Point and Figure chart kay benefits aur uses.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Point and Figure chart kay benefits aur uses.
    Dear friends, forex trading main mukhtalif chart patterns aur indicators ki help sa market ya pair ki moment ka andaza lagaya jata hay, ye charts mukhtalif kinds kay hotay hain aur trade anaylisis main kafi support provide kartay hain, in charts patterns main say aik Point and Figure (P&F) chart bhi hota hay,

    Appearence of point and figure chart:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221124_0851_53_1101.jpg
Views:	1
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12570450

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221124_0851_52_9460.jpg
Views:	1
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12570451

    Yeh chart aam charts say hat kar price moment ko represent karti hay. Yeh price moment ko X and O kay marks say columns main zahir karti hay. Rising price ko X say jab keh price falling ko O say zahir kartay hain. Jab keh point and figure charts per prices ko visualize karnay kay liye support and resistance levels kay sath baqi patterns bhi better defined hotay hain, jab kay P&F chart per breakout clearly defined hota hay kiun keh yeh false breakout ko zahir nai karta.

    Benifits and uses of point and figure chart:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221124_0851_53_1922.jpg
Views:	1
Size:	31.1 کلوبائٹ
ID:	12570452

    Point and figure chart per price rising X box main jabkeh price falling O box say show hoti hay. X aur O aik dusry kay uper series banaty rehty hain. Box ka size pair ki price aur trader kay trading style kay hisab say rakha jata hay. Jab keh price ki reversal ki surat main X ko O follow kary to is hisab say box bhi reverse ho jata hay, point and figure chart main calculation ko zarurat to nahi hoti laikin is main kam az kam two variables set kiay jatay hain, aik variable box size hota hay jisko ham kisi bhi symbol ya sign say indicate karty hain. Iskay ilawa hamain is main reversal amount bhi daina hoti hah jo normal say 3 guna ziadah hoti hay, jaisay ager box size 1 % hay to ham reversal size 3% set karain gay,

    Calculation and trade information:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221124_0851_53_2753.jpg
Views:	1
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12570453

    Point & Figure charts main calculation ki bjay two variable sets ki zarurat hoti hay, jin main sa aik variable box size hota hay jo specific current amount ki percentage hoti hay aur ye average true range par base karta hay, jis ka matlab ye hota hay kay box size volatility ki base par fluctuate karta hay, dusra variable pair ki high aur low price ya closing price ko kahain gay, traditional candlestick charts aur bar charts ki tarah P & F chart bhi hmain trade aur trend signals provide karta hay,

اب آن لائن

Working...
X