graduate persons k lie forex trading as their career

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    mere khyal se basic english smjna ana chai aur baqi insan ko kuch nai chai trading krne k lie. knoweldge aur experience time k sath a jata hai. forex mein as a self trader career hai usk lie at least 5 saal ki mehnat chai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      yes forex to sub k lya sonay ka ek parinda ha aur ya sub ko jo hard work karna janty hain aur manati hon welcome kahta ha magr khas kar jo log graduate hain forex un k lya bahot hi khas ha. parhay likay admi k lya samajna aur us pa implement karna bahot hi asan hota ha.
      • #918 Collapse

        jee hain pakistan mein job available bht kam hain student education hasil kar rahay hain pr job he nahi forex trading unko ghr bethay bussiness dy rha hai ta ky wo earning start kr sakein or apni education zaya na karein
        • #919 Collapse

          graduate person k liye forex ka kaam bohat easy ho jata hai bus thori c mehnat or regulalrty se hum bohat kuch earn kr sakty hain so aap ko ic pr zaroror kaam kerna chahye ta k aap earn kro
          • #920 Collapse

            jee bilkul sahe baat hy bohat he kam loag hotay hn jis ke graduation puri hotay he job lag jati hy us kay lya best hy kay wo forex trading kran or apna or apni family ka kharcha nikal lan after job bhe continue rakhan
            • #921 Collapse

              its good for undergraduate students too to taa k wo apny daily akhrajaat is earning se pury kr skein aur unky parents pr burden na pary aur usky elawa jobless community kliye tou bht zabrdst cheez hy. apply krny ka bhi koi masla nhe hy.
               
              • #922 Collapse

                Forex trading business as a career bohat hi best hai or graduation peoples k liye Forex trading business bilkul right hai woh is se apna career bana sakte hain means Forex trading business aik khud complete field hai is mein earning bohat hai or future is se bohat wonderful ban sakta hai.
                • #923 Collapse

                  han han han han han dost ap na boat achaw sawal kia ha aur ma pa ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik acha bussiness ha aur ap is ma zada sa zada earning kr sakty ho aur ya aik asa bussiness ha jis ma graduated log b kam kr sakty hain aur life ko better bana sakty hain,,,,,,,,,,,,
                  • #924 Collapse

                    i am agree to you k jo person jobless hai un ko chahiye k is market main apnay aap ko introduced karwain or is say is main earning kar k apni job ka masla hal kar lain or is main profit gain kar saktay hain
                    • #925 Collapse

                      dear mere khiyal main gradutes logon kiliye forex koi asan nhi hai is main chahey koi msc ki hai ya koi digree hasil ki hoi hai usey bhi kam iz kam 6 months lag jatey hain forex seekhney main
                      • #926 Collapse

                        wo graduate people jin k pass job nahain hai and wo apnain liyeh income earn earnkera chahtay hain to unain chahiyeh forex trading join kerayain.
                        • #927 Collapse

                          Ye business jobless k liye h or part time job ki khuwaish rkhne walo k liye b h
                          • #928 Collapse

                            g haan g bilkul graduate persons k liye tuu forex boht best hai graduate logn k liye ye aik boht achi opportunity hai oor iss ko graduate logoon zaroor join karen ,, ye world ka best business hai iss sey hmyn kafi faida hiota hai ooor kafi knowledge milta hai....
                            • #929 Collapse

                              g bilkul sai kah rahe hain ye sirf graduate logo k leye nai bakle matric or inter k level k log b iss sy fidah utha sakte hain or main to kahta hn wo log jo under matric hain wo b iss main shamil ho jahian ...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                Bhai jan ap theek kh rhay hai lakin mere khyal say forex trading seekhnay k liye hmay kisi trha ki degree required nhi hoti or na hi kisi trha ki agr restriction hoti hai kisi b age mai trading ki ja skti hai.forex trading 1 art hai or forex market mai trading krnay k liye trading say related proper learning or knowledge ka hona bohat zroori hai.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X