How to Get Market Technical Analysis for Successful Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Get Market Technical Analysis for Successful Forex Trading
    Market Movement Technical Analysis in Forex

    Forex market hamesha kisi rule ko follow kerty huey movement ker rehi hoti hai ky agar market continue uptrend main movement ker rehi hai tab bhi aur agar downtrend main movement ker rehi hai tab bhi market without procedure movement nehi kerti so market ki same rule ko follow kerty huey hony wali movement ko market ki technical movement kehty hain aur same technical movement ko samjhny ky liay market ky technical analysis kiay jaty hain jis ky kei procedures hain jin main sy ham kuch procedures ko is thread main discuss kerny ja rehy hain tou market ky agar ham sirf technical analysis ko dekhain tou usky liay different types ky indicators ky sath sath market movement charts aur candles jabky market ka trend bhi important hota hai so hamain market ky technical analysis kerny ky liay sab sy pehly jis indicator ki zarurat hoti hai usko moving average line kehty hain

    Click image for larger version

Name:	technicalanalysis.jpg
Views:	38
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12565735

    Use Moving Average Line as Technical Indicator

    Market ky technical analysis ky liay sab sy pehly jis cheez ko ham cater kerty hain usko moving average line kehty hain ky agar market moving average line sy aik hi direction main ho tou market ka trend bhi same direction main hota hai jabky agar ham yeh analysis kerty hain ky market ki current movement moving average line ky qareeb aa rehi hai tou hamain trade open kerny ky liay ready ho jana chahiay ky jab same movement line ko cross kerti hai tou market ka trend same time per change ho raha hota hai aur ham new direction main trade open ker ky continue ker sakty hain ky moving average line market ki kisi bhi direction main average movement ko show kerti hai tou jesy hi market moving average line ko cross ker ky kisi aik direction main ja rehi ho tou wohi market ka current trend hota hai jis ko follow kerty huey ham trade open kerty hain tou hamain open trade main profit hasil ho jata hai

    Click image for larger version

Name:	findmarkettrend.jpg
Views:	7
Size:	929.6 کلوبائٹ
ID:	12565736

    Market Trend for Technical Analysis

    Market ky technical analysis ker ky ham market ka current trend find kerty hain ky market ka current trend kis direction main chal raha hai aur overall trend kis direction main hai kyun ky agar market short time ky liya koi retracement leti bhi hai tabh bhi hamain trend ko mind main rakh ker trade continue kerni chahiay ky agar ham minor retracement ky sath trend ky against trade open ker ky continue ker lety hain tou hamain bara loss ho sakta hai kyun ky market tou hamesha trend ko follow kerty huey movement kerti hai aur hamain trend ky against kabhi bhi trade open nehi kerni chahiay sab sy pehly hamain market ka trend find kerna hota hai ky market ka overall trend kis direction main chal raha hai ky ham usko follow kerty huey trade open aur continue ker sakain ky market main agar overall trend downward ho tou hamain sell main trade enter kerni hoti hai aur agar trend upward direction main ho tou hamain buy main trade enter ker ky continue kerna hoti hai

    Click image for larger version

Name:	uptrend.png
Views:	43
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12565737

    Overbought and Oversold Position Used For Technical Analysis

    Market ky technical analysis main market ki oversold aur overbought position bahot importance rakhti hai kyun ky jab market aik direction main movement kerty huey overbought ya oversold ho chuki ho tou usky bahd market ny reversal trend main movement kerna hoti hai so hamain wait kerna chahiay ky jab market main oversold position create ho chuki ho tou hamain buy main trade open ker leni chahiay aur jab market overbought ho chuki ho tou hamain sell main trade open ker leni chahiay ky jab market main same overbought ya oversold position create hoti hai tou usky bahd market zarur correction movement kerti hai jis sy ham faida hasil ker sakty hain tou jo technical indicators market main oversold ya overbought position ko show kerty hain un main sab sy best Relative Strength Index hai ky us main 30 aur 70 ki positons overbought aur oversold ko show kerti hai jabky stochastic oscillator main bhi market jab 20 ya 80 ko cross kerti hai tou overbought ya oversold ho jati hai jis ky bahd market ki correction movement hoti hai jis per reverse order trade open ker ky achi earning hasil ki ja sakti hai

    Click image for larger version

Name:	stochastic-indicator.jpg
Views:	44
Size:	104.0 کلوبائٹ
ID:	12565738
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to Get Market Technical Analysis for Successful Forex Trading

    Assalamu alaikum dosto ummid karta hun aap khairiyat se honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki aap log jante Hain ki Forex mein vahi bande kamyab hote Hain Jo Forex mein achcha kam karte hain market ka aapko pata hai ki market mein kam karne ke liye hamen market ko time Dena hota hai uske bad hi Ham ismein kamyab ho sakte hain daily technical analysis aur fundamental anal se isko follow karke kam karte rahana important hota hai demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account hai jismein Ham practis Kar ke bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain market mein vahi bande kamyab hote Hain Jo market mein proper tarike se kam karte Hain yah important hota hai ki Ham daily market mein kam Karen.

    Technical analysis successful trading

    Forex respect member just a ke aap log jante Hain ki Forex mein kam karne ke liye hamen bahut se knowledge ki jarurat Hoti hai hamen pata hai ki market mein Ham jab kam karte Hain to uske liye hamen jyada se jyada knowledge ki jarurat Hoti hai daily hamen is mein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana hota hai ismein sabse jyada use hone wale technical analysis se hote inko follow karke Ham market se bahut hi aasani se kamyabi le sakte hain agar aapko analysis ke bare mein nahin pata to aap demo account mein iska demo Karen analysis ke bare mein practical war karen to aap bahut hi aasani se trading ka knowledge Le sakte hain aur aasani se ismein kamyab ho sakte hain mujhe important hota .

    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	2
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12429714

    Trading Explanation

    Aapko pata hai ki market mein kam karne ke liye hamen trading ka knowledge Lena hota hai trading mein Ham agar without experience aur knowledge ke kam karenge to Ham kamyab Nahin ho sakte aapko chahie ki aap market mein proper kam Karen daily aap technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karen to bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account hai demo account mein Ham practical work kar sakte hain aur aasani se Ham kamyabi ho sakte hain hamen ismein practice karte rahana hota hai aur iske sath ismein kam karna hota hai jyada risk lenge to hamen nuksan hoga nuksan se bachne ke liye hamen ismein proper planning ke sath work karna hota hai

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	21
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12429715

    Discussion important hoti hai hamen ismein kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai jo log without experience aur knowledge ke ismein kam karte hain vahi kamyabi hote hain yah hamare liye ek behtarin online account hota hai jismein agar Ham proper kam karen to aasani se kamyab ho sakte hain aapko pata hai ki market mein
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X