Detail of Successful Continuation Pattern in Forrex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detail of Successful Continuation Pattern in Forrex
    What is Continuation Pattern In Forex

    Forex market main trade kerny ky liay different patterns available hain jin main sy kuch temporary hoty hain aur kuch continuation patterns hain ky jab bhi same pattern create ho raha ho tou her dafa market aik hi terha ki movement kerti hai agar market aik hi trend main movement ker rehi ho tou jo pattern create ho raha hota hai usko continuation pattern kehty hain ky agar market uptrend main continue movement ker rehi hai tou same movement per different patterns create ho rehy hoty hai jabky continue down trend main market ki movement per bhi different chart patterns create ho rehy hoty hain tou aesy tamam pattern jo market ki aik hi trend main create hoty hain ky unko continuation patterns kehty hain aesy hi kuch patterns ko following paras main detail main discuss kerty hain

    Click image for larger version

Name:	patterns.jpg
Views:	18
Size:	58.2 کلوبائٹ
ID:	12572751

    Detail of Wedges Patterns

    Wedges pattern main two converging trend lines ko draw kia jata hai jab dono trend lines aik hi direction main move ker rehy hoty hai tou aik terha ka wedge create hota hai jo wedge downward create hota hai usko falling wedge kehty hain aur jo uptrend main moving market ko intrupt kerta hai aur same time per market apna trend change ker ky downward trend main movement kerna shoru ker deti hai tou same time per market main sell ki trade enter kerny per profit hasil kia ja sakta hai aur jo wedge upward create hota hai usko rising wedge kehty hain jo market ki downtrend main movement ko intrupt kerta hai aur same time per market apna trend change ker ky upward movement shoru ker deti hai tou aesy time per buy main trade open kerny per acha profit hasil kia ja sakta hai so hamain same pattern ko follow kerty huey trade continue kerni chahiay

    Click image for larger version

Name:	wdge.png
Views:	29
Size:	102.8 کلوبائٹ
ID:	12572752

    Detail of Pennants Patterns

    Pennants bhi wedge patterns sy milta julta pattern hai jis main two trend lines ky sath draw kia jata hai jo end per aik point per converge ho jati hain pennants ki aik characteristic yeah hai ky trend lines both directions main move kerti hain jesy aik downside sy trend line aur aik upper side sy trend line to dono aik point per ponch ker converge ho jati hain jab pennants pattern complete hony wala hota hai tou price volume decrease hona shoru ho jata hai jab pennants pattern complete ho jata hai tou usky bahd price breakout hota hai aur price increase hona shoru ho jati hai tou same time per jab pennant pattern create ho chuka ho tou hamain market main buy main trade open ker ky continue ker leni chahiay ky jab pennant pattern complete hota hai tou market price main increase wali side per breakout confirm hota hai tab ham buy main trade enter ker ky bahot achi earning ker sakty hain lehaza hamain pennant pattern ko follow kerna chahiay

    Click image for larger version

Name:	pennantspatterns.jpg
Views:	10
Size:	30.2 کلوبائٹ
ID:	12572753

    Detail of Flags Patterns

    Easy and best pattern jis sy ham bahot achi earning ker sakty hain flage pattern two parallel trend line ko use kerty huey construct hota hai jo horizontal bhi ho sakta hai upward slope bhi ho sakta hai aur downward slope bhi jo aik flage ki shape create ker raha hota hai aesa flage jis ka upward slope show kerta hai ky downtrend main ab pause aa chuka hai isi terha aesa flage jo downward bias hota hai woh market ky uptrend main pause ko show kerta hai flage pattern price declining sy create hota jo price breakout ka sabab banta hai tou same time per hamain aesi strategy apply kerni chahiay ky jis direction main bhi market breakout kery tou hamain same time per trade open hony per acha profit hasil ho jaey so continuation patterns main flage pattern bahot important pattern hai jis per successful trade ki ja sakti hai

    Click image for larger version

Name:	Flag.gif
Views:	24
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12572754
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Detail of Successful Continuation Pattern in Forrex

    INTRDUCTION OF SUCESSFULL CONTINUATION PATTERN

    Dear forex friends.Forex forum markeet ko samajhne ke liye is main mukhtalif kism k continuation chart partners ki help li bhati hy aur differnent types k patterns hoty hai jin par ap trade karty hain aur Pakistan forex forum main tou sirf aik hi chart discuss hota hai aur wohi ziada tar members trading main bhi use kerty hain aur analysis ky liay bhi best chart sirf pattern hi hai ky different candles ko read kerna aur next candle ki prediction kerna bahot easy lagta hai baqi bar chart ya line chart ko tou forex trading main shyed hi koi use kerta ho forex main 3 qisma k chart use hoty hain jis main hum market ki situation ko find out karty hain or market main trend ko dekht hain jis k sath hum candlistick chart main har weak ki palning kar skty hain or chek kar skty hain or apni trading ko planning k according kar skty hain jis sy yah faida hota hai k hamari trading main risk ka factor minimize ho jata hai thanks alot
    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12434185

    CLASSIFICATION OF SUCESSFULL CONTINUATION PATTERN:-

    Friends,continuation chart pettren ki candlestick pattern mein ek apni importance hoti hai hai aur yah hamari trading ke liye bahut hi perfect chart pattern hota hai hai aur ham isase bahut achcha faida utha sakte hain kyun ki maarpeet mein bahut se log sirf aur sirf "SI" patton per kam kar rahe hote hain aur ham spectrin ko flag pattern bhi kahate Hain kyunki yah pattern market mein hamen bahut acche breakout aur breakdown per trading karwata hai aur is pattern ki through hamari trading kamyab ho sakti hai kyunki yah patron market mein bahut hi perfect signal deta hai aur iski signal per ham trading Karke market mein bahut achcha munafa Kama sakte hain.market jab apna ek trend complete kar chuki hoti hai aur job market apni movement ko complete kar leti hai to fir vah kuchh time ke liye sabko aur taiyar resistenci karti hai aur zigzag ki shape mein movement Karti rahti hai aur fir se market name ek breakout hota hai aur is patron ko ham continuation pattern kahate Hain Jaise hi breakout hota hai to vahan se hamen bahut acchi entry mil jaati hai aur vahan per ham bahut hi acchi trade le sakte hain aur markt mein kamyab trading kar sakte hain.Continuation pattern market mein lagatar chalne wala patron hota hai jab ek market ka trend chal raha hota hai to use waqt yah patron hamen bahut hi faidamand hota hai isliye iske mutaliq hamen maloom mat Hona chahie tabhi ham isko theek tarike se istemal kar sakte hain aur is se fayda utha sakte hain is pattern ko analyse karna itna mushkil Nahin hota hai isko analyse karne ke liye hamen trendline ki zaroorat hoti hai aur agar ham theak tarike se trendline poudre kar lety hain to phir ham bahut hi acchi tarike se breakout ki confirmation kar sakte hain. Market mein aise pattern hamare liye bahut acchy entry-point rakhte Hain aur hamen inke bare mein maloomat Ka Hona bahut zaroori hai ta ki ham in se faida utha sake aur Market se Accha munafa Kama sakte jab bhi yeh petran market mein bante Hain to hamein inke analysis karna bahut zarori hote Hain..
    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	11
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12434186
    ADVICE

    Dear fellows Forex mein achi trading ke liye hamare liye market mein chart ke method ko samajhna bahut hi zaruri hai is liye forex trading se pahly hamien market ko achi tarah samajyena chahie aur market mein chaart ki support our resistance ke bare mein bhi hamin information hona chahie aur forex main chart ki achi information bhi hamare pass honi chahie forex mein hamen Koshish karna chahie ke forex mein ham ache analysis ki madad se trading kar sake aur forex mein achi trading ke liye market ke trend ko follow karna bhi hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex mein achi trading ke liye market ka acha knowledge bhi hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex main market ka fundamental aur technical analysis karna chahie aur is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein chart main hamein candlesticks ko bhi samajhna chahiey aur market mein candlesticks mein up our down values ko bhi samajhna chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum aik kamyab trader bhi ban sakte hain aur forex mein achi trading ke liye hamen trading mein different indicators ko bhi use karna chahie kyun ki forex mein kuch indicators hamari trading ke liye bahut hi achy hote hain jis ki help sy forex main hum achi trading kar sakte hain aur jald hi kamyab ho sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain. good bye friends.
    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	1
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12434188

    اب آن لائن

    Working...
    X