Re: Spinning TOP Candlestick pattern
Spinning Top Candlestick pattern:
Der friends spinning top asi candlestick pattern hoti hai jo up trend k peak par ya down trend ke bottom par or trend k middle ma be ho aksar nazar ati hai. Ye candle bearish or bullish donu kisam ki ho sakti hai. Ye candle small body par mushtamil hoti hai jis k opening point or closing point ik dosray ke kareeb hoty hain. Ye pattern us sorat ma banta hai jb buyer or sell k dermeyan indecisive situation hu. Ye candlestick forex trend k possible change hony ko show karti hai. Traders ko market ma jab ya candlestick nazar a jay to unko apni trade ko hold kar lena chahiy or market ki next move ke ley wait karna chahiy.
Bearish and Bullish Spinning Top Candlestick pattern:
Dear Friends Jab bhi ap dekhen ke aukat musalsal piche se a bearish candle bana rahi hai aur agy apko vaah bullish spinning top candlestick banaa kar deti hai to iska matlab yah hai ki yahan se market rivers hone wali hai aur aur aapki market profit mein yah aapki taraf jaane wali hai.
Dear friends jab bhi ap dekhe ke pichhali kuchh candles musalsal bullish a rahi hai aur usse aage aapko bearish engulfing spinning top candlestick milati hai to iska matlab yah hai ki yahan se market reverse hone wali hai aur aapki market it down ki taraf jaane wali hai to agar aapane buy Kiya hua hai to yahan per aapko apne share sale kar dena chahiy kyun ke agar ap nahin karenge to yah reversal sign hai aur aapko loss ho sakta hai.
Explanation of Spinning Top Candlestick pattern:
Dear Forex Members Spining top aik aisi candlestick pattern hoti ha jo market ma future moments ke liy uncertainity ya indecision ko show karti ha, iski small body hoti ha aur takreeban aik jaisi long wick body ki dono sides par hoti ha, ye bearish b aur bullish b hoti ha, ye candle stick uptrend, downtrend ya consolidation ma mumkina reversal ko show karti ha, spining top candles ka structure aur logic doji candle k same hi hota ha, price moments ma ye candle buyers aur sellers ki numaindgi karti ha jis k natijay ma is k open aur close price levels similar hotay hain, trading strategy ma spining top candke ko shamil karnay ka faida ye b hota ha k km sa km waqt ki investment sa iski nishandahi karna asan hota ha, is pattern ma buyers aur sellers dono upperhold nhi rakh saktay, long price advance ya decline k baad spining top potential price reversal ka signal daiti ha, jb spining top candle uptrend k top par bnti ha to ye is cheez ka signal jota ha k bulls control loose kar rahay hain aur trend down honay wala ha, isi tarah jb ye down trend k bottom ma bnti ha to ye uptrend ka signal hota ha, lakin trend ki confirmation hmain spining top sa next wali candle s ahi hasil hoti ha, spining top common candlestick pattern ha jis ka mtlb ye ha k ye technical anaylisis ki dusri forms k sath mil kar acha kam karti hain, traders spining top k related trade sa pehlay MACD aur RSI jaisay technical indicators ko reversal signs ke liy use karty hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим