Currency Correlation Kise Kaha Jata hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency Correlation Kise Kaha Jata hay
    Introduction

    Enough aaj hu CC yani currency correlation ke bare main aik mukamal guftagu karai ga jo yakinin aap ke liye aik knowledge full topic hoga jaisa ke aap sab he jante hain ke baghair learning ke kuch bhe mukamal acha nahe hosakta to ayye sath muka karte hain

    Currency Correlation Kiya Hota Hay?


    financial world mein correlation two currencies ky darmeyaan statistical measure ko kehty hein jab aik currency pair movement karta hai tou us ka kitna affect kisi dusry pair py hota hai jo us currency pair sey related hai

    The meaning of currency correlation


    World ki currencies ka correlation bilkul normal hai jesy kay ham Candian dollar (CAD) ki bat cards hein jis ka correlation oil price sey hai . Australian dollar (AUD) ka correlation New Zealand (NZO) says hai aur us k sath gold a cruide bhi is sey related hein . Correlation range ki*1 or +1*k darmeyaan hoti hai .perfect correlation means k currencies k two pairs 100% aik direction mein move cards hein

    The Role of Currency Correlation in Forex


    Jab forex market kay chart mein two currencies ka apas mein correlation hota hai ya jab chart payout two pairs in same direction mein run cards hein tou usy positive correlation kehty hein . And jab woi pairs aik dusry kay opposite run of cards hein tou unko negative correlation kehty hain

    Conclusion Discussion


    Agar two currency pairs ka correlation zero hai tou it means k wo apas mein independent hein a aik pair ki movement sey dusry pair ki movement par asar nae parta aur dono ki movement random hoti hai correlation In ko two currencies k bech statistical measure ko kehty hein

اب آن لائن

Working...
X