Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Bullish Belt-Hold Line Pattern Kia hai iski important information aapke sath share karungi.
Bullish Belt-Hold Line Pattern:
Bullish belt hold line candlestick pattern Ek bullish trend reversal pattern hai jo price chart per do candle Se Milkar banta hai pattern Mein Shamil Pahli candle bearish Hoti Hai Is vajah Se pattern ke liye price ka pahle se low area ya bearish trend Mein Hona jaruri hai 2 days candles ki aakarsi single Day pattern se best hota hai Kyunki ismein Ek candle thodi bahut confarmation bhi Deti Hai Jab Bhi market Mein seller price ko ek Khas level Tak down push Karte Hain To Yahan per trend reversal ke imkanaat Jyada hote hain yah trend confirmation Aksar Kuchh pattern se confirm Ho Jaati Hai jismein bullish belt hold line pattern bhi Shamil Hai.
Candles Formation:
Bullish belt hold line candlestick pattern price ke down trend ya lower per high demand ki vajah Se Banta Hai Jahan per trend reversal ke Jyada Imkanaat hote hain pattern Mein Shamil candles different pattern ke jaini Bearish aur bullish Hoti Hai Jiski formation darja Zail tara Se Hoti Hai.
First Candle: bullish belt hold line candlestick pattern ki pehli candle Ek Bearish Candle hoti hai jo ki price ko down trend ya bearish trend ki aakashi Karti Hai yah candle trend ko Masjid down ki taraf push karti hai aur Market Mein Low demand ko Zahir Karti Hai yah candle ek normal real body wali candle hoti hai.
Second Candle: Bullish belt hold line candlestick pattern ki dusri candle Ek Bullish candle Hoti Hai yah candle Peli candle ke bottom per gap mein open Hoti Hai jabki close Usi candle ke real body ke mid point se thoda sa Upar Hoti Hai yah candle bearish Trend ke Hath Mein ka bahes banti hai pattern ki dusri candle ka open side per Koi Shadow ya wick nahin Hona chahie.
Explanation Of Bullish Belt-Hold Line Pattern:
Bullish Belt-Hold line candlestick pattern price main bearish trend ke dauran Ban kar price ko Majid down jaane se rok Leti Hai yah pattern ek strong trend reversal ka signal Deti Hai pattern to days candles per mushtamel Hai Jiski Pahli candle ek strong bearish Candle hoti hai jo ki price ya down word trend ki alamat Hoti Hai pattern ki dusri candle Ek Bullish candle Hoti Hai Jiske open side per Koi Shadow ya wick nahin hota hai pattern ki dusri candle pahle candle ke price ko down jaane se rok Deti Hai jisse price ka Mazeed down fall Rukh jata hai pattern ki dusri candle ka open pahle candles ke close se bottom per gap Mein Hota Hai Jab Ke close Pahli candles ke real body Mein Darmiyan se upar Hota Hai.
Trading With Bullish Belt-Hold Line Pattern:
Bullish belt hold line candlestick pattern price ke bottom Mein banne ki vajah se ek Bullish signal generate Karta Hai Jis per market mein buy ki entry ki Ja sakti hai pattern per trade inter karne se pattern ki dusri candle a confirmation candle ki jarurat padati hai jo ki real body Mein Ek bullish candle honi chahie aur dusri candles ke top per close bhi honi chahie pattern ki confirmation CCI RSI MACD indicator aur oscillator sy bhi ki Ja sakti hai Jiski value over sold zone Mein honi chahie pattern ke bad bearish candle se pattern invalid tasawar Kiya jaega.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим