Tri-Star Doji candlestick
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tri-Star Doji candlestick
    Introduction

    Dear members of kya haal chaal hai main Amit karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Market Mein Achcha kam bhi kar rahe Honge dear market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass knowledge Hoga utna hi Achcha profit Hasil kar Sakoge Iske sath sath mein aapko yah bhi batata Chalun ki market is a great place to work for and forex market


    Identification And Formation:

    Dea members, Tri-Star Doji candlestick ko identify krna buht easy hai. Is candlestick ki pehchan yah hai keh is ki body minimum and shadow bilkul no hota.
    Market ki zero volatility ki waja say yah candle banti hai. Jo almost zero volatility show Kar rahi hoti hai, is ko aap hourly basis per find kr skhty Hain.
    Four Price Doji Candlestick Ko identify karna baht asan hota hai kyun Kay uski length hight wagera sab bht small Hoti Hy.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	1
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12557923

    Understanding working style:


    Dosto Kisi bhi pair mein Tri-Star Doji candlestick ka matlb hota hai keh market main seller or buyer ka volumatic pressure nahi hai ya phr us wakt seller aur buyers ki tadad bht Kam Hy,
    aur market volatility totally zero ho chuki hai.

    [Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	6
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12557924

    B]Trading strategy:
    [/B]
    Dear members, jab market mein zero volatility ho to us time ap ko market mein entry nai leni cheye kyun kah ye aik asi situation Hoti Hy jis me market Kisi bhi wakt totally one side move KR skti,
    qk eisi situation main sideway movement ho sakhti hai. kyun lky is time market me koi trend ni hota is liy trading na krna hi behtar hota hai. Low volatility Kay wakt ap Kay Pas agar
    ap ko koi news multi Hy to ap is me trade KR skty hen otherwise ye aik critical situation Hoti hy.

    Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	3
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12557925
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tri-Star Doji candlestick

    Yes dear, forex trading main bohot say basic candlestick patterns hotay hain in basic candlestick patterns mein tri star doji candlestick pattern kafi important hota hai jo market main bohot important role play kartay hain is liay traders ko chaiay kay woh iskay baray mein acchi Tarah Se learning kar lena aur isko market use kar ke apna Kam jari rakhen

    Features of tri-star doji candlestick pattern:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220919_2134_57_7030.jpg
Views:	1
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12421372

    Tri-star candle pattern current trend main reversal ko show karta ha, is main three consective doji candles hoti hain, jin main say pehli doji candle bulls aur bears kay darmian indecision ko show karti ha, jab kay 2nd doji mojooda trend ma gap ki indication daiti ha aur 3rd doji market kay jazbat ko badalti hay jab koi candle trend ki opposite direction ma open hoti ha, hr doji k shadows market ki volatility ma thorikami zahir kartay hain, ye doji candles bullish aur bearish reversal pattern bnati hain, bullish tri-star pattern ma down trend ma bnti ha aur is ma 2nd doji dusri dono doji sa below hoti ha, jb k bearish tri-star pattern uptrend ma bnta ha is ma 2nd doji dusri dono doji sa upar hoti ha, ye aik rare nazar anay wala pattern ha, ye strong support aur resistance show karta ha jin ko break karna mushkil ha,

    Bullish and Bearish tri-star doji candlestick pattern:







    Bullish tri star doji pattern market main Bearish trend kay bad banta hai is liay market ka downtrend lazmi hay, is kay ilawa is pattern me pehli doji 2nd doji say thora upar hoti hay aur 2nd doji bhi bears ki domination zahir karta hai. 3rd doji ki position upar hoti hai aur is tarha woh Bulls ki domination zahir karta hay, is kay baad market mein reversal trend shuru ho jata hay, Bearish tri-star doji pattern market mein Bullish trend kay baad banta hai aur is mein market ka pehly say uptrend me hona lazmi hay, is mein pehla doji dusray doji se lower position par hota hai. Lekin 2nd doji higher price position par hota hai. 3rd doji ki formation 2nd doji se lower hoti hai is tarha yeh bears ki domination show karta hai. In three doji ki formation ky bad market ka reversal ho kar Bearish trend chal parta hay

    Guideline for traders in tri-star doji pattern:


    Yeh candles show karti hain kay market apni position loose kar rahi ha, is tarah uptrend ka reversal ho k downtrend chal parta ha aur down trend reverse ho k uptrend moment start ho jati ha, is tarah k pattern k bad market long reversal moment karti ha, lihaza hmain apni learning aur knowledge ko use kar k candle patterns ko identify karna chaiay ta k un ki help sa market ki moment ko thek tarah predict kar sakain

    اب آن لائن

    Working...
    X