Planning Before Position Opening
Jab bhi ham market main koi trade enter kerna chahty hain to bahot zaruri hai ky ham pehly achi terha planning ker lain ky market main sell ki trade enter kerni hai ya buy ki aur kis lot size ka use kerna hai konsy pair main trade open kerni hai yeh sab hamain pehly sy plan ker lana chahiy ky agar ham trad epehly open ker lety hain aur planning bahd main kerty hain tou uska hamain koi fiada nahi hota kyun ky trade open kerty hi haain acha khasa loss ho chuka hota hai aur ham aesy time per planning nehi ker sakty
Analysis of Market
Jis per main ham trade open kerna chahity hain usky pehly hamain achy analysis ker leny chahiya ky market agar up jati hai tou usk maximjum limit kia hai ky waha sy market downward movement start ker sakti hai aur agra market downward movement kerti hai tou uski minimum movement position kahan tak hai ky ham same point ko mind main rakh ker trade kerain ky hamara account wash na ho saku aur jab market same point ko touch ker rehi ho tab reerse order main trade open kerny per hamain kuch profit hasil ho jata hai
Investment Balance for Trading
Jab tak ham market main kuch amount invest nehi ker lety hain ham amrket main trad eopen nehi ker sakty ky hamary pas postion open kerny ky liay kuch amount honi bahot zaruri hai lekin agar ham marketm main new hain tou hamain perhly learning ker leni chahity phir trade open kerni chahity ky agar ham without learning ky market main sell ya buy main trade open ker lety hain tou hamain bahot bara loss ho sakta hai aur starting main hamesha small balance investment ker ky trade start kerni chaiity ky agar loss hota bhi hai tou hbara loss na ho saky
Trend Find Kerna
Jab bh market main ham koi trade open kerna chahity hain tou hamain pehly market ka current trend check ker lena chahity aur hamesha tredn ko follow kerty huey hi trade open erni chahity ky ham jab bhi market ky trend ky agasnt trade open kerty hain tou hamain loss ya hamara account hi wash ho jata hai kyun ky mart tou hamesha trend ko follow keryt huey hi momvement ker rehi hoti hai lehaza hamain her surat main pehly trend ko find kerlenca chhaiay jiky liay hma differerent options use ker sakty hain jesy ky kuch technical indicators hai ya ham visuly bhi check ker sakty hain ky kuch time sy market kis direction main movement ker rehi hai tou usi ko follow keryt huey trade continue kerni chahiay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим