sabar ka phal meetha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    g bro sabar ka phal meetha hota hai jitna hum sabar krenge hum utna hi aram sai si trading kr painge or sabar ka phal humain profit ki shakal main milega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      g hain main sab say agree hon kay sabar ka phal meetha hota hay kion kay app koi be kam start karay to us main agay barnay kay layay zroore hota hai k ap us kaam ko achee trah samanjay or saber say kam lain kyon kay agar ap sabar say kam naie lain gay to us main ap ko profit naie ho ga,
      • #153 Collapse

        ji han bilkul waise sabar tu forex mein hi nahi balke har kam sabar aur etminan se aqal se krna chaye tu wo zaror faida dayta hai aur forex trading mein sabar se kam kr ke earning bhter hai s tarah ache trader ban skte hain bilkul
        • #154 Collapse

          g han sabar ka phal meetha hota hai forex main aap ko sabr se kaam lena hota hai ager ap is main jald bazi kfo gey to aap boht hi jaldi is main fail ho jao gey so ap ko petience ikhtyar karna chahiye
          • #155 Collapse

            your impulsiveness can cause greater loss for you in trading. its true that sometimes earnings are very low but we must be kept happy with it. our learning k liyeh achi point ka wiat achi trade ki ebooks deko ou learning karo our ap ko pata chaly ga k us nay market ko kesay repect day kar profit liyeh hai market ko repect do brother pher ap successs ho gay
            • #156 Collapse

              bhai mene forex me hamesha jald bazi ki or lalach kiya hai isi lye mujhko is business me loss ko face karna para hai mene is business ko joining dene se pehly socha tha ke me greed nahi karun ga lekin mujhe jab profit milta to me greed kar ke loss kha jata is lye mene ab greed se toba karli hai or sabar se trading karta hun .
              • #157 Collapse

                g haan mere dost saber ka phal mitha hota hai, lekin forex me saber ka phal khata b ho sakta hai, forex me sharp mind hona zaida zaruri hai nai tou lazy can be die.
                • #158 Collapse

                  Slow And Steady Always Wins the Race,forex ko Samjhnay Main or Deeply jaa K Samajhnay main time lagtaa hai orr Aap jitnaa zyada time lagayen Gy uss ka aap Ko Reward Milay gaa,kabhi Bhi learning k doraan ye nahin Sochnaa Chahiyee K yar bas ho Gyaa...ab Main perfect hon insaan kabhi bhi Perfect nahin hotaa Sari umar he sekhtaa Rehtaa hai.forex Main Ap jo time Learning Main lagatay hain usi k behalf Par Aap ko Profit Earn hotaa hai
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #159 Collapse

                    the patience is the much much necessary in the forex trading if you will trade in the forex with the cool mind and with the patience then you will easily get the success in the forex otherwise you cannot able to get the success
                     
                    • #160 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: imireema پيغام ديکھيے
                      ji haan ham bachpan se hi is baat ko sunte hue aye hain sabar ka phal mitha hota hai khaas tor pe ham forex mai jitna saber se kam lenge utne hi kamiyaab honge...
                      Jee sahi kaha ap ne hum forex me jitna ziyada sabar karen ge hamare liye utna hi better ho ga jab hum forex ko emotion me karte hain to hume kuch samajh nahi aata hum ulti trade laga dete hain jis se hume loss ho jaata hai agar hum sabar se trading karen to hum loss ko manage kar sakte hain.....
                         
                      • #161 Collapse

                        Es mein koi shak nhi k sabar ka phal meetha hota hai.laikan ye sabar karna bohat mushkal hota hai aur jo koi sabar se apna safar jari rakhta hai tamam rukawaton ko sabar se par karta hai loss ko barsashat karta hai to at the end wo kamyab ho jata hai.
                        • #162 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                          Jahan tk mera tjarba he k forex me sirf sabar aur thori earning pe khush rehny waly hi kamyab hn...
                          U agre with me?
                          ji hsn sp ny thek kaha hy mein apki bat sy agree karta hun, saber ka phal mitha hota hai, lekin forex me saber ka phal khata b ho sakta hai, forex me sharp mind hona zaida zaruri hai, or apko chhaye k ap forex mein safe trading karen
                          • #163 Collapse

                            jo by zaryoryat sy zayyda earning karny ka sochta hai us ko loss hota hai is kam main saber ki bht zarorat hoti tub ja k bunda kuch profit hasil karta hai aista aista insan tarki karta hai is main saber ka bad faida hai lkn jalbazi nuksan dyyti hai..
                            • #164 Collapse

                              Dear ya tou dunya ka or har sabar mand insan ka haq hai ka jo insan sabar karta hai usy sabar ka phal meetha melta hai is liya zarori hai ka app log hard working say nai gabrae bulka dil laga kar such samj kar working kary taka app ko trading mai loss nai ho.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                g ha g ma nay be suna hay ager hum kis cahez per saber kar ta hay to hum ko kaby na kaby us cahez per saber kar nay k phal mily ga as waja say katy hay k saber ka phal meetha hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X