Use of Parabolic Stop And Reverse Indicator.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use of Parabolic Stop And Reverse Indicator.
    Assalamu Alaikum dear friend Umeed Karti Hoon kya aap sab khairiyat se Honge aur trading Mein profitable trading kar rahe Honge Jab aap forex market mein Apni working ko best banana Chahte Hain To ismein aapko different indicators available hote hain indicators ki help se aap is market Mein Achcha profit banaa sakte hain indicator Hamare liye bahut jyada hai helpfull Hote Hain Magar Inko acche tarike se use Karke aap trading Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aaj main aapko bahut hi important information share karungi jo aapki trading ko Achcha profit de sakti hai to Mera topic hai parabolic SAR indicator kai hai.

    Parabolic SAR Indicator:

    Dear friend forex market Mein parabolic SAR indicators ka shumar legging indicators Mein Hota Hai jis mein price ki movement Mein Rado Badal ki Nishan Dahi ko chart per dots ya points banata Hua Karta Hai yah indicators men candlestick chart per zahir hota hai yani dusre indicator Jaise RSI ya MACD indicators Ki Tarah apne liye separate window open nahin karta hai Jab Bhi price down ki taraf Jaati Hai To parabolic indicators ki dots ki movement bhi down ki taraf Ho Jaati Hai price ka upward jaane se parabolic SAR indicators ki dots ki movement bhi down ki taraf Ho Jati Hai price ka upward jaane se bhi move Karta Hai Kyunki market Mein price ya to upward jaati hai aur downward Tujhe indicators bhi Usi ke liye hi Banaya Gaya Hai price ke upward ya downward movement Ki Nishani Karen side mein market Mein is indicators ka use kam ho jata hai yah traders use time Parabolic SAR pay trading se avoid Karte Hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-30T102835.328.png
Views:	19
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12572487

    Trading With Parabolic SAR Indicator:

    Dear friend forex market mein parabolic SAR indicators Ki Tarah price chart action ka use Karta Hai yani market Mein price ke up down hone per information Deta Hai parabolic indicators per trading karna yeh ya traders ko is indicators ka samajhna bahot zyada hota hai yah indicators baki sab indicators ki nisbat entry exit trailing stop etc ke liye sab se simple indicators hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-30T102843.250.png
Views:	1
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12572488

    Buy Entry in Trading:

    Dear friend Jab Bhi chart pe price parabola indicator se above Ho yani indicators ke dots price ya candle ke lower side pe ho to bullish trend ki alamat Hoti Hai Is vajah Se Hamen is position per Buy Ki entry Karni chahie..

    Sell Entry in Trading:

    Dear friend jab ap kaam karte hain to Jab Bhi price per Bole se bilo straight kar rahi ho jaini indicators ke dots price Ke above Ho To Hamen is point mein Sel ki entry Karni chahie..

    Stop Loss in Trading:

    Dear friend forex market Mein Jab aap parabolic indicators ko use karte hain to ismein stop last ya s a training Star Plus ke option ke Tower per bhi use kar sakta hai Jab Bhi price trend Mein Aage move kar rahi ho to indicators Mein stop loss ko bhi Uske mutabik shift karte jaen.

    Exit Trade:

    Dear friend jab aap parabolic SAR indicators market ke Trend ke mutabik dots ki condition Mein move Karta Hai Jab Bhi Ek trend reversal hota hai to is point per indicators bhi use Dart chart ke mutabik shift Karta Hai To Aise indicators per aap exact entry tab kar sakte hain Jab aap market trend Mein Aage move kar rahi ho to indicators Mein stop loss ko bhi Uske mutabik shift karte hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-30T102827.927.png
Views:	10
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12572489

اب آن لائن

Working...
X