kerta hai. Uss kay baad americakay chart ko open ker kay motion kay patterns ko daikhta hai. Patterns kay traits ko watch aur monitor kernay kay baad yeh samajhta hai kay price kaisay aur kitni flow ker rahi hai jiss kay baad woh Faisala kerta hai kay alternate purchase mai lagani hai ya sell mai open kerni hai aur lot size kia rakhna hai forestall loss aur take profit lagana hai ya nai lagana hai aur Agar lagana hai tou Kitna lagana hai. Iss sarey process ko evaluation kaha Jata hai jo her dealer nay kerna hota hai aur laazmi kerna hota hai.










            Sentimental Analysis

            Sentimental Analysis me ham marketplace Kay sentiment ko take a look at krty fowl Kay marketplace Ka behaviour one of a kind activities py subsequently change hota Hy jis ki cause news ya koi economic disaster ho skta Hy basically sentimental analysis kerna mushkil kam hota hai ky hamain isky liay different information sy assist lena hoti hai aur isi consistent with marketplace ki prediction kerna hoti hai ky marketplace in news in line with kis path essential movement ker sakti hai tou equal motion ki achi prediction kerny per jab ham market foremost change open kerty hain tou aesy open ki jany wali alternate important hamary liay earnings hasil hony ky probabilities growth ho jaty hain so jab bhi ham kisi bhi pair predominant trade open kerny ja rehy hon tou hamain marketplace ky evaluation ky sath sath apny account stability ko bhi zarur study kerna chahiay ky agar ham bara threat ly lety hain tou equal hazard in line with bahot jald hamara buying and selling account wash bhi ho sakta hai tou is loss sy bachny ky liay hamain her exchange ko achy analysis ky bahd soch samajh ker enter kerna chahiay ky hamain buying and selling major loss bhi na ho aur hamain open alternate main acha profit hasil ho saky.

            Technical Analysis


            Technical evaluation foreign exchange marketplace ki simple evaluation hai, jo thori si hard bhi hoti hai, q okay ye evaluation forex okay bohut sare know-how aur revel in par mushtamil hoti hai. The Forex market buying and selling k technical evaluation main kisi bhi forex jore ka historic records ka tajzeyya us k mustaqil ok costs ko maloom karnne k leye kia jatta hai. The Forex market trading marketplace main traders ya analyst technical signs, fee motion chart patterns, harmonic chart patterns waghera ki maddad se currency jore ya stock ki aggli harkat maloom kartte bird. Support aur resistance stages ko bhi technical evaluation ka aik aham juzz mana jatta hai. Kuch technical oscillators bullish divergence aur bearish divergence dekha kar marketplace ki buy aur sell ki alerts bannate hen. Technical evaluation important toools lazzmi nahi hai ok wo bulkul accurate ho aur hundred percentage sahi kaam karengay, kabhi kabhi technical signs essential occasions ki mazzboti ki wajja se nakam ho jatte chicken.






            اب آن لائن

            Working...
            X