Forex main Planing Short Term or Long Term kay leye
Short term and long term planning
Aslam o alikum!
Dear forex members,
Aksar ye hota ha k short term trading risky ho sakta hay agar account balance kam ho to long term trading karna namum kin hota hay esy me har trader ki ye koshish hoti hay key wo acha profit earn kary esy me traders short term trading hi karty hey jo key bahot hi risky ho sakta hay, traders samjty hey key short term trading me kam time me acha profit earn kar len gey magar itni asani se ye profit earn karna bhot hi mushkil hota hay, long term par depend karny waly traders profit ka long time wait to karty hey magar wo 100% profit earn kar sakty hey es ki waja ye hoti hay key us ka account etna zeyda hota hay key wo loss kar hi nahi sakty hen.
Short term trading aur dusri long term trading aur hmain in dono ko samghna chahiye aur inn mein kam krna chahiye.
Short term trading:
Dear friend, Forex mein jb humaray pas balance kam ho tou hum forex mein short term trading krty hain Q k short term trading mn hum choti choti trades laga ker profit hasil kray hain aur agar humain loss bhi ho tou woh bhi thora hota hai jis ko hum easily recover ker skty hain aur issky liye humain market kay zayada deeply analysis bhi nahin kerna hotay aur hum trend per hi kaam ker kay profit hasil ker letay hain iss lye agar aap kay pas profit thora ho tou humain short term trading hi kerni chahiye.
Long term trading
Dear members, Forex mn long term trading krny k liye hmain ziada bonus aur ziada knowledge aur forex market kay achay analysis kerna hotay hain kyun kay iss mein humain take profit lamba lagana hota hai kyunnkay hum nay long term trading sae bara profit hasil kerna hota hai aur agar iss mein humain loss ho tou zayada bonus ki wajah sae humara account wash nahin ho ga aur achay analysis ki wajah sae humari trade kamyab ho gi aur humain acha profit ho jaye ga iss lye aap ko forex mein jo bhi trade kerni hai uss mein apnay account balance ko lazmi dekhna ho ga.
Conclusion:-
Dosto, Mery khayal mn long term planning behtr hy q k is mn loss k chances bht km hoty hain jb k short term mn loss k chances bht ziada hoty hain q k ue thory wqt k liye hoti hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим