How To Reduce Risk Factor In Financial Markets
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How To Reduce Risk Factor In Financial Markets
    INTRODUCTION:

    Assalam o alikum I hope umeend hy ap sb kheriyat sy ho gay aj mian discuss krti ho coins ky bary main aghar apky pass 1000 dollers hy crypto currency mian investment ky liye ab apky pass investment ki 2 approaches ho sakti hy ek to apki ye approch ho gi ky kuch coins ayse hy ju risk free hy ap investment karty hy r apky paise secure rahty hy ye main ny recommend kiya hy for example Btc dot ada eth.btc ko ko apne prefer Karna hy countries isko legal tender consider kar rahi hy.abhi or countries be isko legal banany ki taraf ja rahi hy investment krni hy to 40% btc ko lazmi prefer Karna hy apne kabhi be sari investment ek coin main ni Karni hy apne apne portfolio ko risk free be rakhna hy or diversify be rakhna hy 30% percentage eth.eth ju hy wo medium of exchange hy paise ka ju lane dyn hy countries ny paisa lagana Shuru kar diya us ko medium of exchange bana diya is tarha crypto currency main store of value btc hy lakin eth medium of exchange hy eth ek aysa eco system hy jis main bhot sary coins hy dac Yani decentralized applications hy Jin ko decentralized finance be bolty hy is tarha nfts ka any wala inkalab be etherium ky uper hi apni ankht khool raha hy etherium ko be apny lazmi prefer krna hy ab rahi bat cardana ki or polkadot ki isko is liye main ny free risk main add kiya hy kyo ky etherium ky ju apne issues hy liability ky issue hy ki transaction fee ky ju high ho jati hy usko expolit krny ky liye ye dono coins market main aye ye apko batata chalo ye dono coins ju cardano hy polkadot ye dono eherium ky agy developers hy etherium 2nd largest coin hy ho sakta hy any waly waqt main ye dono etherium ko cross kr jay in teno coins main sy ek coin aysa ho ga ju btc ka mutbadal ho ane waly waqto main.agay dykhty hy.

    DIVERSIFY RISK FREE PORTFOLIO:

    Is main teen coins Wohi add kiye hy is main main ny bnb yahi binance ya apna coin ju hy wo add kiya hy bnb ko be ap consider kr sakty hy risk free consider kr ky investment kr sakty hy agay ju trons ky ju apne coin hy btt is or trx is ky ek do r token hy isky up 10 percent portfolio rakh ky investment kr sakty hy us 10% ko different tokkens par divide kr sakty hy usky bad salona hy salona ko be ap ye be ek eco system hy block chain ka salona ky sath ju etherium ky coins hy Yani 5% trons ky coins r 5% matic ky coins par investment kr sakty hy last main ju aty hy apki 2nd approch hoti hy konsy ayse coins hy Jin py investment kr ky apka maximum profit ho us main free risk ho ju logo ky pass investment kam hoti hy main opinion do ga apny portfolio ky under btc etherium polkadot or cardano ko lazmi rakhy kitny percentage rakhni hy wo mention kr di hy percentage usky bad mazeed aghar apne investment krni hy to ju decentralized exchanges hy jaise soshi swap hy uni swap hy etherium ky ju token hy etherium ky ju token inky uper 10% investment kr sakty hy total 10% decentralized exchanges pay honi chahiye usky bad ju smart chain ka ju apna decentralized application hy pancake swap us par be 10% investment kr sakty hy ap chahy to ju Charo decentralized applications hy 20% in Charo ky uper equally divide kr sakty hy ab last py aty hy ju apky portfolio ka major chunk hy 25% jitny apky shit coins hy ju pump and dump kr rahy hoty hy unky liye rakhna hy ju news coins aty hy ju 5% portfolio hy in shit coins py laga dy ye jatny howy ky ye paise apky zaya be ho sakty hy lakin acha return be Dy sakty hy ju portfolio ka risk lyna hy wo 25%lyna hy Yani 100% main sy 25% risk lyna hy or 75% waha invest krna hy take apko loss na ho.

    DONT MAKE THESE MISTAKE:

    Apko Batao gi ju bhot sy investers krty hy wo ayse coins Jin ki value high hoti hy waha par invest ni krty hy Jin ki value kam hoti hy waha dil khol ky invest krty hy for example jaise ek coin shibinu hy usko pata ni kitny Satoshi value hy jab wo ek doller ho ga to wo arboo pati ho jay gy aysy coins ki value aysy ni Bharti hy best option hy ap jab be investment kro token ka name google py likh ky usky reviews check kry usky white paper ka review mil jay ga uski websites ko check kry aghar us main galiches Nazar a rahy hy to wo project theek ni.token ki total supply kitni hy usko study kry usky bad or lastly dykhna hy is crypto coins ki team kysi hy is time ko Thora go through kry kahi scammers to ni hy pechy koi token bana ky fruad to ni kiya ju shit coins hy unky order howy hy ky ni.in chezo ko zehan main rakh kr investment kry.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20221013-WA0003.jpg
Views:	2
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12561667
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How To Reduce Risk Factor In Financial Markets

    What Is Risk Management?





    paisay ki duniya mein, rissk managment woh tareeqa hai jis ki shanakht, tajzia, aur sarmaya kaari ke intikhab mein ghair yakeeni sorat e haal ki qabuliat ya takhfeef hoti hai. bunyadi tor par, rissk managment is waqt hota hai jab nrsng capitilist mein associ at ya nersigales mein fund manager associ at hota hai aur kisi sarmaya kaari mein honay walay nuqsanaat, jaisay ke aik ikhlaqi khatrah ka andaza laganay ki koshish karta hai, aur is terhan fund ke sarmaya kaari ke maqasid aur rissk ko dekhte hue qabil qubool karwai ( ya ghair faalit ) karta hai. rawadari .
    wapas anay se khatrah na qabil taqseem hai. har sarmaya kaari mein kuch had tak khatrah shaamil hota hai, jisay Amrici tea bil ke muamlay mein sifar ke qareeb ya ubharti hui market ki aykoyti ya intehai afraat zar wali mandiyon mein jaedad jaisi aik cheez ke liye bohat ziyada samjha jata hai. khatrah har aik mutlaq aur nisbati lehaaz se miqdari hai. is ki bilkul mukhtalif shaklon mein khatray ka thos idraak sarmaya karon ko mukhtalif sarmaya kaari ke tareeqon se munsalik mawaqay, tijarat aur qeematon ko ziyada samajhney mein sahoolat faraham kere ga .


    KEY TAKEAWAYS




    rissk managment yeh hai ke shanakht, tajzia, aur sarmaya kaari ke intikhab mein ghair yakeeni sorat e haal ki qabuliat ya takhfeef ka tareeqa .
    sarmaya kaari ki duniya mein wapas anay se khatrah na qabil taqseem hai .
    khatray ka taayun karne ke liye mukhtalif tknikin mojood hain. sab se awleen aam mein aik tagayur hai, aik markazi rujhan ke ird gird phelao ka itlaq shuda rayazi .
    beta, jisay market rissk ke tor par bhi kaha jata hai, mukammal market ke muqablay mein zaati stock ke utaar charhao, ya munazzam khatray ka zindah ho sakta hai .
    alpha izafi wapsi ka zindah ho sakta hai ؛ cash minijrz aqwam mutahidda ki agency alpha rissk se mashroot market ko shikast dainay ke liye fa-aal tareeqay istemaal karti hai .



    Understanding Risk Management





    rissk managment fnans ke dairay mein har jagah hota hai. aisa is waqt hota hai jab associ at un nrsng sarmaya daar company ke bandz par you s trisri bandz kharidata hai, aik baar jab koi fund manager currency derivative ke sath apni currency ki numayesh ko hadge karta hai, aur aik baar jab koi bank crdt ki private line faraham karne se pehlay kisi shakhs par crdt check karta hai. stock brokrz aapshnz aur future jaisay paisay ke alaat istemaal karte hain, aur cash manager khatray ko kam karne ya muaser tareeqay se munazzam karne ke liye port folyo diversification, neez mukhtas aur position filler jaisay tareeqay istemaal karte hain .



    Risk Management Example





    misaal ke tor par, garegoreen calendar mahinay se 15 saal ki raqam ke douran. 1, 1992 se 31 July 2007 tak, s & p 500 ki ost salana kal wapsi das feesad thi. yeh qisam zahir karti hai ke poori raqam ke liye kya sun-hwa, taham yeh nahi batata ke zaraye par kya sun-hwa. isi raqam ke liye s & p paanch so ka aam farq 13. 5 % tha. yeh aksar aam wapsi ke darmiyan farq hota hai aur is wajah se 15 saal ki raqam mein sab se ziyada diye gaye points par haqeeqi wapsi hoti hai .

    اب آن لائن

    Working...
    X