Assalam alaikum dear Forex members umed Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur for extreting Business mein acchi working quality ke sath achcha profit Le Rahi honge kyunki for ex trading business Ek risky business hota hai jismein aapko acchi tarike se apne account mein risk and revolt ko samne rakhte hue trading Karni hoti hai To agar aap har EK chij ke bare mein complete knowledge aur information rakhte Hain tabhi aapko market Se achcha profit bhi mil sakta hai.
What is Pips?
Dear forex members Forex trading market mein Pips aysi wo value hai jo Kisi pair ki movement ke dauran changes ko zahir Karti Hai Jab Bhi market main kesi pair ki movement Hoti Hai To is se Murad Pips ki changing hoti hai agar market ki ik pair ki pips movement positive Hoti Hai To is se Murad hota hai ki yeh pair Ka up trend hai or Market ki movement Mein down trend Hota Hai To pips pair kam hota hai.
![Click image for larger version
Name: pip-Final-725fae5613b54144a7201ad33c85aff7.png
Views: 2
Size: 106.6 کلوبائٹ
ID: 12574446](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12574446&d=1670778097)
Identification of pips:
Dear forex members forex trading market mein pips find krny ka Tarika Yeh hai ki jo value Ek currency pair ki Di Gai Hoti Hai usmein point ke bad Chhota ya 4th digit use currency pair ke singal pip Hota Hai. Acche tarike se aap is topic ko samjhenge aap itne hi acche tarike se apne profit ya loss ko calculate kar sakte hain isiliye isko identify karna aapke liye bahut jaruri Hota Hai.
![Click image for larger version
Name: Pips_1.jpg
Views: 1
Size: 37.7 کلوبائٹ
ID: 12574445](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12574445&d=1670778024)
Difference between pip and spread:
Dear forex members Forex trading market pips ka Har EK pair Mein different movement Hoti Hai Kisi pair Mein yah movement 3 digits pe hota hai aur kisi Mein yah pair 6 digit per bhi hota hai forex trading Mein pair ki movement se lot size ki movement se hota hai separate Jyada hone se pips ki Jyada difference hota hai jo ki Hamare liye loss ka Bahis ban sakta hai Peps ko Sahi andaza hona chahie Taki Hamare pair Se Jis per trade karte hain usse Hamen fayda mil jaaye.Kyon ki jitna jyada information hamare pass pips se related Hogi hamen itna hi achcha advantage hasil ho sakega.
![Click image for larger version
Name: Pips-in-forex.png
Views: 6
Size: 12.6 کلوبائٹ
ID: 12574447](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12574447&d=1640785126)
Conclusion:
Dear Forex members for ex trading market mein Jab Ham kam karte hain to hamare pass jitna jyada knowledge aur experience Kisi bhi topic se related hota hai Ham itni hi acchi tarike se kam kar sakte hain aur pep se related hamen jitni information Hoti Hai ham utna hi acche tarike se apne profit aur loss ko calculate kar sakte hain kyunki stop loss aur take profit Jab aap set karte Hain agar aap ko pips ke bare mein sahi information hoti hai to aap apna target profit aur stop loss Sahi position per set kar sakte hain.
What is Pips?
Dear forex members Forex trading market mein Pips aysi wo value hai jo Kisi pair ki movement ke dauran changes ko zahir Karti Hai Jab Bhi market main kesi pair ki movement Hoti Hai To is se Murad Pips ki changing hoti hai agar market ki ik pair ki pips movement positive Hoti Hai To is se Murad hota hai ki yeh pair Ka up trend hai or Market ki movement Mein down trend Hota Hai To pips pair kam hota hai.
Identification of pips:
Dear forex members forex trading market mein pips find krny ka Tarika Yeh hai ki jo value Ek currency pair ki Di Gai Hoti Hai usmein point ke bad Chhota ya 4th digit use currency pair ke singal pip Hota Hai. Acche tarike se aap is topic ko samjhenge aap itne hi acche tarike se apne profit ya loss ko calculate kar sakte hain isiliye isko identify karna aapke liye bahut jaruri Hota Hai.
Difference between pip and spread:
Dear forex members Forex trading market pips ka Har EK pair Mein different movement Hoti Hai Kisi pair Mein yah movement 3 digits pe hota hai aur kisi Mein yah pair 6 digit per bhi hota hai forex trading Mein pair ki movement se lot size ki movement se hota hai separate Jyada hone se pips ki Jyada difference hota hai jo ki Hamare liye loss ka Bahis ban sakta hai Peps ko Sahi andaza hona chahie Taki Hamare pair Se Jis per trade karte hain usse Hamen fayda mil jaaye.Kyon ki jitna jyada information hamare pass pips se related Hogi hamen itna hi achcha advantage hasil ho sakega.
Conclusion:
Dear Forex members for ex trading market mein Jab Ham kam karte hain to hamare pass jitna jyada knowledge aur experience Kisi bhi topic se related hota hai Ham itni hi acchi tarike se kam kar sakte hain aur pep se related hamen jitni information Hoti Hai ham utna hi acche tarike se apne profit aur loss ko calculate kar sakte hain kyunki stop loss aur take profit Jab aap set karte Hain agar aap ko pips ke bare mein sahi information hoti hai to aap apna target profit aur stop loss Sahi position per set kar sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим