Engulfing Candlestick Pattern in Forex:
Dear forex members forex trading mai engulfing candlestick pattern ak reversal pattern hota hai. engulfing pattern kisi bhe market trend ky end hony per banta hai. is pattern ki identify karna bohot easy hota hai. daily ki jo candle bohot km body ki ho or is ki wicks bari hon. aur agly din ki jo full candle banti hai.
Engulfing patterns 2 types k hoty hai bullish and bearish Engulfing.
Bullish Engulfing:
Bullish Engulfing main last candle sell ki hoti hai aor current buy ke buy wali yaani current candle ne last sell wali candle ko cover kia hota hai aor us se up jaa kar close hui hoti hai is ki shakal aisi hoti hai.
Bullish engulfing pattern jab bhi aapki market ek bearish candle banae bearish candle vah hoti hai jiska trend niche ki taraf hota hai jab bhi aapki market ek bearish candle banaen aur uske bad ek bullish candle banae lekin vah bullish candle ka size itna bada hoke vah mukmmal cover karele bearish candle ko matlab jab bhi aapki ek bullish candle aapki ek bearish candle ko mukmmal cover kar legi ya uska size aapki bearish candle se do guna bada hoga to usko ham bearish engulfing kahenge engulfing ka basically matlab hota hai.
Bearish engulfing:
Bearish engulfing candle bullish engulfing candle ki opposite hai matlab jab bhi aap kya ek bullish candle aur uske bad ek bearish candle aaye jo mukmmal taur per apne se piche wali bullish candle ko cover karle aur body mein bearish candle se a 2 guna badi ho to usko ham forex trading ki zuban mai bearish engulfing kahate hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим