forex trading me apni mistakes ko repeat krne wala bohat bra bewakof ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    g bilkul aysa he hai.. wo kahte hain na insan apni gakti say sikhta hai pr wohe galti bar abr ki jaye to hum us insan ko bewafoof he kahe ga na..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      mrerey bhai ye aika ch aa kaam eh aur ye aika ch aa kaam he ar ye aika ch aakaa mhe aur yeaikfaidey walala kaam he aur ye aika c akaam heaur aach aakaa m he a
      • #963 Collapse

        haan is baat say to mein bilkul mutasir hun kay jo apnay kaha mistake kay baray mein wo bilkul theek hay kiun kay forex aek aesa buisness hay jahan galti ki bilkul bhi gunjaish nahi ha or yaha ap galti kar bhi rahay ho wo bhi ye janay kay baad kay ye galti hay to is say bari bewaqofi or kia ho sakti hay
        • #964 Collapse

          Dear forex trading main mistakes sab sy ho jati hain par humko mistake sy sabaq hasil karna chahiay kuch sekhna chahiay jo log forex trading main apni mistake ko dihraty hain our mistake sy kuch nahi sekhty wo bewakof hain our unko sirf loss he hota hy
          • #965 Collapse

            Han yar sahi kaha hai forex business main apni mistakes ko repeat nhi krna chahein tb ehe hum kamiyab hongay . Forx ek best aur real kam hai i smain koi dhoka nhi hota hai ../..
            Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
            For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
            • #966 Collapse

              g han bhai jo hum se ek bar mistake ho jaye humein dobara us mistake ko nahi karna chahiye warna hamara loss ziada ho ga aor phir us ka koi faida nai hai is liy ejo mistake ek bar ho us se sabaq sekhna chahiye aor phir se wo mistake nahi karni chahiye
               
              • #967 Collapse

                yes dear hum log ap ka sath bilkul agree krta hn dearr bat yeh ha ka agr hum og ksi bh new trader ya apna new client ko es kam ka liya majbor krta hn ka dear market ka ander sa earning kra to woh ka fi zyada sochta ha and phr agr ksi ko kha jay ka paper work kra to woh gusa kr jata ha jub ka mn khud apni mistakes likh kr un ka solution bh likh laiata hn and then usko again and agian raead krta rehta hn
                • #968 Collapse

                  you can try, and the average lot, but more than sure it will end in tears, and he still returns to the small bet. Also, a lot depends on the deposit, if more than 300-500, and think a little lot will be a good profit.
                   
                  • #969 Collapse

                    forex trading business patient is very important and greed my cause loss in forex trading business sao thean we earn profit from our trading then we should adopt patient and not become greedy and keep up our trading in forex and after gain reasonable profit then close it for next time
                    • #970 Collapse

                      brother agar app apney mistakes par kaam nahi karogay aur bar bar aik hi mistake ki wajah se apna account mein loss karthey jaogay toh zahir se baat hai app forex ko nahi seekh rahya sahi tarah se.
                      • #971 Collapse

                        ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may aap apni ghalti say seekhtay hay our acha trader wo hota hay kay wo apni ghalti ko dobara na dohraye is lye aap ko chahiye kay jab bhi trading kare to apni ghalti ko zehan may rakhay our dobara ghalti na karay jo aap pehlay kar chukay hay.
                        • #972 Collapse

                          ap ki ye 100% sahee ha ke jo forex tarder is business mi loss kerty hien wo ziyada ter apni galti ko bar bar doraty hien and is ke result ye hota ha ke us ke whole forex account ka loss berdasht kerna perta ha , and jo tarder apni galti ko dobara nahi dorata ha wohi ak kamayb forex tarder ha.
                          • #973 Collapse

                            yes i agree that to repeat your mistakes again and again in forex trading is folly, so try to learn from your mistakes rather than to repeat them again and again, in this way your trading will not be improved and will be going towards nowhere
                            • #974 Collapse

                              forex trading aik risky business hai aur is mai ham ko apni mistakes sy lesson learn karna chahiye. jo log forex trading mai apni mistakes ko repeat karty hian wo bohat bari bawaqoofi karty hian. is liye ham ko apni mistakes ko repeat karny sy avoid karna chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                bilkul g is me koi shak nahi. jab aik bar galti ho gai hai aur loss ho geya hai to ap ko wo yaad rakhni chaye k kon se galti hoie thi, ta k dubrqa na ho. insan ko apni galti se sekhna chaye. na k nazranz krna chaye.is tarah ap ko dubra loss ho sakta hai. hamsha treading ko samjh kr krna chaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X