Dear friends, forex trading main candlestick patterns market ki moment ki prediction karnay ma kafi important role play kartay hain yeh hamain trading pairs ki current aur coming situations kay baray main bhi help provide kartay hain, is liay agr hamain inka acha experience aur knowledge ho ga to hum in say benefits hasil kar sakain gay, candles kay in patterns main say aik three inside up candlestick formation bhi hay,
How three inside up candlestick pattern is formed:
yeh candlestick pattern three candlestick par mushtamil hota hay, is pattern main first candle long aur bearish hoti hay laikin second aur third candle bullish hoti hay, pattern main appear honay wali second aur third candle mil kar first candle ki length kay equal tak market ko bullish moment karwati hain, yeh aik triple candlestick pattern hota hay jis say trend reversal ka pata chalta hay, yeh downtrend ki bottom main appear hota hay aur uptrend kay start honay ki indication daita hay, pattern main second candle bullish hoti hay jo first candle kay midpoint tak bhi ja sakti ha, isi tarah third candle first candle kay high say above close ho jati hay aur uptrend ki moment start ho jati hay, traders ko next candle ki confirmation kay baad hi trades open karni chaian,
Pattern indicate bulls gaining strength and bears loosing controls:
Yeh pattern indicate karta hay kay market main bullish trend start honay wala hay aur buyers strength gain kar rahay hain jab kay sellers ka control khatam ho raha hay, is pattern kay opposite three inside down candlestick pattern ha, pattern main candles aik perticular formation bana kar trend change honay ka signal daiti hain, jo dusri direction main momentum transfer honay ko show karta hay, yeh pattern normaly short term change ko zahir kartay hain, is main short sellers ko exit karnay ki opportunity mil jati hay,
Guidance for traders:
Inside up candlestick pattern yeh zahir karta hay kay market ka current trend over honay wala hay aur market new trend main janay wali hay, yeh new trend previous trend ki opposite direction main ho sakta hay, traders ko is pattern kay appear honay par buy ki trade open karna chaiay, jo trader achay entry point par trade ko open kartay hain woh profit hasil karnay main zarur kamiab ho jatay hain,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим