Asslam.u.Ailakum Dosto...
dear members kesy hain ap sab kheriyat sy hongy aj hum chart patterns mein agy barhty howe ak new topic start karty hain jiska name hai ( harmonic pattern ).
Harmonic patterns Darasal geometrical shapes hoti hain jo k markeet mein fabonacci levels ko istemal kark banti hain phir ye humy market ki next movement k bary me maloomat farham karti hain.
Most Popular 7 harmonic chart patterns:
1: The ABCD pattern
2: The Deep pattern
3: The Bat pattern
4: The Butterfly pattern
5: The Gartley pattern
6: The Crab pattern
7: The sharp pattern
Friends Aj me in me sy 2 patterns ki discuss krnga baki pattrens ki discuss bad mein post ki sorat mein discuss krengy filhal in 2 importance pattrens ki discuss karty hain.
Explain The Bat pattern:
Friends Is pattern ko bat pattern is liye kaha jata hai kyun k is pattern ko complete hony k bad bat jasosi shakal nazar ati hai is main ABCD ppattern sy ek extra ray hoti hai jisko Leg b kahakaha jata hai or aik extra popoint hota hai X k name sy 1st leg XA hoti hai usk bad AB retracement hoti hai ager AB retracement XA ki move k 50% hoto ap bat pattern ka intezar kar sakty hain or isk bad BC move hoti hai jo 2.18% hoskti hai jo nad CD move hoti hai jo k XA k equal hai usy boht zada ho skti hai. in sab moves k compelet hony p BAT shape banti hai.is me traders C point s easily trade ly sakty haim D tak is me stop loss C s thora sa upr hoga.
Explain the The ABCD Pattern:
Dear friends is harmonic pattern me sab sy asan pattern hai yeh pattern 3 movements or 4 points p mushtamil hota hai. 2 impulsive hoti hain or 1 corrective move hoti hai. Pehli impulsive move AB hoti hai or phir corrective move hoti hai BC or phir impulsive move hoti hai CD 4 extra point ko mila k ak pattern ban jata hai
trader is pattren sy point tak entry ly sakty hain D tak ya phr pattren compelte hony tak intezar karna chahye koi b entry leny k liye tabhi ap acha profit hssil kar payengy.