What Is Volume Indicator
Volume ail trend strength indicator hay jis ke zarye aik trader market main countnue trend ke strength ka andaza lagata hay volume technical analysis main ek ehm kirdar ada karta ha bht se trader esy technial analysis k sth istmal krty hainMore Explanation
Volumes apko trend ki strength k bary main bhi malomat deta ha jesa k agr uptrend ho r volume barhta jy to eska mtlb ha k trend strpng hota ja raha ha aisy hi agr downtrend ho or volume b brhta jay to b market ka trend strong hota jata ha agr market opr move kry ir new high bnay laikinh volumes km ho rha ho to ap andaza lga skty hain k reversal hony wala ha q k market m vomume km hota ja ra ha or es se volatility b km ho jati haBasic Points Of Using Volume Indicator
Volumes ko use karty hovy to hamen kch guidelines py amal karna hota ha or esi trha market main strength ir weakness ko judge krny ki bhi guidelines hoti hain.As a trader weak trend market main enter ni hona chahty hamen strong market ka wait karna chahye or esi trha ho skta hay weak market main reversal ki entry ka wait karna chahyeTrend Confirmation With Volume
Agr price increase ho rhi hay or sth main volume bhi increase ho raha ho to trend continuation ki confirmation hota ha Kyoun ke ye show karta hay ke traders abi bhe increased prices main intersted haiy aur agr prices increase ho rhi hay or volume decreae ho raha ho to ye weak trend ki indication hota ha or es situation main apko trades close kar deni chahye aur aisy he agr prices gir rhi ho aur volume barh raha ho to ye b strong trend ki indication hota hay es situation main ap trades hold kr skty hainFor Example
Volumes hamen bullish signs day kar market ko analyse karny main help karta hay for example pahly market high volume k sth gir rhi thi aur ab market thora retrace ho kr wapis nechy ati ha or apna low break nahe krti or es ke sath volume bhi decline hay to ye bullish sign hota ha aur es situation main reversal expect kia jata hay jo ke bahtreen entry ka time hota hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим