Dear friend, forex ma hum different currency pairs par trading kartay hain, kisi country ki currency ko represent karny kay liay ISO codes ko use kiya jata hai. Iso currency ko represent karny kay liay country name kay third alphabets use karta ha, har mulk ki currency k liay International Standard Organization na kuch code fix kar diay hain jo all over the world use hotay hain, jaisay United States Dollar k liay USD fix code ha,
Details of ISO Codes:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221202_1227_58_8082.jpg
Views: 1
Size: 30.9 کلوبائٹ
ID: 12572934](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12572934&d=1669966136)
International Organization for Standardization established in 1978 yah aik aisi organisation hai jo different ISO codes banati hai aur different currency say related apko shortcut qodes provide karti ha, forex ma currency par trading karnay kay liay hmain in codes sa aware hona chaiay, har currency value ka aik rate hota ha jis ka tanasub dusri currencies k sath kar k international market ma trading ki jati ha, Ye codes small or large organizations k lae b helpful hoty hain kiu k ye pori dunya ma recognize kaye jaty hain, is liay trader kay liay bhi inko samajna zaruri hai. Ye standard choose karny sy trader ko ik satisfaction hoti hai k wo jis currency par trade karna chahta hai wo ye he hai.
Uses of ISO currency codes:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221202_1227_58_7051.jpg
Views: 1
Size: 25.0 کلوبائٹ
ID: 12572935](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12572935&d=1669966156)
ISO currency codes kay zariay he ham currency pair main dono mumalik kay names aur unki currencies ka asani say pata laga sakty ha, jaisay GBPUSD kay currency pair main GBP code grand british pound (sterling) ko show kar rahay hay jo keh base currency kehlati hay, jab ham kisi bhi country ky related fundamental analysis kerty hain tou same analysis achi terha kerny kay baad jab ham trade kay liay kisi aur currency pair ko select ker laitay hain to hamain loss ho jata hai kyun ky forex market main tou same country ka name bhi nehi hota aur na hi currency ka pura name show ho raha hota hai kay ham asani sy samajh sakain
Benefits of using ISO Currency Codes:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221202_1227_58_5990.jpg
Views: 1
Size: 24.0 کلوبائٹ
ID: 12572936](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12572936&d=1669966193)
hmain in currency code ka pata nhi ho ga to hmain trading ma difficulties hon gi, is liay hmain forex trading ma kamyabi k liay different countries k international codes aur un k daily k rates ka pata hona chaiay, Ye standard choose karny sy trader ko ik satisfaction hoti hai k wo jis currency par trade karna chahta hai wo ye he hai. Agr ye standard na hoty or market ma ik currency ko different names sy show kiya jata to trader k lae bhot mushkil ho jata k wo trade kesy open kary or kis pair ya currency ko choose kary. So agr ye kaha jae k en iso standards ny hamari life or trading easy bana di hai to galat na ho ga kiu k es sy ham bhot sari complications sy bach gae hai.
Details of ISO Codes:
International Organization for Standardization established in 1978 yah aik aisi organisation hai jo different ISO codes banati hai aur different currency say related apko shortcut qodes provide karti ha, forex ma currency par trading karnay kay liay hmain in codes sa aware hona chaiay, har currency value ka aik rate hota ha jis ka tanasub dusri currencies k sath kar k international market ma trading ki jati ha, Ye codes small or large organizations k lae b helpful hoty hain kiu k ye pori dunya ma recognize kaye jaty hain, is liay trader kay liay bhi inko samajna zaruri hai. Ye standard choose karny sy trader ko ik satisfaction hoti hai k wo jis currency par trade karna chahta hai wo ye he hai.
Uses of ISO currency codes:
ISO currency codes kay zariay he ham currency pair main dono mumalik kay names aur unki currencies ka asani say pata laga sakty ha, jaisay GBPUSD kay currency pair main GBP code grand british pound (sterling) ko show kar rahay hay jo keh base currency kehlati hay, jab ham kisi bhi country ky related fundamental analysis kerty hain tou same analysis achi terha kerny kay baad jab ham trade kay liay kisi aur currency pair ko select ker laitay hain to hamain loss ho jata hai kyun ky forex market main tou same country ka name bhi nehi hota aur na hi currency ka pura name show ho raha hota hai kay ham asani sy samajh sakain
Benefits of using ISO Currency Codes:
hmain in currency code ka pata nhi ho ga to hmain trading ma difficulties hon gi, is liay hmain forex trading ma kamyabi k liay different countries k international codes aur un k daily k rates ka pata hona chaiay, Ye standard choose karny sy trader ko ik satisfaction hoti hai k wo jis currency par trade karna chahta hai wo ye he hai. Agr ye standard na hoty or market ma ik currency ko different names sy show kiya jata to trader k lae bhot mushkil ho jata k wo trade kesy open kary or kis pair ya currency ko choose kary. So agr ye kaha jae k en iso standards ny hamari life or trading easy bana di hai to galat na ho ga kiu k es sy ham bhot sari complications sy bach gae hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим