Moving Average Convergence & Divergence
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving Average Convergence & Divergence
    Introduction

    Assalamu Alaikum der Mein Mar Gaya Halchal Hai Main Amit karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha Na Lage group experience banaa bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass knowledge Hoga utna hi hai Chopra baithak Mein Kar Sakoge Iske साथ-साथ main aapko yah bhi data Janm ke main aapke liye topic market Mein Lekar Aaya hun ummid Hai traffic se aapko Kafi Jyada knowledge hai

    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	1
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12557046

    Divergence

    Dear Friends Moving Average Convergence Divergence (MACD) basically aik technical indicator hy jo agar sada alfaz me Kaha jay to ye do (2) lengths ya sides Jin Ka taluq Kisi bhi pair ki price sy Hota SMA (simple moving average) aur EMA (exponential moving average) kay fark ko measure krta Hy .

    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	4
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12557047

    How it works


    MACD Kay Kam krny Ka tareeka ye Hy Kay ye indicator ye do lines py mushtamil hota Hy jis me aik blue line aur aik red line Hoti Hy jis sy ye measure krta hai jo kay MACD line aur signal line kay darmiyaan farak zahir karta hai.

    Dakha jay to MACD line 2 exponential moving averages ka badlao hai jo kay 12 aur 26-periods ke hoti hain. Jo signal line hai wo normally tor par 9-period ke joti hai. MACD lines zero line kay aas paas rehti hain aur zada tar overbought aur oversold kay signal dety hain jab zero line sy oper ya neechy jaati hoti hy.

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	1
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12557048

    Trend Change Measurements

    MCAD trend buying ya selling ki strength ya us kay momentum ko measure karta hai. Aur ye momentum ya strength measure karny kay leay MACD line aur Zero line ko reference Kay toor pay use krta Hy jis sy badlao ko time to time show krta Hy.


    Signal From MCAD

    is ki signal deny Ka Mathod intihai simple Hy Jab MACD line zero line sy oper cross karti hai to ye trend Kay oper jaany Ka signal deta Hy Kay market me buying pressure increases ho Raha hy. isi Kay bar aks jab Kay MACD line zero line sy neechy jaati hy to ye trend Kay neechy jaany Ka yani selling Ka signal deta Hy Jo show krta Hy Kay market me selling Ka pressure increase ho raha Hy.

    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	8
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12557049

    Simple Understanding of MCAD

    Moving Average Convergence Divergence MACD Indicator so samjhna bahut zada asan Hy. Jab trading chart main market ki prices higher point per hoti hain liken MACD aap ko downtrending main information deta hai tu ya divergence ah jata hai, is halat main aap ko selling krna hoti hai. Is ky mukhalif jab market main lowest prices hoti hoti hain lekin MACD Indicator aap ko uptrending movement show krta hai, tu us time aap ko buying entry lena hoti hai.

    Dear Jaisa ki maine Upar bataya ki movie garage Kaise market Mein flavor kar rahi hoti ISI ke sath apne aap ko yah bhi batata hai jo ki market ka trend jitne bye ya Sel move karte hain uske sath yah currency ki value bhi aap padhna Ho Jaati Hai Jo Bhi candlestick up and down ki taraf Diya use broker ko yah Pata Chalta Hai ki abhi market ka pressure kis side per Ja Raha Hai Jis side per pressure hota hai use side per broker bye Karte Hain ki taraf hota hai to chal Karte Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving Average Convergence &amp; Divergence

    Dear friends MACD Ek bahut out class trading indicator hai aur isko read karna bhi bahut hi easy hai dear friends MACD moving average convergence divergence ki short form hai friends MACD main centre line ko cross kerti hai tou yeh trend change ki clear indication hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (35).png
Views:	4
Size:	24.0 کلوبائٹ
ID:	12420676

    How to Analyse MACD indicator.

    Dear friend MACD indicator Ko agar RSI ke sath mila kar istemal kiya jaaye to bahut hi acche training result ko find Kiya Ja sakta hai aur ek acchi si trade lee ja sakti hai friends Dear friends MACD main zayada focus is kee centre line per karna chahye kyn kay MACD main centre line ko cross kerti hai tou yeh trend change ki clear indication hoti hai ham bari asani ky sath same indicator sy market ki position read kerty huy trade open ker ky profit hasil kia ja sakta hai.

    Trading at MACD.

    Dear friends MACD per trading karne ke liye sabse pahle aap ko MACD ki reading Karnay ka idea Honda chahye kyn kay MACD market ki strength downside per shift hony per sell ki trade enter ker lety hain tou kuch hi time ky baad humein profit hasil hona shuru ho jata hai jab same side per strength aik peak per ponch kar decrease hona shuru ho jati hai tou aesy time per hamain open trade co close kar lena chahiay aur friends is kay opposite jub MACD below the 30 RSI move kar hate aur Venter line bun jaaye to Us waqat buy ki trade open karni chahye.

    Click image for larger version

Name:	images (34).png
Views:	17
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12420677

    Combination of MACD with Other indicators.

    Dear friends agar aap MACD indicator ko behtar result hasil karne ke liye istemal karna chahte hain to aap is ko RSI ndicator aur CCI (commodity channel index) ke sath combination Mein use Karen jisse aap ko bahut hi outstanding aur perfect trading result mil sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Moving Average Convergence &amp; Divergence

      Yes friend, forex trading main indicators aur tools ki help sa market aur pair ki moment ko janchnay main kafi guidance milti hay, in indicators ka knowledge successful trade ki base bnta hay, aisa hi aik indicator moving average Convergence Divergence indicator hota hay jo aik momentum Oscillator hai yeh basicaly aik oscillator hota hai, lekin yeh am tor par ziyada kharidi hui ya ziyada farokht honay wali sharait ki shanakht ke liye istemaal nahi hota hai. yeh chart par do lakiron ke tor par zahir hota hai jo baghair kisi had ke ghomti hay, in two lines ka cross over ko moving average system ki tarah trade signal deta hai

      Moving average convergence divergence indicator:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220912_1056_47_3990.jpg
Views:	1
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12420696

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220912_1056_47_5881.jpg
Views:	1
Size:	32.4 کلوبائٹ
ID:	12420697

      MACD indicator aik aur mashahoor indicator hai, jiss se traders ko ko aksar aik achah aur behtar result milnay ka imkaan hota hai. Trader MACD indicator ko pasand karte hain, q k yeh signal peda karne ke mukhtalif tareeqay faraham karta hai aur trend ka semat bhi wazeh kar sakta hai. lehaza, agar aap aisay traders main se hain, jo trading karte waqat sirf aik indicator ko dekhna pasand karte hen, to shayad MACD indicator aap ke liye aik behtareen intekhab hai.


      Procedure for calculation:

      MACD indicator ki calculation main two moving averages, jin main say aik 26 Exponential Moving Average aur 12 Exponential Moving Average ka istemal kia jata hai. 12 (EMA) se 26 (EMA) ko tafreeq kia jata hai. Short EMA teezi k sath long EMA k qareeb aur uss se door jata hai. Iss ki waja se MACD indicator line zero ki satah k ird gerd ghomti hai. MACD line k sath 9 period EMA ki aik signal line banye jati hai, is indicator ki upper calculation indicator main by-default set hoti hai, matlab traders apni marzi aur trading strategy k mutabiq apni settings tabdeel kar sakte hen. Long term k trader ziada time frame k moving averages jab k short term k traders small moving averages ka istemal kar sakte hen

      Working process of MACD Indicator:

      Moving Average Convergence Divergence line ek trigger ki tarha use hota signals ko buy aur sell karne ke liye jab Moving Average Convergence Divergence signal line se above cross hoti hai to trader buying karta hai trade mein and jab Moving Average Convergence Divergence line below the signal line cross karta hai to trader selling process karta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X