Forex Trading Main Mistakes Ki Waja Loss Kun Hota Hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Main Mistakes Ki Waja Loss Kun Hota Hai.
    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti Hun Ki khairiyat se Honge aur Achcha profit Hasil kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko market ko acche tarike se samajhkar trading karna Hoti Hai Kyunki agar aap market mein thodi si bhi jaldbaji Karenge to aapko ismein bahut jyada loss Hoga aapko loss se bachne ke liye Jyada Se Jyada hard work karna hoga aur apne experience ko Hasil karna hoga Jitna Achcha aapke pass experience Hoga aap is market mein itna hi profitable trading kar sakte hain main aaj aapse bahut hi important information share Karunga jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic Hai ke Forex trading Mein Hum kaun si mistakes karte hain Jiski vajah se Hamen bahut jyada loss se face karna padta hai Iske Kuchh important rules mein aapko bataungi jo aap apni trading Mein use Karke Achcha profit banaa sakte hain.

    Trading K Durawn Big Lot Lagan:

    G dear members Mein nuksan Ham apni mistakes ki vajah Se Karte Hain Agar Ham is market Mein Koi Bhi mistake Karte Hain To Usi vajah se Hamen nuksan hota hai Hamen is market mein big load size use karne se Kafi jyada nuksan ho sakte hain Kyunki Jab Ham Apne account per Jyada Badi red Lagate Hain To usse Hamen yah nuksan hota hai ki Hamare account per nuksan Kafi jyada ho sakta hai market Jab Hamare opposite direction Mein Jaati Hai To Hamen usse Kafi Jyada nuksan Hota Hai Hamen is market mein nuksan se bachne ke liye Apne account per acchi tarike se kam karna hota hai agar Ham is market Mein trade Lagate Waqt loot size bahut badi Lagate Hain To isase Hamen jyada nuksan ho jata hai Kyunki market Mein direction Hamari thodi si bhi opposite Hoti Hai To Hamen ismein Kafi jyada nuksan ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (28).jpeg
Views:	2
Size:	39.0 کلوبائٹ
ID:	12569286

    Choty Account Par Over Trading Karna:

    G dear members Jab Ham is market Mein trading kar rahi Hote Hain To Hamen Apne account per Ek planning ke sath kam karna hota hai agar Ham Apne account per ek hi time ke andar bahut jyada trade open kar lete hain To Hamen is market Mein Kafi jyada nuksan ho sakta hai Kyunki Jab Ham Apne account per over trading Karte Hain To isase Ham ek hi time ke andar Apne accounts per bahut jyada trades open kar lete hain jisse Hamen Kafi jyada nuksan ho sakta hai agar Hamen is market Mein over trading Karte Hain To Hamen is market Mein Soye Samay kar kam karna hota hai Hamen is market Mein Apne account per over trading se avoid karne ke liye discipline ke sath kam karna hota hai Hamen is market mein itna Hi Kam karna chahie Jitna Ham is market Mein Soch samajhkar acche tarike se kam Karte Hain To Hamen ismein kamyabi mil Jaati Hai market Mein Hamen over trading se bachne ke liye trading plan Banakar kam karna hota hai tab Ham is market mein sahi tarike se kam kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	4
Size:	24.0 کلوبائٹ
ID:	12569287

    Stop Loss K Baghair Trading:

    G dear member Mein kam Karke successful hone ke liye Hamen apni trade course cure karna hota hai aur Hamen ismein Apna nuksan decide karna hota hai ki Hamari trade Kuchh nuksan Mein automatically close ho jaaye Kyunki jitne bhi new tractor hote hain vah apni market per risk Jyada Le lete hain aur apni trade ke sath staff loss use Nahin Karte jisse market Unki opposite Jaati Hai To Kafi jyada nuksan ho jata hai Hamen is market mein nuksan se bachne ke liye staff loss use karna chahie jisse Hamen Kafi jyada fayda ho sakta hai Jab Ham is market Mein discipline ke sath kam Karte Hain To Ham ismein Achcha result tabhi Milta Hai Jab Ham apni trade course ki or karte hain tab Ham Jyada nuksan se Bach sakte hain Jo traders market Mein lalach karte hain aur stop Loss use Nahin Karte vah ismein Apna Kafi Jyada nuksan kar lete hain. Agar Ham market Mein stop loss ko use Karenge aur isko Har trade Mein stop loss lagaenge To Ham loss se Bach sakte hain Jo members is market Mein stop loss use Nahin Karte vah Hamesha Apna nuksan uthate Hain isliye Agar aapane kamyabi Hasil karni hai to aapko stop loss Jarur Lagana chahie.


    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	16
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12569288

اب آن لائن

Working...
X