what is hammer

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is hammer
    Hammer candle stick us waqat banta hai jab marketplace me selling stress waqti tawar pe a jata aur us k awful marketplace ki reversal ho jati hai aur candle ki near hone pe market ki candle stick hammer styles ka van jata hai. Hammer candle stick pattern banne se marketplace me buyer zyada lively ho jate fowl, aur buyers ko marketplace ki reversal ka ishara mel jata hai. Jis se buyers marketplace me stocks ko sbuy karte hen. Forex buying and selling me hamamer candle pattern ka ye faida hai ok is se hamen aik sturdy qisam ki market ki reversal ka ishara mel jata hai aur yahan se marketplace pher uptrend chalna shoro karta hai. Hamen lazmi tawar par hammer candle stick banne okay horrific marketplace me buy ka trade open karna chaheye.Candel cost association ko concept karti hai aur value arrangement ko contains karne ke sath yah market Mein ine cost ke signals ko bhi display karti hai for the maximum component ya marketplace Mein involves fruition Mein Najar Aati Hai aur yah candle base downtrend aur flagging attentional upswing key inversion price ko acche tarike se display Karte Hain inke jariye se marketplace Mein ine Tamam strategies ko acche tarike se confirm kiya Ja sakta hai
    Hammer candle stick


    Dear Friends Yah bahut hi importantly candles take hoti hai jismein aap isko aasani ke sath pick out kar sDear Friends assisting level in line with banne wala yah ek bahut hello importantly aur familiarize Candlesticks batter hota hai agar aap scale stick pattern ki validity ko display karna chahte hain to aapko yah jarur consciousness karna chahie ki yah pattern aapko hamesha assist stage in step with Milana chahie kyunki Agar yah pattern aid stage according to Nahin banta to iski validity's bahut jyada Nahin ho sakti hai ek sample use time consistent with jyada legitimate aur effective ho sakta hai Jab vah ek major guide level in line with bany. Kyunki Jab ek pattern minor supporting consistent with banta hai to uski validity jyada Nahin ho sakti hai aur aisi scenario mein aap u.S. Ek achcha goal bhi hasil nahin kar sakte hain Minor spot ke liye aapko hamesha scraping buying and selling centers mil rahi hoti hai aisi situation mein aapko hamesha be cautious rahana chahie aur apne targets ki fulfillment ke liye often basis in keeping with workings Karni chahie.Akte hain aur iski drip infection kar sakte hain yah candlestick aapko supporting degree in keeping with mil sakti hai aur ismein aapko down web site according to ek lambi Shadows milati hai aur iski body aapko upar wali aspect in keeping with milati hai Jab assist level in keeping with aapko yah candle stick mil jaati hai to aap isko aasani ke sath figuring out kar sakte hain aur ismein aapko market mein aap pal se associated kuchh critical aur variable informational percentage ho rahi hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is hammer

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Hammer Candlestick Pattern


    Hammer candlestick pattern single candle pattern hone ki waja se technical analysis main bohut ziada istemal hone wala aik bullish trend reversal pattern hai, jiss ko na sirf forex trading mein ziada istemal kia jata hai, balkay index, bands, aur cryptocurrency trading mein bhi is ka khasa use hota hai. Hammer candle price action traders ko bullish ya bearish trend ke baad mumkina trend reversal ko talaash karne mein madad kar sakti hain. Hammer candle ki karkardagi ka inhisar selected timeframe par hota hai, jab bhi ye candle prices k bottom par banti hai, to ye mumkina bullish trend reversal ka signal deti hai. Hammer candlestick dosre indicators k sath prices k bottom par bullish trend reversal ka k leye ziada mashahoor hai, jiss k opposite direction main top prices main shooting star candle banti hai. Hammer candle k sath prices k bottom par aik inverted hammer candle bhi same hososeyat rakhti hai, jo bullish trend reversal ka sabab banti hai, lekin shape main hammer candle se mukhtalif hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (298).png
Views:	8
Size:	20.1 کلوبائٹ
ID:	12437393

    Candles Formation


    Hammer candle ki reliability ka inhisar price chart par muntakhib karda timeframe par hota hai, jitna ziada timeframes lamba select hoga, candle ki haseyat ziada strong banti jayegi. Hammer candle price chart par darjazzel hososeyat k sath banti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (299).png
Views:	2
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12437394

    Hammer Candle: Hammer candlestick bullish trend main bulterteeb buying aur selling pressure ki waja se banti hai, jiss main candle ki ziada tar hososeyat bullish trend ki hoti hai. Ye candle small real body main hoti hai, jiss ka lower side par aik long shadow hota hai. Candle ki real body bullish aur bearish dono ho sakti hai, lekin ye candle bullish candle hi shumar hoti hai.

    Explanation

    Hammer candlestick pattern aik small real body main lower side par long shadow wali candle hai, jiss main prices bearish trend ko reject karne ka ishara deti hai. Candle ki shape bearish ya bullish dono tarah se ho sakta hai, jab k candle ki shadow real body k size se dunga ho sakti hai. Hammer candlestick aik aisa pattern hai, jo mukhtalif financial markets ke sath achi tarah kaam karta hai. Yeh candlestick ke sab se mashhoor pattern mein se aik hai, jisay trader price ki harkat ko dekhte hue result ke imkaan ka andaza laganay ke liye istemaal karte hen. Candlestick price chart mein, har aik candle selected timeframe ke mutabiq aik period se mutaliq hoti hai. Hammer candle single candle hone ki waja se har aik timeframe main aik hi candle ka pattern hoga.

    Click image for larger version

Name:	images (297).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12437395

    Trading

    Hammer bullish ya bearish dono shapes main bullish trend reversal ki hososeyat ka hamil hoti hai, q k prices k bottom ya bearish trend main ye candle prices k leye support zone ka role play karti hai. Single candle pattern main jitna ziada lamba timeframes hota hai, iss ki reliability uss k hisab se achi hoti hai. Candle par trading se pehle long term ki timeframe k sath aik trend confirmation candle ka hona bhi zarori hai, jo k real body main bullish candle hone k sath hammer candle k top side par close honi chaheye. Candle ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jis ki value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss candle k sab se bottom ya low price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (296).png
Views:	45
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12437396

    اب آن لائن

    Working...
    X