Slippage in Trades ??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slippage in Trades ??
    Dear Friends, forex ma slippage hm us situation ya condition ko kehtay hain jb koi order open ya close kia jay to current position ki bjay market upward ya downward move kar jay aur hmara order aik new position par place ho jay, slippage us waqt hoti ha jb market ma buy aur sells k darmian equillibrium na ho, forex ma 2 tarah ki slippage hoti ha aik positive aur dusri negative slippage.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-10-19T201626.230.png
Views:	1
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12564317

    Positive slippage

    jb hm market ma koi order place kartay hain to market k back move karnay sa hmara order aik new aur less position par execute ho jata ha jo ziada mufeed sabit ho is ko hm positive slippage kehtay hain, isi tarah koi order close kartay huay b agr market up move kar jay aur new position par trade close ho to ye b positive slippage kehlata ha, jaisay hm trade open karnay k liay kisi pair ko 1800.00 par buy karain aur market further down move kar jay jis sa hmara order 1750.00 par execute ho ya trade close karnay k liay hm 1800.00 select karnay ki koshish karain lakin market up move kar jay aur hmari trade 1850.00 par close ho in situations ko hm positive slippage kehtay hain.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-10-19T201345.518.png
Views:	36
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12564318

    Negative slippage

    jb hm market ma order place karain aur prices further move kar jaen jin sa hmari trade ghalat situation par open ho jay usay negative slippage kehtay hain, jaisay agr hm kisi pair par 100.00 par trade open karain mgr wo 101.00 par execute ho jay, ya isi tarah agr hm koi trade close karnay k liay 100.00 ki position select karnay ki koshish karain mgr trade 99.00 par close ho jay in conditions ko negative slippage kahain gay.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-10-19T095819.203.png
Views:	3
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12564319

    Slippage to Handle in Trading

    Forex trading me slippage jb trader ki favour ma ho jae to esko ham positive slippage kehty hain. Jesa k trader ko agr trade close karni hai or wo trade close ni hoe to bad ma trader ka profit zayada ho jata hai to esko ham positive slippage kehty hain. But agr trader apni trade ko slippage ki waja sy close ni kar pata or market profit sy loss ma ponch jati hai to esko ham negative slippage kehty hain. Trader trading tools k help sy market slippage ko counter kae sakty hain. Ik trader ko agr trade close karni hai to esko chahe k stop loss or take profit use kary or trader ko agr trade open karni ho to esko chahe k wo pending orders ko use kary or trade ko open karny k lae wo limit order ya stop order ko use kary. Or apny account ki base par manage kary.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-10-19T201612.750.png
Views:	6
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12564320
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Slippage in Trades ??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
    Dear Friends, forex ma slippage hm us situation ya condition ko kehtay hain jb koi order open ya close kia jay to current position ki bjay market upward ya downward move kar jay aur hmara order aik new position par place ho jay, slippage us waqt hoti ha jb market ma buy aur sells k darmian equillibrium na ho, forex ma 2 tarah ki slippage hoti ha aik positive aur dusri negative slippage.

    [ATTACH=CONFIG]146435[/ATTACH]

    Positive slippage

    jb hm market ma koi order place kartay hain to market k back move karnay sa hmara order aik new aur less position par execute ho jata ha jo ziada mufeed sabit ho is ko hm positive slippage kehtay hain, isi tarah koi order close kartay huay b agr market up move kar jay aur new position par trade close ho to ye b positive slippage kehlata ha, jaisay hm trade open karnay k liay kisi pair ko 1800.00 par buy karain aur market further down move kar jay jis sa hmara order 1750.00 par execute ho ya trade close karnay k liay hm 1800.00 select karnay ki koshish karain lakin market up move kar jay aur hmari trade 1850.00 par close ho in situations ko hm positive slippage kehtay hain.

    [ATTACH=CONFIG]146436[/ATTACH]

    Negative slippage

    jb hm market ma order place karain aur prices further move kar jaen jin sa hmari trade ghalat situation par open ho jay usay negative slippage kehtay hain, jaisay agr hm kisi pair par 100.00 par trade open karain mgr wo 101.00 par execute ho jay, ya isi tarah agr hm koi trade close karnay k liay 100.00 ki position select karnay ki koshish karain mgr trade 99.00 par close ho jay in conditions ko negative slippage kahain gay.

    [ATTACH=CONFIG]146437[/ATTACH]

    Slippage to Handle in Trading

    Forex trading me slippage jb trader ki favour ma ho jae to esko ham positive slippage kehty hain. Jesa k trader ko agr trade close karni hai or wo trade close ni hoe to bad ma trader ka profit zayada ho jata hai to esko ham positive slippage kehty hain. But agr trader apni trade ko slippage ki waja sy close ni kar pata or market profit sy loss ma ponch jati hai to esko ham negative slippage kehty hain. Trader trading tools k help sy market slippage ko counter kae sakty hain. Ik trader ko agr trade close karni hai to esko chahe k stop loss or take profit use kary or trader ko agr trade open karni ho to esko chahe k wo pending orders ko use kary or trade ko open karny k lae wo limit order ya stop order ko use kary. Or apny account ki base par manage kary.

    [ATTACH=CONFIG]146438[/ATTACH]
    Market mein Jab movement bahut jyada fast hoti hai aur aap apni required price per market mein entry ya exit Nahin Le sakte hain to aisi situation ko aap market mein slippej ka naam dete Hain yah aapke liye dangerous bhi ho sakti hai aur sometime aapke liye profitable bhi ho sakti hai isko aap positive silip aur negative slippej mein classified kar sakte hain Jab aapki yah favor mein Ho jaati hai to isko positive aur jab aapki fever mein Nahin balki against Ho jaati hai to isko negative ka naam Diya ja sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Slippage in Trades ??

      Slippage in the Markets?Kindly, friends Forex ma slippage us waqt hoti ha jb market ma buy aur sells k darmian equillibrium na ho, forex ma 2 tarah ki slippage hoti ha aik positive aur dusri negative slippage. Slippage us waqt hoti ha jb market ma buy aur sells k darmian equillibrium, slippage us waqt hoti ha jb market ma buy auOptimal slippageTo market k back move karnay sa hmara order aik new aur less position par execute ho jata ha jo ziada mufeed sabit ho is ko hm positive slippage, jb hm market ma koi order put kartay hain
      Negative slippage

      jb hm market ma order place karain aur prices further move kar jaen jin sa hmari trade ghalat situation par open ho jay usay negative slippage kehtay hain, jaisay agr hm kisi pair par 100.00 par trade open karain mgr wo 101.00 par execute ho jay, ya isi tarah agr hm koi trade close karnay k liay 100.00 ki position select karnay ki koshish karain mgr trade 99.00 par close ho jay in conditions ko negative slippage kahain gay.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Slippage in Trades ??

        What Is Slippage?

        slippage se morad tijarat ki mutawaqqa qeemat aur is qader ke darmiyan farq hai ke tijarat khatam ho chuki hai. phislan kisi bhi waqt waqay ho gi taham ziyada utaar charhao ke dorania sab se ziyada mojooda hai jab market ke orders ka istemaal kya jata hai. yeh aik barray order ke khatam honay ke baad ho sakta hai taham mojooda boli / pouchye ko jari rakhnay ke liye muntakhib kardah qader mein kaafi hajam nahi hai .
        slippage se morad koi bhi ya tamam cheeze hain jin ke andar aik market ke shareek ko morad se allag tijarti amal daraamad ki qeemat millti hai .
        phislan is waqt hoti hai jab boli / poocha order ki darkhwast ke waqt ke darmiyan tabdeelian zahir karta hai aur is ke sath sath time associ at exchange ya mutabadil market maker order par amal daraamad karta hai .
        slippage mukammal tor par market ke maqamat ke sath sath ecvitiez, bandz, krnsyon aur fyochrz par hota hai .

        How Does Slippage Work?

        slippage maienay execution value aur asal execution value ke darmiyan kisi bhi farq ke nateejay mein kisi manfi ya misbet harkat ki nishandahi nahi karta hai. aik baar associ at order khatam ho jane ke baad, associ at exchange ya mutabadil market maker ke zareya paish kardah sab se ziyada sazgaar qeemat par hifazat kharidi jati hai ya is se ziyada subscribe ki jati hai. is se aisay nataij nikal satke hain jo murabba ki pemaiesh ke liye izafi sazgaar, masawi, ya is ke muqablay mein kam sazgaar hain. hatmi execution value ba muqabla morad execution value ko misbet phislan, koi phislan, ya manfi phislan ke tor par darja bandi kya gaya hai .
        market ki qeematein taizi se tabdeel ho sakti hain, jis se trade order kiye jane aur is ke mukammal honay ke baad poori takheer ke douran phislan waqay ho sakti hai. yeh istilaah market ke mutadid maqamat par istemaal hoti hai taham is ki tareef murabba pemaiesh aik jaisi hai. taham, phislan har maqam ke liye mutadid halaat mein waqay hoti hai .
        agarchay had ka hukum manfi phislan ko rokta hai, lekin agar qeemat had ki satah par nahi aati hai to is se tijarat ke murda nah honay ka moroosi khatrah hota hai. yeh khatrah un cheezon mein barh jaye ga jahan market mein utaar charhao izafi taizi se hota hai, jis se aap ke waqt ki miqdaar ko kaafi had tak mehdood kar diya jaye ga jis ki wajah se kisi tijarat ko amal daraamad ki qeemat par mukammal kya jaye .

        Example of Slippage

        izafi aam tareeqon mein se aik jis mein phisalna hota hai woh boli / pouchye ke andar associ at achanak tarmeem ke nateejay mein hota hai. aisa honay ke baad order asal se kam ya izafi sazgaar qeemat par khatam ho sakta hai. manfi phislan ke sath, had se ziyada taweel tijarat mein izafay mein izafah sun-hwa hai ya intehai mukhtasir tijarat mein boli ko kam kar diya gaya hai. misbet phislan ke sath, bohat ziyada taweel tijarat mein izafah ko kam kar diya gaya hai ya aik intehai mukhtasir tijarat mein boli mein izafah sun-hwa hai. market ke shurka had ke orders daal kar aur market ke orders se guraiz kar ke phislan se apna difaa karen ge .
        misaal ke tor par, Apple ki boli / poochnay ki laagat murabba pemaiesh ka elaan brokr antrfis par $ 183. 50 / $ 183. 53 ke tor par karen. aik so shiyrz ka order diya jata hai, is niyat se ke order $ 183. 53 mein bhara jaye. taham, kmpyotrayzd programs ke zariye micro second transactions order bharay jane se pehlay boli / pouchye ko $ 183. 54 / $ 183. 57 tak barha dete hain. is ke baad order $ 183. 57, husool $ 0. 04 fi share ya $ 4. 00 fi aik so shiyrz manfi phislan par hota hai .

        اب آن لائن

        Working...
        X