Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members forex market main trades kartay huway sab say ziada important yeh hota hai k ham market main trade kartay huway kaisay entry points ko clear, perfect aur strong tareekay say aisay possile banayen jis say hamain kam say kam losses ka samna aur trade say achi earning ko possible bana saktay hon, kamyai aur nakami ka milna to har aik trades k sath sath chalta hai. Bahut saray traders market main trades ko luck k tour pay open kartay hain laikin forex market bahut he kam level pay luck pay win karwaty hai. Aao is baat ko yakeeni banatay hain k market main entry points ko accurate bana kar ham market say acha profit hasil karna aik asaan bana saktay hain. Aik good starting entry point say ham trade say profit ko possible bana saktay hain usk liye hamain aik perfect planing ki zarurat hoty hai.

Forex trading main entry point aik aisa point hota hai jis main traders price ko sell ya buy kartay hain, entry point aik aisa essential part hota hai jis main traders trading k douraan apni strategies ki help say investment ko minimize kartay hain, emotions ko control kartay hain aur sath sath overtrading say avoid kartay huway market main entr hotay hain isi k sath agar sab kuch perfect ho jaye to traders k liye entry point he sab say 1st step of success ban jata hai.
For example aik trader market main entr honay say pehlay agar price ko fundamental aur technical indicators ko follow kartay huway market main entry laita hai aur sab say achay points k liye wait karta hai to usk liye market main entry bhi perfect aur acha profit bhi yakeenan possible ho sakta hai, is liye aaj ki is post ko follow kartay huway agar ham market main entry say pehlay sab kuch perfect bana kar market main entr hotay hain to ham kamyab ho skatay hain.
Dear members!
agar aap forex market main regulary practice kartay hain to aap chand aik rules ko follow karty huway market main entry point ko find bhi kar skatay hain aur market main acha profit bhi bana saktay hain jo k darj zail main hain:
Use pending orders to imrove entry point:
Dear members!
forex trading main price k uper ya neechay place honay walay orders ko ham limit orders kehtay hain jo k market k wait main lagai jatay hain jinka kisi support ya resistances levels k kareeb hona zaruri hota hai, aisay orders professional traders ki soch k hotay hain jinko traders market ki rejectons aur correction k sath laga kar wait kartay hain jaisay he price aisay orders ko trigger karty hai traders ko aik better earning ki opportnity milty hai.
Dear memebrs!
neechay aap screenshot ki help say chart ko clearly daikh saktay hain k agar price up break karty hai to tab kaisay buy limit laina hai aur agar price sell break karty hai to sell limit kaisay laina hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим