Stochastic

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stochastic
    Stochastic Oscillator Strategy

    *ASALAM O ALAIKUM* members,
    Stochastic indicator aik bahut asan indicator hai ap easily is ko use ker sakty hein yeh bahut he asan indicator hota hai es mein ap thora sa profit ly ker market se out ho jayn agar zyda time rhy gy tu ap ko loss bhi ho sakta hai es liay hume yahan sab se pehly knowledge hasil kena chahy. Stochastic aik bhut asan indicator hai ap easily iss ko used kr skty hain, iss mai 2 lines hotin hain upper wali line 80 ka level or nechy wali line 20 ka level mai hoti hai Iss indicator mai 2 lines hoti ha aik green line or dosri Red line,jab green or red line touch kren gi 20 ky level ko tu us ky bad market jesy he upper ka rukh kry gi yani green line red line ko 20 ky level sy cross kry gi tu hum ny buy lagani hai yani jab green line upper ka rukh krny lagy or ussi trha jab 80 ky level per jhun hi red line green line ko 80 ky level per cross krny ky bad nechy ka rukh kry gi tu hum ny Sell lagani hai bhut hi asan indicator hai app easily use kr skty hain.
    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	19
Size:	45.2 کلوبائٹ
ID:	12573024
    Explanation

    Stochastic oscillator hamy batata hai k es sy hamy ye b pata chalta hai k market current phase ma kis jaga lie kar rahi ha jb market buy mai jati hai to eski value up jati ha to es ki value 100 ki taraf jana start ho jati hai similarly chart main b up ward move show karti ha es sy ham andaza kar saktyn hain k market es time buy ma kis jaga hai or ye further kitna up ja sakti ha jb market down ana start hoti ha to stochastic oscillator ki mathematical value down hona start ho jati hai or screen main es ki diagram b drift show karti hai ye ik bhot popular trading tool hai or es ki help sy ham apni trade ko place karty hain some time jb market ik khas level tak down ati ha to ye down movement show karta ha but phr kuch dair bad ye up ward jana start ho jata ha or apna pattern pora ni karta. jb ye apny upward ye down ward highest level par hota ha to buy ki line sell ki line diagram ma ik dosray ko cut karti ha jis sy zahir ho jata ha k market ka trend change hony wala ha or ye next trend ma dakhil hony lagi hai.

    How reliable is stochastic oscillator?

    Stochastic oscillator trading mein hamare liye kafi madad gar sabit hota hai. Ham base indicator ko istemal karke trading ke bahut hi ache analysis kar sakte hain isliye hamen aisi indicator ko zarur istemal karna chahie aur is se fayda uthane ki koshish karni chahie. jab ham es indicator ko istemal karenge to hamen market se kafi acha fayda milega isliye hamen syndicated aur istemal karna chahie aur se fayda uthane ki koshish karni chahie hamen chahie ke ham is indicator ke bare mein zarur maloomat hasil Karen taki ham is indicator ko theek tarike se istemal kar saky. jab hamare pass achi mein baat hogi to tab hi ham is indicator ko theek kaise istemal kar sakenge warna ham kabhi bhi syndicator ko battery kaise istemal nahin kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12573023

اب آن لائن

Working...
X