Forex me lalach na krn.
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    forex me tread krty wqat lalach sy hme door he rehne chaeye q k ye lalach hme loss ki trf khench k le jata hai lalach buri bla hai iss sy jitna bcha jae otna he faida mnd hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      lalach tou her kaaam ka liye bure chez hai or forex ka kaaam ma bhut ziada is liye k ap jese hi lalach ma ziada pips karne ka liye copy paste marte hai tou ap ka account band ho jata hai is liye thora earan karo or apni mehnat se karo takke hamesha qamyab rahoo
      • #903 Collapse

        G han app ne bilkul sahi kahah ha hmen forex me hmen kabhi lalch nahi karni chahey kyun k agr hm is business me lalch karty hain tu hmen loss bhi bht ho sakta ha is liye is business ko start karny se phely hmen apni lalch par cantrol karna chahey
        • #904 Collapse

          dear forex ma hame lalach nai karne chahe kun ka lalach karne wale log pehle to bohat khush rehte han but bad ma un ko pata lagta ha ka hame loss ho gaya ha phr wo samjhte han ka agar lalach na karteto aj bhi hamara trade chal rahe hoti is lye frndz chaea ka lalach na karen or aram sa apna work carry on rakhen.
          • #905 Collapse

            forex main jo bhi lalach karta hey woh marta hey isliye hamen is main achey patience ke sath work karna chahiye aur kabhi bhi is main lalach nahin karni chahiye warna hum is main fail hi hotey hain.
            • #906 Collapse

              han forex mein bilkul lalach na karay isi liye ap ko chayie kay forex ko learn karay takay ap ka experience increase hoga mein tu waisay six month tak demo practice karta raha hon isi liye ab mien forex ko samjhta hon aur achi earning kar leta hon .
              • #907 Collapse

                Yes i agree with you that we must practice patient at all time because that is one of the most important factor that determine your profit or loss and also we must never be gred at all time but focus on using the right lot size so that we can make profit over time in forex trading at all time
                • #908 Collapse

                  Forex market ma greedy nahi hona chahiye agar ap shrt term trader hen tu agar ap long term trader hen tu greedy ho skty hen
                  • #909 Collapse

                    Ge ap thek kehte hen. Lalach to kisi bhi business men nahi Karna chaie. Wese bhi misal mashhor he ke lalach buri bala he. Loss bhi isi waja se ho jata he Kai data.
                    • #910 Collapse

                      forex main lalach karnay wala insan kabhi kamyab nahi ho sakta kiun kay lalach esi cheez hay jis sey insan ko hamesha he nuksan hota hay aur new log jo trading main atay hain wo lalach karty hain wo sochtay hain wo aik he din main ameer ho jayen gey jis sey unko loss hota hay
                      • #911 Collapse

                        forex ma kabi b lalach sa kam nai karna chaye q k lalach sa zeda tar loss hi hota ha jab k earning boot hi kam hoti ha is lai hamain forex ma lalach nai karna chaye.
                        • #912 Collapse

                          lallich toh har wakat rahta he muje loss na ho bas earning hi earning hoti jaay lakin aesa nahi hota yh business he or business ka rule he ke hamko earning ke sath sath loss ko bear karna ho ga or agar aesa nahi karte or ham lalich karte hen toh boht nuqsaan hota he
                          • #913 Collapse

                            g han forex main lalach karna mana hai yun k lalach apko hamesha loss dega aur loss acha nahi hai hamare liye aur humein nahi pasand hai
                             
                            • #914 Collapse

                              salamn bhai's , mai kaho0 ga jis ny lalch ki wo0o loss hi pay ga koi shk nai k thora zada profit hota ha lach sy kabi kabi par koi faida nai ha greedy sy thora profit better ha zada loss sy ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                Yes i have been personally observed that mostly traders are using his greedy attitude in forex trading business, and due to this reason traders are continously loosing their capital in real account, greed is one of biggest enemy for tradres and his money too.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X