Discuss about technical and fundamental analysis results...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discuss about technical and fundamental analysis results...
    Assalam alaikum dear Forex friends Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge dear jab Ham forex market mein kam karte Hain to aisi condition mein aapko apni decision making per concentration Karni hoti hai aur iske results ko find out karna hota hai kyunki jab aap market mein different important results ko dekhte hue kam karte hain to ismein aapko jyada acche advantages hasil ho sakti hai aapko market mein different important results ko find out karna hota hai jiske Liye aapko technical aur fundamental analysis se madad leni hoti hai aaj ham apni post mein technical aur fundamental analysis ke result ke bare mein baat karenge.

    What is Technical Analysis?

    Friends jab aap forex market mein kam karte Hain to agar Ham chat pattern ko dekhen to use per hamen candlesticks najar aati hai candlesticks ki basic per apni decision making jab aap Karti Hain to is ko technical analysis ka naam Diya jata hai. Dear friends technical analysis ko Ham different parts mein divide kar sakte hain aur unki basis per aap market mein entry Le sakte hain baj ko khat aap market mein kisi Ek technical ki vajah se market mein entry lete hain lekin sometime market usko follow nahin karti aur Market aapke analysis ki totally against Chali jaati hai to isiliye aapko hamesha different specs ko find out karna hota hai jinki madad se aap market ko acche tarike se samajhne ke bad usmein entry lekar acha profit hasil kar saken.

    Click image for larger version

Name:	what-is-Technical-Analysis.png
Views:	3
Size:	41.1 کلوبائٹ
ID:	12557630

    What is Fundamental Analysis?

    Dear friends forex market mein different locations per different news aa rahi hoti hain jinki vajah se market ki reality kam ya jyada Hoti hai isko fundamental analysis kaha jata hai kyunki jab market mein fundamental analysis ko find out Kiya jata hai to ismein hamen hamesha jyada se jyada advantages mil sakte hain isiliye fundamental analysis ki importance bhi bahut jyada Hoti hai kyunki Kisi bhi news ke aane se agar vah Kisi metal currency fair ya FIR Kisi commodity ke bare mein ho jis per aap trading karne ja rahe ho to news ke aane se uski marketlity jyada hone se aapko achcha profit hasil ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Fundamental-Analysis.jpg
Views:	1
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12557631

    Results of Technical Analysis:

    Dear friends jab aap forx market mein technical analysis ko complete karte hain to aapko uske results ko find out karte hain to aapko sometime aapko uske 100% successful results milte Hain aur iske साथ-साथ aapko market mein Ek achcha profit Mil jata hai Lekin some time market analysis ko completely ignore karti hai aur aap ka s l ED kar jata hai iski vajah se aapko loss ka samna karna padta hai isiliye aapko Sam time aapko aapka target profit bhi Mil jata hai isiliye Apne technical analysis ko behtar se behtarin banane ki koshish karne ke liye acchi learning Karni chahie.

    Results of Fundamental Analysis:

    Dear friends fundamental analysis mein jaise ke pahle bataya gaya hai ki news ki basis per jab aap forex market mein analysis karte Hain to aisi condition mein aapko bahut jyada risk ka samna hota hai kyunki market mein news ke time per hamesha jyada se jyada fayda mil sakta hai aur ismein aapko bahut jyada fayda jaise hasil ho sakta hai usi Tarah use surat mein aapko loss ka samna bhi karna pad sakta hai kyunki jab market mein fundamental analysis ki basis per trading karte hain to usmein aapko maximum advantages available hote hain lekin Sam time aapke analysis totally wrong hote hain aur aapko bahut jyada nuksan ho jata hai isiliye hamesha aapko market mein successful hone ke liye different important risk factors ke rules and regulations ke mutabik apni working Karni chahie tab bhi aap acche advantages hasil kar sakenge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discuss about technical and fundamental analysis results...

    Bullish Hammer Pattern;


    Aap ko aik qabil aetmaad aur qabil aetmaad brokr ki zaroorat hai. poke aap mustaqbil mein qiyaas aarai standard mabni ya exchanging mein barri harkatein karte hain, to aap ko aik brokr ki zaroorat hoti hai jo aap ki zaroorat ke mutabiq raqam muntaqil kar sakay .Make a demo account and notice exchanging.Hit aap ne bohat ziyada ilm haasil kar liya hai aur aap kisi khaas tijarti hikmat e amli ke baray mein ziyada se ziyada seekh chuke hain, to agla marhala yeh hona chahiye ke aap usay aik jaaiz tijarti plate structure standard aazmayen .ley estamal karta heyha or jasa he market iska tor par use kiya jata ha jo bearish reversal ka signal data ha. Jab market is resistance level ko break kar jate ha or is level sa up ke traf move kar jate ha to is ma market up ma he rahe ge magar jab market reverse ho ge or dobara sa resistance level par puncha ge to market downward ke traf reversal kar jay ge.is pattern ny kamyabi k sath downtrend ki prediction ki hai or is session ny is ki confirmation ki hai.sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or banta hai kiyun jab market level ky andar move kar rhe hoti hai tu woh aik level ko touch kar ky move kar rhe hoti hai tu M shape banti hai means agar market resistance per hai tu woh support ki traf move karti hai or support ko touch kar ky dobara resistance or phr support per a jati hai tu ye aik 1 M shape ban jati hai jo k double top candlestick ban jata hai us ko mazeed ham picture ki help sy understand karny ki koshish karty hain .
    Begining Exchange;


    Dear friends Zehen mein rakhen ke kuch brokrz sirf barray money ke jore paish karte hain ( koi ghair mulki jore nahi ), jabkay deegar tamam barray cash ke jore paish nahi karte hain. aap forex exchanging ka jitna ziyada mutalea aur tehqeeq karen ge, itna hello there ziyada imkaan hai ke aap makhsoos cash joron ki taraf jhuken ge ( woh jo mustahkam hain aur jin ki naqal o harkat ka aap ko andaza lagana aasaan hai ). aap ko yeh yakeeni banana hoga ke aap ka brokr woh money jora paish karta hai jisay aap tijarat karna chahtay hain .Ban Jaati Hai pattern ki confirmation CCI RSI indicator Se Bhi ki Ja sakti hai. Jis per value over sold Jon Mein honi chahie stop last pattern ke sabse Lo position Ya doji candle ke Low price se Two papes below per set Karen.
    Pricey pals kya haal hai aapke umeed karta hun aap thik Honge aur the Forex market trading Mein acchi kamyabi Hasil kar rahe Honge destiny mein Main Ham apni income ratio ko ziyada Se ziyada lain k forex market move he candle ki shape mai karti hai kitun k ziada tar trader es process ko he follow karty hain es mai bhoot ziada candle hoti hain jin sy hamen market ki past price or us ki future price ky bary mai correct information dety hain ap jitna ziada candle ko understand karty hain utna ziada ap ko analysis ka experience hota hai kiyun k candle ki waja sy he hamen achi trades milte hain jin sy ham acha profit hasil karny mai kamyab hoty hain es liye koshsish karen k her types ki candle ko achy sy study kiya karen tu aj ham double top candle stick ko discuss karty hain or es ko understand karny ki koshish karty hai





    TRADING WITH INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





    Is inverted hammer pattern ma traders ko market ka current trend ka opposite ke traf trade ko enter karna ka signal milta ha q ka ya jo inverted hammer pattern hota ha ya market ka current trend ko change kar data ha or market ke price ko trend ka reversal ka bad new trend ma move karana lag jata ha ya pattern jab market ka chart ma banay ga to is ma market ke price bearish sa bullish ke traf move kara ge or traders ko market ka high ke traf jana ka strong signal da ge. Jab ya inverted hammer pattern banta ha to is pattern sa phalay market ma high bear ka control hota ha or is bear ka high pressure ke waja sa market ke price lower ke traf ja rahe hote ha or ya traders ko strong downward ka batatae ha magar jab ya inverted hammer candlestick market ma is downtrend ka bottom ma bante ha to ya traders ko strong market ka reversal ka batata ha jab ya bante ha to is ka start ma market bear ko lost kar date ha or high bull ka pressure sa high ke traf jate ha or is inverted hammer candlestick ke ak long upper shadow ko bante ha ya long shadow high ke traf hota ha ya huma market ke price ka down sa high ke traf jana ka batata ha or is ma market ke price reversal ho kar same opening point par a jate ha magar ya or lowera ni jate. Is ma traders ko market ka bullish ke traf jana ka signal milta ha is pattern ke conformation ka liya is pattern ke next candle ko dakha jata ha agar wo bullish ma close hote ha to is pattern ke conformation ho jate ha or traders is ma buy ke trade ko enter karta ha.

    اب آن لائن

    Working...
    X