AOA
introduction
Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aapke theak hongi Jahan rahen khush rahen aur aaj Jis topic per main aapke sath Apne knowledge ko share karna chahta hun vah overbought and over sold levels in forex trading is post Mein Humne overbought and oversold levels ko samajhna hai ki yah Hamen trading chart per Kaise find out kar sakte hain Inko understand karne ki koshish Karte Hain
volatilty
Jab aap trading kar rahe hote hain to Kisi time per market Mein price bahut Teji ke sath change ho rahi hoti hain aur kisi time per market Mein price ki movement na hone ke barabar Hoti Hai Is Moment ko market volatilty Kahate Hain Iske different reason hote hain yah kisi time kisi news ki vajah se hota hai aur Sam time buyers aur Sellers ke pressure ki vajah se Hote Hain Jab market ki volatilty jyada ho to aapko careful hokar trade karne chahie
oversold level in market
Sometime market Mein price consistently decrease hoti hain Jiski vajah se Sellers as compared to buyer pressure Jyada Hota Hai Aise situation ko forex trading Mein oversold level Kahate Hain Aisi condition Mein price bahut jyada down Ho Jaati Hain aur jab rsi indicator Hamen 30 level ki position show karte hain to use Waqt market aur sold kahlati hai
overbought market levels
Sometime market Mein consistently price increase Hoti Hai Jiski reason yah hoti hai ki market Mein buyers pressure as compared to sellers pressure Jyada hota hai aisi situation Mein price bahut jyada up Chali Jaati Hain Jisko overbought situation Kahate Hain different indicator bhi is situation ko show kar rahe Hote Hain aur Market rsi indicator 70 level ko cross karne per overbought show karta hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим