Asslam O Alaikum!
dear members aaj hum jis topic ko discuss karain gy wo hai CC currency correlation hm is k bary mai complete knowledge hasil krty hain.
Introduction.
Financial world mein correlation two currencies ky darmeyaan statistical measure ko kehty hein jab aik currency pair move karta hai tou us ka kitna affect kisi dusry pair py hota hai jo us currency pair sey related hai
Importance of currency.
World ki currencies ka correlation bilkul normal hai jesy kay ham Canadian dollar (CAD) ki bat karty hein jis ka correlation oil price sey hai. Australian dollar (AUD) ka correlation New Zealand (NZO) say hai aur us k sath gold and crude bhi is sey related hein. Correlation ki range*1 or +1*k darmeyaan hoti hai .perfect correlation means k currencies k two pairs 100% aik direction mein movekarty hein.
Role of currency.
Jab forex market kay chart mein two currencies ka apas mein correlation hota hai ya jab chart pay two pairs same direction mein run karty hein tou usy positive correlation kehty hein. And jab woi pairs aik dusry kay opposite run karty hein tou unko negative correlation kehty hain
Conclusion.
Agar two currency pair ka correlation zero hai tou it means k wo apas mein independent hein and aik pair ki movement sey dusry pair ki movement par asar nae parta aur dono ki movement random hoti hai correlation In ko two currencies k bech statistical measure ko kehty hein

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим