SCALPING trading strategy
Scalping strategy fastest trading style ko refer karta hay jes me traders high frequency ki trading karna important samjty hey, scalping trades zeyda timing key sath market me open nahi rehty, scalping traders ka aim hota hay key wo very small price movement se profit earn kar saky.
Scalping trading main trader ka pas time kam hota hay. is liye wo M15 ya M5 chart main bari lot say trading kerta hay aur jaldi hi trade kay clear honay kay bad exit ho jata hay. is main trader kay pas quick decision ki power hona zarori hota hay. is main target kam hotay hain aur chand pip kay target ko bari lot say zayada profitable banaya jata hay.
EXPLANATION:
scalping aik trading technique hoti hai jis ka hum use kar k apni trading karty hain es ko hum trading method bhi kah skty hain jo traders apni trading k liye apply karty hain or trading karty hain or forex main achi earning karty hain scalping ka aghr acha experience hai tu hum kbhi bhi forex main loss ko face nahi karty hain aghr hum kamyab hona chahty hain tu humain mahnat k sath pahly os trading strategy ka experiecnce gain krna chahye jis main hum ny trading karni hai or hum os main acha profit hasil kar saken aghr yah technique nahi ati hai tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he hum achi earning kar skty hain
TRADING:
Scalpingtrading ayse ki jati hai k market ki movement aik he trend main move kar rahi hoti hai or kuch traders ayse hoty hain jo short time frames ka select kar k forex main tardes karty hain or apni trading kar k profit lay kar market se nikal jaty hain qk forex main jo short time frame ki trading hoti hai osko he scalpingkahty hain jis main market main profit targets short hoty hain jo market k aik he candles main ban kar traders ko profit deti hai es main traders short time frame main buy sell k sath trading karty hain or os main apna profit hasil karty hain jub k es trading method ka aghr humain experience hai tu hum forex main boht achi trading kar skty hain jis main acha profit lay skty hain or achi earning kar skty hain aghr humain yah method nahi ata hai tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he hum achi earning hasil kar skty hain
Positions trading
Scalping trading key opposite trading ki strategy positions trading hay jo key very long term trading ko refer karta hay, positions trades 1 day se le kar 3 month tak ya es se be zeyda time tak hold raky jaty hey.
Scalping trading strategy be batter hay aur positions trading be traders ko kesi 1 strategy ki trading me expert banny ki koshish karni chaye, same time me scalping aur positions trading nahi ho sakt
Position trading ko long trading bhi kehtay hain. is main trader trading kay liye small lot size ka istamaal kerta hay aur is main stop loss aur take profit ki limit zayda hoti hay aur yeah trade kafi dino tak chalti rehti hay. is trade ko kam say kam H1 ya H4 per lagaya jata hay. aur is trading main news data ko zayada ahmiat hasil nahi hoti.
DESCRIPTION:
Position trading strategy main jo sabse primary factor hota hai vah aapke fundamental analysis hote hain fundamental analysis jitne aapke strong hote hain itna hi aap acche se market ko Judge kar sakte hain ki market Ne long-term Mein Kis Tarah Se movement karni hai aur news update Lekar bhi aap is bat ka andaza Laga sakte hain ki market ki movement kis tarike se Hogi aur aap apni trading Strategy Kis Tarah Se banate Hue apni tradingko Kamyab bana sakte hain Iske bad jo sabse important factor hota hai vah technical analysis hote hain technical analysis main aapko market ki techniques ko samajhna hota hai ki markets Ne kis level Tak movement karni hai aur Market Ne moving average ke sath Kis Tarah Se movement complete karne ke bad Apne trend main wapas aana hai agar market se reversal Mein movement karti hai to aapko Usi hisab se market analysis leni chahie aur apni trading ko reversal ke mutabik approach karna chahie tabhi aapko apni trade Mein Ek Achcha fayda mil sakta hai