Forex aik risky business hy is main emotions kafi loss puhancha saktey hain. Yeh emotions ka nahi balkeh mind ka business hy aur jo log fresh aur relax mind key sath is maidan main utartey hain wohi kamyab rehtay hain. Lekan jo log tension main aa kar trading kartey hain, unhain profit ki bajaye nuqsan uthana parta hy.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим