What is Order Block in Forex Trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Order Block in Forex Trading?
    What is Order Block in Forex Trading?

    Assalamu alaikum dear forex friends I hope sab khairiyat se honge dear Jabong for studying business can kaam Karti hai to hamen apna Kam acche knowledge aur experience ke sath karne ki jarurat Hoti hai kyunki jitna achcha knowledge aur experience hamara muta hai usi usi ke se benefits hasil ho sakti hain dear friends aaj Ham jis topic ke bare mein baat karenge vah hai order block aur main ummid Karti Hun ki Meri yah information aapko is topic ko samajhne aur ise apni working mein incluid karne mein bahut jyada madad degi.

    What is an order block?

    Dear friends Forex trading my order block se Murad Kisi Bank ke ya institution ki taraf se collect orders hote Hain yah bade Bank sirf order bye ya sel Nahin karte balki Kisi Ek bade single order ko cancel karne ya block karne ke liye aur market se maximum profit potential hasil karne ke liye istemal kiye jaate Hain aur yah tamam pieces blocking orders kahlate Hain.

    Ex trading business mein hamara focus order blocks ko find karna hota hai Kisi bhi candlestick pattern ya chart mein aur use for trading Karke tamam bade institutions or banks ki madad se achcha profit Le sakte hain ine order ya block orders ko find karna aasan Kam Nahin hota Lekin Ham technical tools ki madad se aur confluences ki madad se inko aasani se find out kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	download (5).jpeg
Views:	1
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12573108
    How to find order blocks?

    Dear friend jaisa ke pahle byan Kiya ja chuka hai ki order block se Murad stacking orders hota hai market mein isiliye hamen pahle stacking orders ko chart mein technically identify karna hota hai technical analysis mein range market structure jaise price movement Karti hai horizontal blogs ki surat mein to usko accumulation order ka area kaha jata hai aur yah waves ki form mein accumulate karti hai aur blocks ko jab break Karti hai to price range banti hai aur yah impulsive waves Yes ke imbalance aur price a Yes ke institutional traders aur bade banks ki madad se banti hai usko dikhati hai.

    Types of order blocks:

    Dear friends are block ko two types me categorize Kiya jata hai business activities ki base for.

    Bullish order blockBear command block

    Bullish Block Order:

    Dear friends bull order block se Murad impulsive waves hoti hai jo ki Kisi bhi rangeen market structure ya blocks ko break karne ke bad banti Hain aur yah formation jo hoti hai usko Ham bull order block ka naam dete Hain. Aur jab price order block zone ki taraf pahunchti hai to use waqt Ham Apne boy ke orders ke sath institutions ke sath trading kar sakte hain aur Is Tarah Ham market se achcha profit hasil kar sakte hain.

    Bearish Order Block:

    Dear friends jab market mein impulsive waves price range or block ko break Karti Hain use waqt bear is order block banta hai use waqt Ham sel orders ke jarie market mein bearish order block Jon ko find out kar sakti hain aur jab price dobara is on mein pahunchti hai use waqt market se hamen achcha profit hasil ho sakta hai.

    How to draw an order block zone:

    Dear friends forex market mein order block zone ko draw karne ke liye in steps ko follow karna jaruri hota hai.

    1: sabse pahle order block ko draw karne ke liye chart price range ya price block ko identify karna hota hai.2: in the next step the highest point or the lowest point of the price range ko mark karna hota hai.3: third last step mein high and low horizontal zone block zone ki meeting lines ko find out karna hota hai. Yah order block zone ki Tarah kam karta hai.

    Trading with order blocks:

    Dear friend jaisa ki Ham pahle Sikh chuke hain ki order block area big institution aur banks ki beware hote Hain aur institutional traders in zones ko apni orders ke liye istemal karte Hain isiliye hamen ine areas ko find out karna hota hai aur FIR uske bad jab dobara future mein price ine Jon mein dakhil Hoti hai to Ham use for trading kar sakti hain.

    Purchase order:

    Dear friends jab jab police order block zone charts na banta hai to vahan na ham Apne waiting for order limits place kar sakte hain aur vah ham Jon se chandpes above place karte hain stop loss ko bhi Zone area se Chand tips below set Kiya ja sakta hai aur Is Tarah market se achcha profit hasil ho sakta hai.

    Sales order:

    Friends chat beer order block zone chart na banta hai use waqt pending order sell limit mein set Karke market se achcha profit Le sakte hain sel limit order ko few tips below zone or stop loss ko above zone place Karke market mein acchi benefits hasil kiye ja sakte hain lekin uske sath yah chij mind mein rakhne ki jarurat hoti hai ki koi bhi simple method se apna order open karke aap yah Nahin kah sakte ki aapane Kisi business strategy ko follow Kiya hai koi bhi business strategy management bahut sare technical tours list aur business psychology per dependent karti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Order Block in Forex Trading?

    INTRODUCTION OF ORDER BLOCK:-

    Friends Order blocked trading strategy market ke andar jitni bhi trading hoti ha unki direction ko zahir karti hai order blocked trading strategy market ke andar jis routine per chalti hai agar market kahin per state Karen ya stop ho jaaye to uska time duration hota hai jab vah time duration cross ho jata hai to market again usi situation mein rukh karti hai jis tarah pahle kar rahi hoti hai aur usi point per hamen soch samajh Kar order block trading strategy ko apnana padta hai aur apni trading ko ho gaya tha condition milane ke liye apni akal ka istemal karna padta hai aur apne knowledge ka jo humne Forex trading se sikha hota hai tab hamen pata chalta hai ki order block trading strategy hamare liye kitni profitable hai ise samajhne ke liye Forex trading ke andar order block trading strategy per ziada se ziada learning chip karni padegi aur jitni acchi lagi hamari hogi utna hi hamara knowledge increase hoga aur knowledge increase karne ke sath sath hamen chahieye ki Ham Forex trading ke andar demo account ke upar ziada se jyada practice Karen Taki hamen samajh jaaye ki autoblog ka Forex trading Kendra kya per pass hai aur ham isase jyada se jyada fayda utha sake aur apne aap ko kamyab status banaa sake aur kamyab traders banne ke liye hamen Forex trading co online hokar jyada se jyada time Dena hoga jo market ko open hone se lekar close hone Tak ka ek time duration hai time duration manage karne ke liye hamein apne tamam kam ko stop kar ke isko trade Dena hoga...
    Click image for larger version

Name:	11.jpg
Views:	1
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12434354
    DESCRIPTION OF ORDER BLOCK:-


    Dear forex friends, Market mein order blocks strategy ke zariye Ham is mein order open karte Hain Jo hamein acha profit de sakta hai market ke har tarah ke acchi strategy hamein is mein acchi earning deti hai is liye koshish karen Forex trading ka experience and knowledge Hasil Karen acha experience Hasil Karen ya ek behtarin online business hai jis mein hamen daily basic per behtarin profit Hasil ho sakta hai Forex ko sikhane ki try karen iska achcha knowledge aur experience Hasil Karen hamen is mein kamyabi hamari mehnat se Hi Hasil ho sakti hai is liye try karen achcha kam karne ke sath sath forex ka experience bhi Hasil karte rahen hamen apne analysis ko strong banane ke liye demo per practice ki zarurat hoti hai jab Ham dam per practis karte hain apne analysis ko demo per practical karte hain iski setrastgy ko sikhate Hain to Ham is se behtarin profit Hasil kar sakte hain is liye aap bhi forex ko join Karen is mein mehnat Karen aur iska achcha knowledge aur achcha experience Hasil Karen yah business hamare liye best business hai hamen is mein mehnat ke sath kam karna chahieye Ham is business mein jitna acha kam karenge hamen ismein usi hisab se achcha profit Hasil hoga yah business hamare liye behtarin business hai hamen is mein mehnat ke sath kam karte rahana chahie ek achcha trader hamesha apne experience aur strategy ki wajah se kamyabi Hasil karta hai aur Forex mein behtarin analysis sikhane ke liye hamen is mein hard working ki zarurat hai aur right tme main decision kamyabi ki zamanat hy.
    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	2
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12434355
    FINAL ANALYSIS:-


    Forex fellws agar aap iske bare mein proper training hasil karte Hain to aap ko pata chalta hai ki yah trend aapko market ke bare mein batati hai ki game market is waqt bilkul top per hai aur iske bad yah market top se bottom per aane wali hai to aap apni trade course hisaab se adjust karte ho aur acche se accha profit kamate Ho basically is stragedy aapko market ki ki personal ke bare mein batati hai ki yahan se market ab rivers hone wali hai to ab apni trade course hisab se adjust karenge aur acche se accha profit kam aaenge agar aap is statutory ko recognise kar lete hain aur isko recognise karne ke bad aap market mein entry lete Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain isi liye try karen kaisa ziada se ziada market information hasil Karen jitna ziada aap market information hasil karenge utna hi isi liye aap acche se accha profit Kama sakte hain kyun ki market information bahut ziada matter karta hai jitna achcha apke pass market information hogi utna hi easily ap market ko samajh sakte hain aur acche se accha profit Kama sakte hain is liye try karen ki proper market ko time dain aur market ko time dene ke bad hi forex trading mein kam Karen Ta k aap acche se accha profit Kama sake.
    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12434356
    • #3 Collapse

      Re: What is Order Block in Forex Trading?

      Introductions of Block order in forex


      Assalamu alaikum my dear forex members I hope up sab khairiyat se honge aur achcha profit hasil kar rahi honge main aapko batana chahunga ki block order kya hote hain kyunki forex trading mein Kai kism ke order hote hain theek hai block order ko samajhne ke liye aapko bahut jyada acche knowledge aur experience kaise jarurat Hoti hai kyunki jitna achcha knowledge ya experience hamara hota hai usse benefit hasil ho sakte hain kyunki jitne jyada aapke pass experience knowledge ya FIR aapke pass skills honge to utna hi jyada aap ismein se achcha profit gen kar sakte hain to aaj ki topic mein main aapko batana Chahta Hun ki aapane order block ko kis Tarah find out karna hai kis Tarah ke identification kahati hai ya FIR aap isko kis Tarah samajh sakte hain ya isko kis Tarah varg mein lakar achcha profit hasil kar sakte hain ya aapane isko samajh ke Kitna jyada profit again kar sakte hain to chalte Hain Aage ki taraf




      Explaining of Block order


      Assalamu alaikum my dear forex members order block se Murad Kisi Bank ya Kisi bade institution ki taraf se collect order hote hain yah bade Bank sirf order bye ya sel Nahin karte Bal ke kisi ek bade signal order ko khatm karne ya band karne ke liye market se maximum profit gen karne ke liye use Kiya jata hai aur yah all prices blocking order khelte Hain isase matlab yah hota hai ki jitne bhi bade bade institution hote hain ya jitne bhi bade bade market hote hain ya jitne bhi bade institution ya Bank sote Hain vah ine tamam order ya prices ko block kar chuke hote hain ab ek trading mein ya FIR Kisi bhi candlestick pattern mein jab market mein trading chal rahi hoti hai to use time hamara sabse jyada jo bada focus hona chahie vah is block order ko find Karne ka hona chahie bhai is order mein jitna jyada aap achcha profit hasil kar sakte hain na aur kisi bhi pattern mein aap hasil nahin kar sakte kyunki yah order aapko Kaun Deta ha bank se deti hai businessman log hote hain institution log ismein involve hote Hain Jo bade businessman hote hain theek hai is block order ko aasani ke sath easy ke sath aap identify kabhi Nahin kar sakte isko identify karne ke liye aapke pass achcha experience ya usse jyada achcha knowledge hona chahie aur ismein ham ek technical tour ki madad se inko aasani se find out kar sakte hain ab main aapko batata hun ki aap ismein kis Tarah block order ko find kar sakte hain





      Analysis of order blocks


      My dear friends jaisa ki pahle byan Kiya ja chuka hai ke order block se Murad sticking order hote Hain Jo market mein isliye hamen pahle sticking orders ko chat mein technical identifying Karni Hoti hai technical identify mein range market structure jaisa ki price movement Karti hai to horizontal block ki surat mein to uski accumulation order ka area samjha jata hai aur Yahan waves ki form mein accumulate Karti Hain aur block ko jab tutana hota hai ya FIR usko Tod dete Hain price range banti hain aur Yahan impulse waves ka imbalance aur price kya institutional traders aur hai aur bank se ki madad se banti Hain isko dekhte hain block order hota hai jisko bank se institution block kar chuke hote Hain ya institution ki marketing ko samajhna hota hai



      Types of Block order



      Dear friends block order ke aage Muslim kism bhi types hai jinki tadad do hai ek hota hai police block movement hota hai Barish block order ki taraf movement hota hai again ki Ham explain karte Hain ki yah kis Tarah work karte hain market mein aur kis Tarah aapko signal milte Hain ya kis Tarah isko analysis Kar ke trade Laga sakte hain



      Bullish Block Order



      My dear friends bulish order block se Murad hai ke Jo ke kisi ki rangeen market sector ya block ko break karne ke bad banti hain aur yah formation jo hoti hai usko Ham bullish order block ke naam dete Hain aur kya price order block Jon ki taraf pahunchti hai to use waqt Ham Apne buyers ke order ke sath institution ke sath trading kar sakte hain aur is Tarah Ham market se achcha profit hasil kar sakte hain ismein Jo market ke movement Hoti hai vah upward ki taraf Hoti hai jiske candles ka colors green ya FIR white hota hai jismein Ham trading lagakar Bank ka signal lagakar achcha profit sel kar sakte hain ismein aapko stop last ya stop profit lagana lajmi chahie kyunki aap jitna jyada apni market mein trading ko safe rakhne ke liye jitna jyada tools istemal karenge utna hi jyada aapke liye achcha hoga





      Bearish Block order



      best block order woh hota hai jo niche ki taraf market ko dont want karta hai jo impulse wave price range ya block ko break Karti Hain use waqt is order block banta hai aur is waqt hamen sel order ke lagana chahie Jo market mein Barish order block join ko find out kar sakte hain aur jab price dobara ismein pahunchti hai use waqt market se hamen achcha profit hasil ho sakta hai kyunki yah market Don isliye hamen ismein sel ka signal lagana chahie jab Ham sel ka signal lagenge to ismein si baat hai market mein niche hi Jana hota hai to jab aap isko find out kar lenge to uske bad aapane sel ka sine laga dena sel ke signal lagane ke bad aapane stop Las ka istemal karne ke bad aapane achcha profit hasil kar lena ismein se isliye bhai ine chijon ko samajhne ke liye jitna hi jyada learning karo achcha profit achcha Paisa banaa sakte hain
      • #4 Collapse

        What is an order block?

        Dear friends Forex trading my order block se Murad Kisi Bank ke ya institution ki taraf se collect orders hote Hain yah bade Bank sirf order bye ya sel Nahin karte balki Kisi Ek bade single order ko cancel karne ya block karne ke liye aur market se maximum profit potential hasil karne ke liye istemal kiye jaate Hain aur yah tamam pieces blocking orders kahlate Hain.

        Ex trading business mein hamara focus order blocks ko find karna hota hai Kisi bhi candlestick pattern ya chart mein aur use for trading Karke tamam bade institutions or banks ki madad se achcha profit Le sakte hain ine order ya block orders ko find karna aasan Kam Nahin hota Lekin Ham technical tools ki madad se aur confluences ki madad se inko aasani se find out kar sakte hain.
        Click image for larger version  Name:	download (5).jpeg Views:	24 Size:	5.4 KB ID:	12573108
        How to find order blocks?

        Dear friend jaisa ke pahle byan Kiya ja chuka hai ki order block se Murad stacking orders hota hai market mein isiliye hamen pahle stacking orders ko chart mein technically identify karna hota hai technical analysis mein range market structure jaise price movement Karti hai horizontal blogs ki surat mein to usko accumulation order ka area kaha jata hai aur yah waves ki form mein accumulate karti hai aur blocks ko jab break Karti hai to price range banti hai aur yah impulsive waves Yes ke imbalance aur price a Yes ke institutional traders aur bade banks ki madad se banti hai usko dikhati hai.

        Types of order blocks:

        Dear friends are block ko two types me categorize Kiya jata hai business activities ki base for.

        Bullish order blockBear command block

        Bullish Block Order:

        Dear friends bull order block se Murad impulsive waves hoti hai jo ki Kisi bhi rangeen market structure ya blocks ko break karne ke bad banti Hain aur yah formation jo hoti hai usko Ham bull order block ka naam dete Hain. Aur jab price order block zone ki taraf pahunchti hai to use waqt Ham Apne boy ke orders ke sath institutions ke sath trading kar sakte hain aur Is Tarah Ham market se achcha profit hasil kar sakte hain.

        Bearish Order Block:

        Dear friends jab market mein impulsive waves price range or block ko break Karti Hain use waqt bear is order block banta hai use waqt Ham sel orders ke jarie market mein bearish order block Jon ko find out kar sakti hain aur jab price dobara is on mein pahunchti hai use waqt market se hamen achcha profit hasil ho sakta hai.

        How to draw an order block zone:

        Dear friends forex market mein order block zone ko draw karne ke liye in steps ko follow karna jaruri hota hai.

        1: sabse pahle order block ko draw karne ke liye chart price range ya price block ko identify karna hota hai.2: in the next step the highest point or the lowest point of the price range ko mark karna hota hai.3: third last step mein high and low horizontal zone block zone ki meeting lines ko find out karna hota hai. Yah order block zone ki Tarah kam karta hai.

        Trading with order blocks:

        Dear friend jaisa ki Ham pahle Sikh chuke hain ki order block area big institution aur banks ki beware hote Hain aur institutional traders in zones ko apni orders ke liye istemal karte Hain isiliye hamen ine areas ko find out karna hota hai aur FIR uske bad jab dobara future mein price ine Jon mein dakhil Hoti hai to Ham use for trading kar sakti hain.

        Purchase order:

        Dear friends jab jab police order block zone charts na banta hai to vahan na ham Apne waiting for order limits place kar sakte hain aur vah ham Jon se chandpes above place karte hain stop loss ko bhi Zone area se Chand tips below set Kiya ja sakta hai aur Is Tarah market se achcha profit hasil ho sakta hai.

        Sales order:

        Friends chat beer order block zone chart na banta hai use waqt pending order sell limit mein set Karke market se achcha profit Le sakte hain sel limit order ko few tips below zone or stop loss ko above zone place Karke market mein acchi benefits hasil kiye ja sakte hain lekin uske sath yah chij mind mein rakhne ki jarurat hoti hai ki koi bhi simple method se apna order open karke aap yah Nahin kah sakte ki aapane Kisi business strategy ko follow Kiya hai koi bhi business strategy management bahut sare technical tours list aur business psychology per dependent karti hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Forex Trading Mein Order Block Kya Hai?


          Forex trading ki duniya mein, order block aik ahem aur maqbool concept hai jo traders ko price movements ko samajhnay aur unki madad se behtar decisions lenay mein madad deta hai. Order blocks aik tara se large institutional orders hotay hain jo market mein price action ko affect karte hain. Is concept ko samajhna zaroori hai, kyon ke ye traders ko market ke bare mein insights faraham karta hai. Is article mein hum Forex trading mein order block ke bare mein tafseel se baat karenge.
          1. Order Block Ka Basic Concept


          Forex market mein, order block woh jagah hoti hai jahan large financial institutions, jaise ke banks aur hedge funds, apne large buy ya sell orders place karte hain. In blocks ka asar market ke overall trend aur price movement par hota hai. Jab aik bara order market mein aata hai, to price ko rokne ya push karne ka sabab ban sakta hai. Yehi wajah hai ke order blocks ko samajhna important hai, kyon ke ye price ke reversal ya continuation points ko dikhate hain.

          Aam taur par, jab aik institution buy ya sell order place karta hai, to us order ko aik hi waqt mein complete karna mushkil hota hai. Isliye, institutions apne orders ko chhoti chhoti qisthon mein market mein inject karte hain, jisse price par impact kam hota hai. Order blocks is strategy ka aik hissa hain jo institutions ke tactics ko reflect karte hain.
          2. Order Block Ko Identify Karna


          Order block ko identify karna thoda mushkil ho sakta hai agar aap beginner hain, lekin technical analysis aur price action ke indicators ka use kar ke aap inhein pehchan saktay hain. Aik order block tab banta hai jab market mein kisi khas level par price repeatedly react kare.

          Order blocks aksar charts par un zones mein nazar aatay hain jahan price ikathay ho jata hai aur phir wahan se move karta hai. Yeh zones buying ya selling ke liye important areas hote hain, jahan institutions apne large orders place karte hain. Jab price aik order block zone mein aata hai, to aksar consolidation phase hoti hai, jahan price chhote range mein move karta hai aur phir ek strong breakout ya breakdown hota hai.
          3. Order Block Aur Support/Resistance Ka Talluq


          Order blocks ko samajhnay ke liye support aur resistance ke concept ko samajhna bhi zaroori hai. Aam taur par, order blocks support aur resistance levels ke qareeb hi nazar aatay hain. Agar order block aik support level ke qareeb hota hai, to iska matlab ye hai ke large buy orders place kiye gaye hain. Iske baraks, agar order block resistance ke qareeb ho, to large sell orders wahan position mein hotay hain.

          Jab price aik order block ke andar hota hai, to market mein buyers aur sellers ke darmiyan competition barh jata hai. Is waqt institutions apne large orders ko utilize karte hain, jisse price action par asar hota hai. Jab price support ya resistance ko torhta hai, to ye institutions ke order blocks ki wajah se hota hai, aur is break ke baad price move ki direction ka pata chalta hai.
          4. Order Blocks Ko Trading Strategy Mein Shaamil Karna


          Order blocks ko apni trading strategy mein shaamil karna ek effective tareeqa ho sakta hai. Iske liye, aapko sab se pehle yeh samajhna hoga ke kis jagah per institutions apne orders place kar rahe hain. Aksar institutions apne orders ko is tarah se place karte hain ke unka price movement par zyada asar na ho, lekin price wahan se move zaroor karta hai.

          Jab aap charts dekh rahe hon, to order blocks ko pehchan kar apne entry aur exit points ko plan karna trading ke liye faydemand ho sakta hai. Order blocks ke zones mein trade karna aapko better risk-reward ratio de sakta hai. Aap stop loss aur take profit levels ko order blocks ke hisaab se adjust kar sakte hain, kyun ke ye levels aksar significant price movements ka sabab bante hain.
          5. Order Block Ki Types: Bullish Aur Bearish


          Forex trading mein, order blocks ki do basic types hoti hain: bullish order blocks aur bearish order blocks.
          • Bullish Order Block: Ye tab banta hai jab large buy orders kisi lower price level par place kiye jate hain, aur price us level se upward move karta hai. Aksar bullish order blocks ke baad market mein strong upward trend aata hai. Traders is block ko buy signal ke tor par use karte hain.
          • Bearish Order Block: Ye tab banta hai jab large sell orders kisi higher price level par place kiye jate hain, aur price us level se downward move karta hai. Is block ke baad market mein downward trend hota hai, jo sell signal ko indicate karta hai.

          6. Order Block Ke Benefits Aur Challenges


          Order blocks ka sab se bara faida yeh hai ke yeh traders ko precise entry aur exit points faraham karte hain. Jab aap order blocks ko samajh kar trade karte hain, to aapko market ke institutions ke actions ke bare mein insight milti hai, jo ke aam retail traders ke liye mushkil hoti hai. Order blocks ka use karke aap apne trades ko ziada confidently place kar sakte hain.

          Lekin challenges bhi hain. Sab se bara challenge yeh hai ke institutions ke large orders ko accurately track karna mushkil hota hai, aur aap kabhi bhi 100% sure nahi ho sakte ke price kahan tak move karega. Market conditions bhi har waqt change hoti rehti hain, aur agar aapne galat analysis kiya to loss ka imkaan barh jata hai. Is liye, order blocks ko trading plan ka ek hissa banana chahiye, lekin risk management strategies ka bhi zaroori hissa hona chahiye.
          Conclusion


          Order blocks Forex trading mein aik ahem role ada karte hain, aur inhein samajhna aur effectively use karna aapko market mein competitive edge de sakta hai. Yeh large institutional trades ko track karte hue aapko market ke bare mein valuable insights de sakte hain. Lekin, jaise ke trading ke har tareeqe mein hota hai, yeh zaroori hai ke aap apni analysis aur risk management ko achhi tarah implement karain taake maximum profit aur minimum loss ko ensure kiya ja sake.

          اب آن لائن

          Working...
          X