forex
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex
    Forex trading mein robot trading bhi hoti hy manual trading hoti hy hum ko forex trading mein robot trading nhi karni cahaiye kiok agr hum robot trading karen gay tu hum forex trading mein kuch learn nhi kar sakty aur forex trading mein knowledge aur experience hasil nhi kar sakty han is liye manual trading karni cahaiye is se experience hasil hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mein jb hum entre ho jaty hain to hamein indicators r technical analysis se pehle is ki basics ko samjhna chahiye takay hum forex hai kya ye jaan payen jb hum forx ko achi tra samaj len to us k bad technical analysis ki traf ajayen phir apko bht saari asanian milen gi rebots ko use karny meinindicators ko use karny mein
    • #3 Collapse

      gee haan bhia forex trading apne experience se he ache hote he aur hmein lazme hota he keh apne trading mein sahih experience se kam krein aur apne trading mein mhnt krein phr hmein apne trading se acha profit milta he
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        ager kisi ku ea trading kerni ha tu pehla oc ka use sahi seekh layn or oc ki history bhi daikh layn ager robbot ki history profit ki ha tu use ker layn werna koi or search ker layn

        اب آن لائن

        Working...
        X