Moving average cross over......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average cross over......
    Assalamu alaikum dear forex members for ex trading business mein mein achcha kam karti hui acha profit hasil kar rahi hongi kyunki for trading business Ek risky business hota hai isiliye aapko chahie ki aap achcha knowledge aur experience hasil karne ki koshish karte rahana chahie isiliye aaj ham jis topic ke bare mein baat karenge vah hai moving average crossover ky baary main main ummid Karti Hun ki yah information aapko is topic ko samajhne main bahut jyada madad degi aur agar aap isko Apne working mein incluid Karen ge to aapko iske acche advantages milenge.

    Moving Average Crossover:

    Dear forex members forex trading market mein moving average crossover Forex chart per wo point hota hai Jo forex chart per bullish crossover hota hai market mein long period ya slow moving average se upar ya niche hota hai average cross over per transfer karne ke liye trader ko track pattern ko identify karne mein madad mil sakti hai is pattern mein vah sim bhi shamil Hoti hai jisse Trend pattern bante Hain forex market mein next entry point bhi ban sakta hai agar trend khatm hone ya reversal karne ke salahiyat aapke andar maujud ho to aap aasani ke sath Apne next entry points ko aasani se hasil kar sakte hain. Ismein aap yah bhi find out kar sakte hain ki movement average ki ik aisi type bhi hoti hai aur forex market mein average ik se zyada types ke hote hain jaisa ki exponential moving average recently price per jyada zorr dete Hain Tak ky next hone wali changes ko indicate karne mein aapko madad Mile aapko bullish trend per bhi zarur focus karna chahie bullish trend ko market mein kisi bhi type ki moving average ko indicate Karti Hain to aapko bahut acchi indication mill sakti hai. Isiliye is topic ko samajhna har trader ke liye bahut zaruri hota hai.

    Click image for larger version

Name:	moving-average-crossovers_body_3-1.png.full.png
Views:	4
Size:	53.4 کلوبائٹ
ID:	12570293

    Trading with Moving Average crossover:

    Dear forex members jab aap moving average crossover ky take for ex trading market mein apni working karte Hain to aap yah indicate karte Hain ke zyada traders entry aur exit ke sath trading start karen aur end Karen market mein trading system mein is baat ko indicate Kiya jata hai ke forex market mein Golden cross is baat ko indicate karte hain Jahan per short time period ki moving average crossover or short period ki moving average hoti hai trend ko identify karne mein bhi aapko madad milati hai to kam se kam rate ko important part hota hai forex market mein zyada moving average ke upar ya niche trading target set Karen Taki aapko forex market se achcha profit hasil ho sake. Isiliye Kisi bhi indicator ka istemal soch samajhkar karne wala trader is market mein successful hota hai aur achcha profit hasil kar leta hai.

    Click image for larger version

Name:	Picture14.png
Views:	2
Size:	409.0 کلوبائٹ
ID:	12570292

    Conclusion:

    Dear Forex members Jab aap Kisi bhi pattern per trading karte Hain to agar aap acche knowledge aur experience ke sath apna Kam karte hain to aapko uske acche advantages milte Hain isiliye yah topic ko samajhna aur uske bare mein complete knowledge aur information ka hasil karna successful trader banne ke liye bahut jaruri hota hai .

اب آن لائن

Working...
X