Assalamu Alaikum dear forex members umed Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge dear Jab hum Forex trading business Mein kam Karti Hain To hamen candlesticks pattern ko acchi tarike se samajhna hota hai aur unke mutabik apni working quality ko improve karna hota hai kyunki candlesticks pattern hamen market ki movement ko samajhne aur uske mutabik action Lene Mein madad dete Hain dear friends Ham apni aaj ki post mein baat karenge bearish railway track candlestick pattern ke bare mein.
What is Bearish Railway Track Candlesticks Pattren?
Dear forex members forex trading market mein bearish railway track Candlesticks pattern do din ki candles per mustamail ek bearish Trend reversal pattern ke bad bnany wala pattern hai yah pattern market Mein price ke maszeed bullish Na jaane se rokane aur bearish trend reversal ka signal Deta Hai railway track Candlesticks pattern Dekhne Mein Bilkul bearish top candlestick pattern ki trha hota hai lakin ya bi top candlestick pattern Mein donon candles Kisi bhi format ki ho sakti hai sirf Inki resistance level same hone chahie Jaab railway track pattern Mein donon candles ka length bhi same hota hai bearish railway track Candlesticks pattern ke banne ki Piche ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hoti Hai Ki Jab Bhi price Mein first candle Ek Khas point per close Ho Jaati Hai Aur dusre Din Ki candle bearish banne ke bad same first candle ke High price touch karne ke bad lower per close Hoti Hai is pattern ki donon candles ka ek dusre ke opposite close Hona bahut jaruri Hota hai.
Formation of candles:
Dear Forex members for ex trading market Mein Barish railway track candlestick pattern Mein candles ki formation Kuch Is Tarah Se Hoti Hai.
First Candle:
Dear forex members bearish railway track pattern Mein first candle strong real body Mein banti hai yeh candle colour Mein white ya green yani Bullish Hoti Hai first Bullish Candle price Mein bullish trend ki strongness Dikhati Hai Jo ke pattern ke banne se pahle price follow kar rahi hoti hai.
Second Candle:
Dear forex members Bearish railway track candlestick pattern ki second day candle trend key candle Hoti Hai yah candle B first candle ke sath same bearish resistance level banati hai jo ki price ko Bullish jaany se bhi rokati hai aur bearish trend reversal ka Sabab bhi banti hai yah candlestick candles ke bilkul parallel Mein banti hai.
Trading Strategy:
Dear forex members forex trading market mein Bearish railway track Candlestick pattern price main double top pattern banati Hai yani price 2 dafa ik hi point se reject Ho Jaati Hai yah point price ke liye ek strong resistance level ka kam Karta Hai Kyunki pattern ki donon candle same point se reject hoti hai jo ke bearish trend ki alamat Hoti Hai railway track and state pattern per trading karne ke liye jaruri hai ki price top area ya bullish trend mein ho dusre Candlestick ak time frame long term ke hone chahie Jo kam sy kam one Day se jyada ho bearish railway track Candlestick pattern trading se pahle confirmation candle Ka Hona imported hai jo ki ek real body wali bearish candal Hoti Hai pattern ke bad banne wali third bearish candal per Sell ki entry Karen yah position Jyada Tez selling position tab hi ho sakti hai Jab Bearish railway track Candlestick pattern per stop loss ka Lagana Jaruri hota hai Kyun ki reversal pattern Jyada reliable Nahin hote hain aur jab aap apna Koi order place kar lete hain to aapko chahie ki aap apna stop loss donon resistance levels ke point Se Ek ya do pips above set karen to aapko market Se achcha profit mil jaega.