Bearish belt hold candlsticks pattern:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish belt hold candlsticks pattern:
    INTRODUCTION:


    ASSALAMU ALAIKUM DEAR FRIEND !Dear friend kese hn ap sb Umeed Karti hun Sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha profit banaa Rahe Honge Jab aap ismein profitable trading karna chahte hain to aapko different analysis krne hun ge aj ka topic he bearish belt hold pattern k bare mn btaun ga .










    BEARISH BELT-HOLD PATTERN:


    Bearish belt-hold pattern aik strong Bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k uptrend ya high price area main banta hai. Ye pattern dekhne main same "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" ya "Bearish Thrusting Line Pattern" jaisa dekhaye deta hai, lekin dosri Bearish candle ki shape thori si difference honne ki waja se ye uss mukhtalif ban jata hai. Ye pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle bullish aur dosri Bearish candle hoti hai. Bearish candle ki haseyat ki waja se ye pattern Bearish trend reversal ka kaam karta hai, dosra iss candle ki strongness ki waja se iss pattern ko single candle pattern bhi kaha jata hai.








    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	4
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12575941







    CANDLES FORMATION:



    Bearish belt-hold pattern ko ko kuch analyst single Bearish candle bhi tasawar karte hen, q k iss ki haseyat ki waja se hi pattern Bearish trend reversal ka kaam karta hai, jab kuch trader pehli candle k mutabiq dosree candle ki reference banate hen, jiss se ye pattern two candles ka ban jata hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;













    CREATION OF BEARISH BELT HOLD CANDLES PATTERN:







    CANDLE TOP HIGH OPEN BANATI HAI INE DONON CANDLES MEIN LOWER AUR UPPER SHADOW NAHIN HOTA AUR VARISH BELT HOLD PATTERN JYADA RELIABLE NAHIN SAMJHA JATA AUR USKI VAJAH YAH HAI KI YAH TRADING CHART MEIN FREE KYON ENTRY BANTA HAI ISLIYE KE RESULT JYADA ACCURATE AUR LABLE NAHIN HOTA BRUSH BELT HOLD CANDLESTICKS PATTERN AISA PATTERN HAI JO AAP TREND KE BAD BANTA HAI ISMEIN TU CANDLES HOTI HAI PAHLI CANDLE POLICE HOTI HAI AUR SECOND CANDLE police candle ki closing price police ke high press se thoda niche close hoti hai









    EXPLANATION:



    Bearish belt-hold pattern two days candle ka aik Bearish trend reversal pattern hai, jo k bullish trend ya high prices area main banta hai. Ye pattern dekhne main ya formation main same "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" aur " Bearish Thrusting Line Pattern" jaisa hi hai, lekin candles ki mamoli si difference ki waja se ye unn se different ban jata hai. "Dark Cloud Cover Candlestick Pattern" k opening side par aik small wick ya shadow hoti hai, jab k belt hold line candle k dosri candle ki shadow ya wick nahi hoti. Jab k "Bullish Thrusting Line Pattern" aik bullish trend continuation pattern hai, aur dosri candle ka high pehle candle k 50% se kam hone ki waja se iss se difference ban jata hai.














    1. FIRST CANDLE:

    Bearish Belt-Hold Pattern main pehli candle bullish trend k mutabiq hoti hai, iss waja se ye candle aik strong real body main aur white ya green color ki hoti hai.












    2. SECOND CANDLE:
    Bearish Belt-Hold Pattern ki dosree candle aik strong real body wali Bearish candle hoti hai, jiss ka open bagher wick ya shadow k hota hai aur ye pehli candle k above gap main open hoti hai, jab k close pehli candle k midpoint ya 50% hissey se below hoti hai. Ye candle Bearish trend reversal main aham kirdar ada karti hai.





    TRADING:


    Bearish belt-hold line pattern ki pehli candle normal bullish trend wali candle hoti hai, jo k prices k bullish trend ki alamat hoti hai, jab k dosri candle pehli candle k upper gap main open honne k bawajood close pehli candle k 50% se below area main hoti hai, jiss se dosri candle ki mazboti zaher hoti hai. Dosri candle k upper side par koi shadow ya wick nahi banta hai, yanni opening prices se hi candle downward jati hai. Bearish belt-hold pattern par trading se pehle market ka uptrend ya prices ka high honna zarori hai. Pattern par trading se pehle trend confirmation ka honna zarori hai. Trend confirmation price action se bhi ho sakti hai aur kisi reliable indicator se bhi ho sakti hai. Pattern k dosri candle k bad agar aik real body Bearish candle banti hai, to yahan par market main entry ki ja sakti hai. Stop Loss pattern k sab se highest point jo umoman dosree candle ka upper ya open banta hai, se aik ya do pips top par set karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish belt hold candlsticks pattern:

    Assalamu alaikum I hope thik honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge aapko pata hi hai ki Forex ek bahut hi achcha business hai jismein Ham proper tarike se kam karenge to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain Jo log ismein achcha Kam Nahin karte main unko batana Chahta Hun ki vah ismein kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte kamyabi hamesha usi bandhe ko milati hai Jo ismein proper tarike se baat karta hai kam karta hai vahi ismein kamyabi ho sakta hai hamen ismein daily technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte hain na important hota hai jo log ismein samajh ke kam karte hain vahi ismein kamyab bhi hote Hain chart indicator ko fallow krte rehna important ha hum asani se kameyab ho sakte hein is mn .

    What is the Bearish belt candle stick pattern

    Bearish belt hold candle stick pattern ek bahut hi achcha pattern hai jismein agar Ham regular kam Karen isko samajh Kar kam Karen to hamen market se bahut hi aasani se kamyabi Mil sakti hai aapko pata hai ki Forex main har Banda kayab Nahin hota hai isko Jo samajh ke kam karta hai vahi ismein kamyab bhi hota hai kamyabi hamesha usi bande ko milati hai Jo is mein regular kam karta hai daily market ko follow karke ismein kam karta hai vah bahut hi aasani se ismein kamyab ho sakta hai na important hota hai to fir hi Ham market se fayda bhi le sakte hain aur kamyabi ho sakte hain aap sabse pahle ismein demo account mein practis Karen candle ko follow Karen aur uske bad aap market mein work karen to aapko kamyabi milegi aur aap bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (80).png
Views:	1
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12435696

    Trading strantegy explain

    All Forex member market ko jitna jyada aap samajh ke kam karenge market mein aaj sabar ke sath kam karenge to aapko kamyabi milegi aur aap ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain aapko pata hai ki demo account hamari practis ke liye ek bahut hi achcha hota hai demo account mein jo log achcha kam karte Hain market ko time dete Hain vahi kamyabi hote hain without knowledge ke aap is mein kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte kamyabi hamesha usi mande ko milati hai Jo ismein samajh ke planning ke sath work karta hai proper hamen ismein management ko follow karke kam karna hota hai to fir hi hamen kamyabi bhi milati hai jo log extra work karte Hain vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte kamyabi ke liye aapko ismein regular kam karte rahana important hai.

    Click image for larger version

Name:	images (79).png
Views:	5
Size:	24.4 کلوبائٹ
ID:	12435698

    Market mein aap jyada se jyada planning Karen market ko samajh ke kam Karen sabse pahle aap market ko study Karen aur uske bad aap market mein work karen to aapko kamyabi milegi aur aap ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X