Consolidation Meaning in Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Consolidation Meaning in Trading
    Assalamu Alaikum dear member Jab aap market mein working kar rahe hote hain to ismein aapko hamesha market ki movement ko acchi Tarah find out karna hota hai aur iske mutabik apni trading karna Hoti hai Jab aap market mein regularly basis per working karte hue market ke different important aspects ko find out karte hain to ismein aapko bahut acchi entry se available ho sakti hain Jab aap market mein ek aisi situation dekhte hain jismein market ki movement bilkul na hone ke barabar hoti hai to ismein bhi aapko kuchh important factors ko find out karna hota hai aise related mein aapko kuchh important information share karne ja raha hun.

    Consolidation

    Consolidation ka concept basically ek aisa concept hota hai jismein aapko market mein volatility bilkul zero milati hai aisi situation mein aapko hamesha market mein be careful rahana hota hai kyunki market mein movement totally zero hone ki vajah se aapko bahut jyada problem hote hain aur jab market Kisi level ko break out Karti hai to uske bad market ki movement jari Ho jaati hai aisi situation mein aapko hamesha market mein trade karne se avoid karna chahie kyunki Jab aap market mein trade Karne se avaidh karte Hain to aap market ke disadvantages se bilkul mahfuj rah sakte Hain Jab market mein vo latility bilkul na hone ke barabar Hoti hai to isko aap market mein consolidation kah sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	price-consolidation.png
Views:	4
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12561073

    Working in Consolidation


    Jab market mein volatility bilkul na hone ke barabar hoti hai aur Market mein consolidation situation chal rahi Hoti hai to ismein aapke pass sabse best option si hoti hai ki aap trade karne se avoid Karen lekin agar aap fir bhi trade karna chahte hain to aisi condition mein aapke liye just scalping karna hi behtar ho sakta hai aur minimum target hasil karne ke bad immediately market se out hona aapke liye sabse best ho sakta hai kyunki Jab market Kisi level ko break out kar diya to uske bad market mein bahut jyada movement hoti hai aur Agar aapki against market jaati hai to aisi condition mein aapke liye bahut nuksan ho sakta hai.

    Precautions

    at the end of my post main aapko yah suggestion Janna Chahta Hun ki Jab aap market mein working kar rahe hote hain to aapko different important precautions ko jarur apni trading mein shamil karna chahie kyunki market mein different important precaution se aapke liye helping platform provide kar rahi hoti hain yah precautions aapke liye bahut hi important roll play Karti Hain Jab aap market mein consistently basis per working karte hain aur Market mein hamesha best profit hasil karne ke liye regularly basis per Apne target ko achieve karte hain to aapko bahut achcha fayda ho sakta hai.

اب آن لائن

Working...
X